CONTINUED...
.
.
.
Anant and navya came in the hospital directly from airport...
ANANT - xcuse me... Mr prakash sharma Konse room me admit he
RECEPTIONIST - let me check sir.
She checked from her file whereas tears were coming from navya eyes. Anant held her shoulder and ensure her by his eyes.
RECEPTIONIST - sir, he is in ICU ward on ground floor. Straight away from here
She showed them the way
ANANT - oh thank you
Anant and navya literally runs to go there. When they reached there navya saw vandana was crying and meeta sitting beside her. Deepak standing and om standing near him. Ritika and nimisha were sitting on chair...
RITIKA - navya...
Everyone looks at navya. Navya comes towards vandana and they both hugs each other tightly. Vandana was crying and navya was also in tears...
NAVYA - plz maji... Chup hojayiye
Meeta caresses her hair and she hugs her.
ANANT - Nimmi.. Ma kaha he..
NIMISHA - wo bhai, ma ghar par gayi he, sab k liye tiffin lane. Ranbir bhai gaye he unke sath
Anant just nodded in yes and goes towards deepak
ANANT - papa.. Aap chinta mat kijiye sab thk hojayega.
Deepak patted on his shoulder
DEEPAK - tum dono ghumne gaye the beta, hamari wajah se apka tour kharab hogaya
ANANT - kaisi bate kar rahe he papa.. Prakash uncle hamara parivar he, aur parivar k wajah se Kabhi kuch problem hui he
Deepak smile and hugs him
ANANT - papa... Doctor kaha he me bat kar leta hu
OM - wo cabin me he beta
Anant goes to the doctor cabin
ANANT - hello sir...
DOCTOR - hello... Mr bajpayee..
ANANT - sir.. Koi problem to nahi he na.. I mean everything is normal Ryt..
DOCTOR - Mr bajpayee. Unhe first time attack aya he isliye unki body ise bardasht nahi kar payi he. I have told na 48 hrs are critical. Ab tak unhe hosh nahi aya he
ANANT - doctor Pichli 24 hrs se wo behosh he... Aur kitna time
DOCTOR - even I don't know Mr bajpayee.. Let's keep a watch and pray. Unhe hosh ane tak kuch kaha nahi ja sakta
Anant leaves the cabin. He looked at navya who was standing outside the cabin hearing all their talks. Her eyes were red due to crying. She hugs anant tightly and cried in his arms...
ANANT - sshh... Navya... Plz... Chup hojao
NAVYA - ye kya hogaya anant... Abhi abhi khushiya ayi thi hamare zindagi me aur abhi achanak ye...
ANANT - navya... Zindagi me utar chadav to hote rehte he. Isliye ise life kehte he Ryt.. Hamare life me ayi hui problem ko hame strongly face karna he..
NAVYA - mjhse maji ki ye halat dekhi nahi jati anant...
ANANT - iska matlab ye he ki tum b rona shuru karogi.. Navya listen to me
He cups her face in his hands
ANANT - aunty ko is waqt sabse jyada tumhari zarurat he. Tumhe unhe samjhana he, unka khyal rakhna he. Aur tum to ro rahi ho.. Hmm??
She wipe her tear
ANANT - jab uncle ko hosh ayega aur wo tumhe aise rote hue dekhenge to kya sochenge ki mene unki is beti ka khyal nahi rakha. Tum chahti ho ki uncle tumhe aise rote hue dekhe taki unhe bura lage. Hmm
NAVYA - nahi
ANANT - smile now
She smile lightly
NAVYA - anant... Papaji ko kuch nahi hoga na
ANANT - you believe in God Ryt... To tumhe pata hoga bhagwan ache logo k sath kuch bura nahi karte. Aur meri navya to duniya me sabse achi he to uske sath to bilkul bura nahi ho sakta
Anant hugs her and she hugs him tightly
ANANT - don't worry sab thk hojayega.. Me hu na tumhare sath
Deepak and meeta who heard their conversation from behind were happy seeing their daughter happy.
DEEPAK - hum yaha hamari beti Ko samjhane aye the meeta, par dekho ab Koi aur use samjhata he
MEETA - Aaj mjhe pura yakeen hogaya he deepak, hamari navya bht bht khush he. Anant Uska bht ache se khyal rakhte he
Deepak side hugs her and they both watch anant and navya lovingly...
...
After some time sugandha and ranbir came carrying lunch for everyone...
SUGANDHA - navya beta kaisi ho..
NAVYA - thk hu ma. Dadi kaisi he. Unki tabyet thk he na
SUGANDHA - Ha beta wo thk he. Wo ghar par hi he, yaha ana unke liye thk nahi
NAVYA - sahi kiya ma..
SUGANDHA - beta.. Ye khana... Tum vandana bhabi ko bula lao
Navya nodded and goes towards vandana
NAVYA - chaliye ma.. Khana kha lijiye
VANDANA - mjhe bhuk nahi he navya
NAVYA - aise kaise nahi he bhuk. Mjhe ma ne bataya apne kal se kuch nahi khaya he. Me kuch nahi sunungi chaliye
She takes her in separate room where everyone were sitting to have food. Anant gets up and make vandana sit
VANDANA - mjhe sachme kuch nahi chahiye
ANANT - Aunty... Aap chahti he na uncle thk hojaye, to chaliye khana khayiye
VANDANA - par anant
ANANT - aunty plz... Kum se kum ye sochkar khayiye ki apko yaha rukne k liye energy milegi, nahi to apki b tabyet kharab ho jayegi. Fir jab uncle ko hosh ayega to wo puchenge aap kaha he fir me bol dunga ki aunty ne khana nahi khaya aur bimar pad gayi.. Janti he kya hoga fir... Uncle gussa hojayenge
Vandana smile while every one also smile seeing anant taking care just like his mom
ANANT - chaliye khana kha lijiye. Me kuch nahi sununga
Vandana caresses his head and anant feeds her the lunch. Navya wipe her tear and was happy thinking about anant...
...
At evening...
RANBIR - anant tu aur navya ghar Chale jao. Hum he yaha. Tum log thak gaye honge na
ANANT - nahi ranbir. Vandana aunty ko aisa chodkar me nahi ja sakta and I am sure navya b nahi jayegi
RANBIR - yaha par sab he anant..
ANANT - ek min
Anant goes towards deepak
ANANT - papa aap ghar jakar aram kijiye. Me hu yaha
DEEPAK - par bete
ANANT - papa... Prakash uncle ka me khyal rakhunga. Don't worry.. Ranbir aap sab ko ghar drop karega. Aap subah ajana
NAVYA - ha papa.. Maji ko b rest ki zarurat he
DEEPAK - thk he
ANANT - papa aap b jayiye. Dadi akeli hongi na
OM - k.. But in emergencies plz call
ANANT - sure dad
RANBIR - anant me sabko drop karke ata hu
ANANT - k
Everyone left from there. Navya looked at prakash through the door. Anant hold her hand tightly crossing her fingers with his. He kissed her hand
ANANT - don't worry everything vl b fine
Navya smiled and she also kissed his hand
NAVYA - you know.. You are the best husband in this world
ANANT - correction Mrs bajpayee.. I am the best husband of the best wife in this world
NAVYA - I love you
ANANT - I love you too
They both sits outside ICU. Navya rested her head on his shoulder while anant side hugs her...
.
.
.