~*Old Fav Song*~ - Page 87

Created

Last reply

Replies

942

Views

35k

Users

87

Frequent Posters

thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 17 years ago
it depends upon the mood medha....old slow hote hain new fast

aage bhi jaane na tu
peeche bhi jaane na tu
jo bhi hai bas yehi ek pal hai......
ELAS101 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 17 years ago
Yeh aashiqui, deewaangi
Peepal ki resham chhaaon mein
Hum khush bahut the gaaon mein
Phas gaye shaher ke jaal mein
Kis mod pe le aayi hai

same here 😊
thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 17 years ago
Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad me
hazaro rang ke
nazaare ban gaye

sawera jab hua
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitare ban gaye

ye song kabhi suna hai medha? 😊
ELAS101 thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 17 years ago
nahi suna lekin iske lyrics intne khoobsoorat hai! kaunsa picture ka gaana hai yeh?

Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 17 years ago
that's an oldie of 1969's.... I think from the film 'kanyadaan'


kabhi na kabhi
kahin na kahin
koi na koi tho aaye ga
apna mujhe banaye ga
dil mein mujhe basaye ga
Nusheen thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
badi mastani hay meri mehbooba
meri zindigani hay meri mehbooba

iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri mehbooba, mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba


beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora diwana thoori si diwani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

aaa aa aa aa aa a aa
o oo o o ooo o o ooo

saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

Nusheen thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
Chahoonga Maein Tujhe Saanjh Sawere
Phir Bhi Kabhi Ab Naam Ko Tere
Aawaaz Maein Na Doonga

Dekh Mujhe Sab Hai Pata
Sunta Hai Tu Man Ki Sada
Mitwa...Mere Yaar
Tujhko Baar Baar
Aawaaz Maein Na Doonga...

Dard Bhi Tu, Chain Bhi Tu
Daras Bhi Tu, Nain Bhi Tu
Mitwa...Mere Yaar
Tujhko Baar Baar
Aawaaz Maein Na Doonga...


Nusheen thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 17 years ago
Mere Piyaa, Ho Mere Piyaa Gaye Rangoon
Kiya Hai Vahaan Se Telephoon
Tumhari Yaad Sataati Hai Jiya Mein Aag Lagaati Hai
Mere Piya Gaye Rangoon Kiya Hai Vahaan Se Telephoon
Tumhari Yaad Sataati Hai Jiya Mein Aag Lagaati Hai
thambu thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Elite Thumbnail + 6
Posted: 17 years ago
aye meri zohra jabeen
tujh ko maloom nahi
tu abhi tak hai haseen
aur main jawaan
tujh pe qurbaan meri jaan meri jaan
faazii thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 17 years ago
mehfil me jal uti shamaaaaa
mehfil me jaal uti shama parwaney ke liyeh
preet baney he duniyah me mar janey ke liyeh
mehfil me jaal uti shama parwaney ke liyeh
preet baney he duniyah me mar janey ke liyeh

Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 5 months ago

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand â–¼
Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 8 months ago

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand â–¼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".