Part 7
ViDev was still lost themselves in their hug. Suddenly Dev's phone rang. Dev released Vidhi and looked her
Vidhi : Phone ..
Dev : Yeah...
Vidhi: Mein chalti hun....
Dev ,: Waapas toh awogi naa?
Vidhi : Aapne mujhe dil mein jagah Dee, Toh phir kyun yeh sawal? Phone udayiye Sir.
Vidhi leaves from there with a smile. Dev smiled and attented the call. The whole day was hectic for every one in office. Finally when the office hours got finished Vidhi's eyes searched for the most adorable gol - gol eyes.
Vidhi : Shayad cabin mein hi honge.
Vidhi started walking towards the cabin. Suddenly some one pushed her towards a corner.
Vidhi screamed: Aah!!!
The person who pushed her kept his palm on her mouth . Vidhi was surprised to see that it was none other than the Gol-gol eyes waale Dev Sir whom she was searching a lot.
Dev : Vidhi !!!! Itne zor se kyun chillayi ??
He slightly took off his palm from her mouth
Vidhi : Sir aap ,!!! Mein toh sach mein dar gayi .
Dev : Tumhara chehra kaise dar ke maare Beetroot red ho gaya mazaa aaya dekhkar.
Vidhi made puppy face ☹️ and turned against Dev
Dev : Tum aaj bhi Bacchi ho
Vidhi: Mera toh pata nahi par Dev Sir toh sach mein bacche hein. Yeh corner mein chipna, darana yeh sab Naa bacchon waali khel hein.
Dev : Accha Teacher Ji maaf bhi kar do
Vidhi : Mein Teacher Ji nahi hun....
Dev : Toh kya ho tum ?
Vidhi : Aap ke paas yahi sawal kyun kya ho tum ? Kuch aur nahi hein kya poochne ke liye?
Dev : Accha toh subah kaise tum baar baar kyun kyun kyun kehkar khatarnak taareeke se mujhse Dil kee baat batane pe Ziddhi rahi
Vidhi: Ziddhi toh aap hein. Kaise gusse mein ekdum aag kee lapeton kee tarah laal - laal hoke mere kandhon mein haath dalke keh rahe the Aap aur woh ek warning kee tarah " Meri taraf dekh Vidhi " Saara kasoor aapka hein.
Dev : Oh hello kya matlab hein Aapka hein? Tum bhi toh pad chuki ho woh....p...pyaaz ...
Vidhi : Pyaz nahi Pyaar .....Pyaar Sir.
Dev : Exactly. Waise hum yeh Tom and Jerry jaise fight kyun kar rahe the
Vidhi : Mujhe nahi pata
Dev : Mujhe bhi pata nahi
ViDev looked each other and smiled.
Dev : Vidhi toh ek jagah chalte hein
Vidhi : Kahan Sir ?
Dev : Woh toh pahunchne par pata lag jaayenge.
Vidhi : Okay
Dev and Vidhi started their journey on car. Vidhi was watching Dev through hide and seek eyes. Dev quickly looked Vidhi and raised his eye brows.
Dev : Kuch aadatein nahi badalte. Yeh chori chupe mujhe dekhne kee tumhari
Vidhi : Aapko kaise pata? Aap toh drive kar rahe the aur aap bhi kuch kam nahi hein. Matlab sab dekhte hein phir bhi aapki aankhon kee tarah aapki baatein bhi ekdum Gol- gol hein.
Dev : Tum toh masterni nikli yaar. Theen saalon se spy work kar rahi thi ?
Vidhi : Aap ne mujhe Aapke P.A bana li toh mein aur kareeb huyi Naa aapki . Abb toh bahut kareeb ...
Dev : Kitne kareeb?
Vidhi : Bahut bahut bahut
Vidhi stretched her arms. Dev smiled and pinched her cheeks.
Dev : Tum sach mein bahut pyaari gudiya hein
Vidhi smiled and continued staring Dev. Finally they reached near a river . The time was almost 7 pm and Vidhi was surprised to see the Naav decorated with lights.
Vidhi: Sir yeh toh ...
Dev : Iss time yahan sirf tum aur mein, hamare iss pyaar ki shuruaat iss naav ke safar se honge.
Vidhi: Aapne toh mujhe sach mein surprise Kiya Sir. Yeh bahut khoobsurat hein.
Vidhi hugged Dev.
Dev : Agar surprise dene se aise warm hug baar baar milenge toh mein koshish karunga kee har roz tumhein surprise de sakun
Vidhi : Aap sach mein bahut Naughty hein. Naughty Raichand!!!
Dev : Kya kaha Naughty Raichand ??
Vidhi: Ek baar nahi hazar baar bolungi Naughty Raichand!!
Dev : Toh tum ho Ziddhi Sharma . ....Bahut zyada ziddh karti hon tum ......
Vidhi : Mujhse zyada toh aap Ziddhi hein.
Dev : Dekha dekha abb kaun lad rahe hein? Kaun Ziddhi hein ?
Vidhi : Aap aise kyun hein ? Har baar itne zyada cutiepie 😘 kyun bante jaa rahe hein aap ?
Dev : Kyunki mere saath ek cutest doll khadi hein.
Vidhi haath dhaamogi mera ?
Vidhi : Saath chalne kaa Vaada kiya hein, mein toh aapko dil hee de chuki hun
Vidhi held Dev's hand.
Dev : Chalo Vidhi
They both entered the boat🛶 .As the journey was going on Dev find Vidhi involved in deep thoughts.
Dev : Vidhi !!! Kal raat tumhare ghar mein kya huwa thaa ?
Vidhi: Kuch nahi Sir.
Dev : Mujhse baatein naa chupane kaa Vaada kiya thaa tum ne. Bolo Vidhi ...
Vidhi: Sir Meri maa ko pata chal chuki hein ....
Dev : Kya ?
Vidhi explained things in brief. Dev held Vidhi's hand
Dev : Mujh par bharosa rakho Vidhi. Sab theek ho jayega. I know kee yeh aasan nahi hein. Jab hamare liye dil kee baatein izhaar karne mein itna waqt lag gaye toh ,..
Vidhi : Sir sab log umra ke faasle ko lekar bahut kuch kahenge
Dev : Vidhi!!! Yeh soch toh mujhe bhi sata raha thaa. Society jaise ek tagline rakhi hein Pyaar mein kee Pyar karo toh hum umra waale se karo, yaa bhir theen chaar saal bade waale se karo. Lekin kya sirf yahi hein barrier ? Bahut kuch hein Vidhi ....Kabhi kabhi society yeh dekhkar rok lagate hein kee donon alag - alag communities se, alag alag religion se ho toh wahan pe bhi restrictions..... Society toh pyaar mein restrictions lagate hee rahenge? Lekin kya yeh so called society kabhi hamari mushkilon mein hamara saath diya hein ? Kya kabhi bhi hamare ghar kaise chalte hein, hamare parents kaise ek ek sikke jodkar hamare liye save karte hein, hamari family kitne strugles se guzre hein, hum apne aap se akele mein kitne hard times se guzre hein yeh dekha hein ? Nahin naa!!! Zindagi hamari hein, kisi society ke so called logon kaa nahin
Vidhi: Sir yeh sab sunne mein toh accha hein. Par kya practically kahan tak possible hein ?
Dev : Pata hein Vidhi , meri maa ek conservative soch rakhti thi kee pariwar kee bahuwon ko bahar jaakar job karne kee ijaazat nahi hein. Iss soch ko badalne ke liye Abhimanyu aur maine bahut koshish kee. Abb Priya ek Bank mein Manager kee post sambhalti hein. Ghar aur Daftar donon kee zimmedariyan khoobi se nibhati hein. Yeh toh ek badlaw kee ek step hein.
Vidhi: Agar aisa socha jaaye toh pehle mere paapa mujhe job karne kee permission nahi deti thi. Par baad mein unhone mujhe yeh di...Aur abb unhein meri business trips se bhi koyi problem bhi nahi hein Sir. Inn Sab ke liye mujhe mere paapa ne permission dee hein Sir. Yeh bhi toh pragati kee taraf badthi ek kadam hein.
Dev : Isliye Vidhi humein haar nahi maanna chahiye. Abb shuruwat ho chuki hein toh aage jaane kee himmat bhi rakhni chahiye. Hey himmat?
Vidhi: Agar aap mere saath hein toh mujhe har baat se ladne kee himmat mil jaayenge.
Dev : Vidhi !!! Issi himmat ko banaye rakho. Mein aaj apni Maa ko apne dil kee baat batane jaa raha hun..... Tum bhi koshish kar lo apne paapa se baat karne kee
Vidhi: Sir aap jaante nahi hein mere Paapa !!!
Dev : Batana toh padega naa Vidhi. Bas koshish karte hein Aaj. Kya hoga yeh toh pata nahi. Agar kisi theesre insaan ke zariye yeh baat ghar pahunchi toh iss se bhi bure anjaam honge. Isliye humein himmat rakhne padenge Vidhi ....
Vidhi: Haan Dev Sir. Aaj mein Puri koshish karungi baat karne kee. Aapse baat karke dil halka ho gaya.
Dev : Vidhi !!! Aise hee joh bhi hein jab hum share karte rahenge Naa toh saari mushkilein paar kar paayebge hum donon.
Vidhi : Sir!!!! Aap bahut achhe hein. Accha huwa kee aap itne waqt tak kunware hee reh chuke. Warna mujhe toh aap kabhi milte hi nahin.
Dev : Shayad kismat bhi iss Ziddhi Sharma se mujhe milane ke liye abb Tak mujhe kunwara rakha.
Vidhi: Sir !!!!
Dev laughed. Vidhi suddenly picked some water 💦 and sprinkled it on Dev's face.
Dev : Are you mad ? Kya kar rahi ho ?
Vidhi : I am mad in love Dev Sir.
Dev also sprinkled water drops on Vidhi's face
Vidhi : Naughty Raichand
Dev : Ziddhi Sharma
Both of them started sprinking water drops on each other's face. They continued doing it and in between their naav safar got finished. Both of them placed their feet at the sand. Both of them took a deep breath. Dev suddenly noticed the scattered hair fallen on Vidhi's face.
Dev gently caressed her hair and while doing it they shared a sweet eye lock.
Vidhi: Sir aapke Baal bhi bikhre bikhre hein.
Vidhi tried to touch it , but her tiny hands were not reaching that height.
Dev : Wait a minute.
Dev suddenly lifted Vidhi upwards and now she was looking downwards to those gol - gol eyes in disbelief. Dev's hands were helding her waist and she was feeling goose bumps over that magical touch.
Dev : Aise ghoorti rahogi yaa kuch karogi bhi ?
Vidhi became silent and slowly she waved Dev's hair with her fingers. One by one she adjusted them to a side. Meanwhile Dev was able to sense her heart beat going upwards and downwards. Vidhi shut her eyes and tangled her fingers on Dev's back. Slowly Dev made her to get down.
Dev : Vidhi !!!
Vidhi suddenly hugged him tightly and pecked a kiss at his chest. Dev wasn't able to realise what was happening with him . This was the first kiss from Vidhi at his heart and he felt like his heart has started beating 💓 now . His fingers tangled her back hair gently and he pecked a kiss at her side neck. Vidhi suddenly turned out her face and stood away from Dev. Dev held her from back by placing rounding his arms at her body. Vidhi gently pecked a kiss at Dev's palm . As soon as she turned her face towards Dev he cupped her face and said
Dev: Vidhi!!! Promise me this moment is forever
Vidhi nodded her head.
Vidhi gently placed her feet at Dev's feet and moved little upward. She quickly placed a passionate kiss at Dev's cheek. Dev's cheek got blossomed like red roses as this surprised him to the core. Vidhi gently came back to her position.
Vidhi : Bahut raat ho chuke hein... Abb ghar jaana padega.
Dev : Kaash thodi aur mil jaate
Vidhi : Kya ?
Dev : Wahi... Tumhari flower petals jaise lips 👄 se
Vidhi : Naughty Raichand!!!! Thoda dheeraj rakho
Dev : Mmmhh.... Vidhi wahan dekhna, wahan kuch hein
Dev pointed out his finger on a side
Vidhi: Kuch bhi nahi wahan.
Suddenly Dev pecked a 🥰 cute kiss at Vidhi's cheek. Vidhi turned her face and looked Dev
Dev : Aise mat dekho, aaj itna hi de pawunga ...
Vidhi : Par mein toh bahut Ziddhi hun..
Dev : Filhal humein Ghar chalna chahiye
Vidhi nodded her head. They say together on the car journey and throughout the way both exchanged hide and seek eyelocks and the blushing smiles which came at their lips knowingly or unknowingly.
ViDev reached their homes recalling their lovable moments.
At Vidhi's house
Bimla: Vidhi kahan thi tum ? Aaj late kyun huyi ?
Vidhi: Maa Paapa aa gaye, mujhe unse baat karni hain.
Bimla: Kis baare mein
Vidhi : Apne baare mein. Apne dil kee baat ke baare mein.
Bimla gets shocked.
Aaj waali episode kaise ho paayi ? Kuch pata nahi 🤔💓💓🥰🥰 Baaki ghar mein kya huwa yeh kal aap logon ko dekhne ko milenge.
13