SING A SONG - Page 812

Created

Last reply

Replies

9.6k

Views

375.2k

Users

117

Frequent Posters

jasunap thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
tumhari yaad mein jalna ajeeb lagta hain
dheere dheere se pighalna ajeeb lagta hain
saari duniya ke badalne se mujhe fark nahi
bas ek tera badalna ajeeb lagta hain
aah aa aah aa~

hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
dil hi jaane hain aa dil hi jaane hain
jinke liye barbaad hue hain - 2
woh anjaani hain
jo bhi gujarti hain iss dil pe - 2
dil hi jaane hain - 2
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
dil hi jaane hain - 2

hmmm hmm hmm hmm
haaaa ha ha ha
bas itana sa hai afasana jo tha apana ab begana
dil tha paagal dil tha deewana
gair ko tha jo apana mana - 2
iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain
woh baat sune dil jise chain ganwana hain
iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain
woh baat sune dil jise chain ganwana hain
lootega dil yeh tootega dil yeh - 2
hamein dil se kya hain yaara
iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain
woh baat sune dil jise chain ganwana hain
woh heere gayi woh ranjhe gaye
woh laila gayi woh majnu gaye

bedard hai dil suno na aana isaki chaal mein
jeena mushkil ho jaayega dil na dena kisi haal mein
dil na lagana deewani karta hain yeh manmaani - 2
bedard hai dil suno na aana isaki chaal mein
jeena mushkil ho jaayega dil na dena kisi haal mein
hmmm hmm hmm hmm
hey ha ha ha
dil hi hansata hain dil hi rulata hain
dilwala dil ki duniya basata hain
jiske liye woh sab kuchh lutata hain
ek din wahi phir kyon dil todd jata hain
dil todd jata hain
naakam kare badnaam kare - 2
iss ne sabko mara
iss dil ka bharosa kya kya iska thikana hain
woh baat sune dil jise chain ganwana hain
woh heere gayi woh ranjhe gaye
woh laila gayi woh majnu gaye

hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
woh heere gayi woh ranjhe gaye
woh laila gayi woh majnu gaye
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
hai dil ko khabar dil jaane hain
kya dil mein hai pehchaane hain
yeh main jaanu mera rabb jaane
kaisi uljhan hain seene mein
kaise kahu kitni mushkil
hain bin tere ab jeene mein
woh heere gayi woh ranjhe gaye
woh laila gayi woh majnu gaye
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
saba se yeh kah do ki kaliyan bichhaye woh dekho woh jane bahar aa raha hai
chura le gaya jo inh aakhon ke nendein wahi leke dil ka karar aa raha hai
saba se yeh kah do

yeh koun aa gaya dil ko karta ishare ki mahki faza muskayein nazare
kadam badhke tu chhom le aye mohabat ke dil ko unn pe pyaar aa raha hai
saba se yeh kah do

yeh mana ke mahfil mein anjan hai tu magar jab bhi tujhse nigahein mili hai
mujhe yuh laga hai payamein mohabat mazar se teri baar baar aa rah ahi
saba se yeh kah do

yeh rangein fasana koi mujhse pochhe ki tu kaisa pyaara hai kitna hasi hai
suna tha hasen dil pe karte hai jadoo tujhe dekhker aitbar aa raha hai
saba se yeh kah do ki kaliyan bichhaye woh dekho woh jane bahar aa raha hai
saba se yeh kah do

😊
Edited by arien79 - 19 years ago
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
pata pata bota bota haal hamara jane hai pata pata botaa botaa
haal hamara jane hai pata pata jaane na jaane gul he na jaane
pata pata ....

koi kisi ko chahe to kyon gunah samjhte hai log
koi kisi ki khatir tadhpe agar to haste hai log
begane alaam hai sara yahan to koi hamara dard nahi pahchane hai
pata pata botaa botta haal hamara jaane hai ...
pata pata bota bota

chahat ke gul khilenge chalti rahe haazar aandhiyan
hum to issi chaman mein bandenge pyaar ka aashiyan
yeh duniya bijli giraye yeh duniya kante bichhaye
ishq magar kab mane hai
pata pata botaa botta

dikhlayenge jahan ko kuchh dil jo zindagani hai aur
kaise na hum milenge hum ne bhi dil mein thani hai aur
abhi matwale dillon ki mohabat wale dillon ki
baat koi kya jane hai
pata pata bota bota ...haal hamar jene hai
jane na jane gul he na jaane bagh to sara jane hai
pata pata bota bota ..
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
jab nahi aaye they tum tabhi mere sath they tum 2
dil mein darkan ki taraha pahle jeewan ki taraha
mere dharti mere mausam mere din raat they tum
jab nahi aaye they tum tabhi mere sath they tum

phool khilte they to aati thi tumhari khushbo 2
har hasi sham ko jagati thi tumhara jadoo
aaine mein mere darkan ki mulakat they tum
dil mein darkan ki tarah soone jeewan ki taraha
mere dharti mere mausam mere din raat they tum
jab nahi aaye they tum ......

ad - mudi aankhon mein sajhta hua ek khuwab they tum 2
pahli barsat mein begha hua mehtab they tum
hoth mere they magar inki har ek baat they tum
dil mein darkan ki taraha pahle jeewan ki taraha
mere dharti mere mausam mere din raat they tum
jab nahi aaye they tum......
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
saanson ko saanson mein dhalne do zara dheemi si dhadkan ko badne do zara
lamhon ki guzarish hai ye, paas aa jayeinhum hum tum, tum,hum tum
aankhon mein humko utarne do zarabaanhon mein humko pighalne do zara
lamhon ki guzarish hai yeh...hum tum saanson ko...

salvatein kahin, karvatein kahin
phail jaaye kajal bhi tera
nazron mein ho guzarta hua khwabon ka koi kafila
jismon ko ruhoon ko jalne do zara
sharm-o-haya ko machalne do zara
lamhon ki guzaarish hai yeh...hum tum
saanson ko...b

chhu lo badan magar is tarah, jaise surila saaz ho
andhere chupe teri zulf mein, kholo ke raat aazaad ho
aanchal ko seene se dhalne do zara
shabnam ki boondein Phisalne do zara
lamhon ki guzaarish hai yeh...hum tum
saanson ko...
baanhon mein humko pighalne do zara
lamhon ki guzarish hai Yeh...hum tum
Edited by arien79 - 19 years ago
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
tere mere hothhon pe, meethhe meethhe geet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

pahale pahale pyaar kee pahalee raat yaad rahegee
fulon se is shahar kee mulaakaat yaad rahegee
kaash yahee saaree umar, yoo hee jaaye beet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

aakhiyon mein too bas jaa, aakhiyaan main band kar loo
pahale in aakhiyon se, baate main chand kar loo
teree in hee baaton ne, liyaa muze jeet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa

chhote chhote din raat lanbee lanbee baate hai
jaldee hain kis baat kee, badee mulaakaate hai
baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
hoge jahan tum hum bhi vahin aa jaayenge
poochho kyoon, haan haan haan haan
poochho kyoon hum yeh kahenge
ke tum ho hamaari manzil
tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
dil hamein laaya yahan hum aa gaye
dekhkar tum humko kyoon ghabra gaye
raaz tum humraaz da saath jaise jism-o-jaan
chhupke jaaoge kahan
nazrein churaaoge aur nazar hum aayenge
hum aayenge hum aayenge
tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Kitna dilkash hai ya
Aao kaanton par hai phoolon par nazar
Darr hai kya deewaar kya, jeet kya hai haar kya
Ruk sakega pyaar kya
Phool to kya hai, kaanton ko hum mahekaayenge
Mahekaayenge, mahekaayenge
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Naam honton par tumhaara dil mein pyaar - 2
Bas yehi saj dhaj yahin apna singaar
Zindagi tumse haseen tum kahin aur hum kahin
Dil khilona to nahin
Tum hi bata do kaise isse behlaayenge
Behlaayenge, behlaayenge
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Hoge jahan tum hum bhi vahin aa jaayenge
Poochho kyoon, haan haan haan haan
Poochho kyoon hum yeh kahenge
Ke tum ho hamaari manzil
Tumse bichhadke chain kahan hum paayenge
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
Tum bin jeewan kaise beeta,
Poochho mere dil se, poochho mere dil se

Saawan ke din aaye, beeti yaadein laaye
Kaun jhukaakar aankhein, mujhko paas bithhaaye
Kaisa tha pyaara roop tumhaara,
Poochho mere dil se, poochho mere dil se
Tum bin jeewan...

Prem ka saagar haay, chaaro taraf laheraaye
Jitna aage jaau, gehra hota jaaye
Gham ke bhanwar mein, kya kya dooba,
Poochho mere dil se, poochho mere dil se
Tum bin jeewan...

Jaise jugnu ban mein, tu chamke ansuwan mein
Ban kar phool khili ho, jaane kis bagiyan mein
Main apni kismat pe roya,
Poochho mere dil se, poochho mere dil se
Tum bin jeewan...
Edited by arien79 - 19 years ago
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
aankh hai bhari bhari aur tum muskrane ki baat karte ho-2
zindagi khafa-2 aur tum dil lagane ki baat karte ho.
aankha hai......
mere halaat aise hai ki main kuchh kar nahi sakti-2
tadpta hai yeh dil lekin main aahein bhar nahi sakti
zakham hai harra haraa aur tum chot khane ki baat karte ho
zindagi khafa-2.......
aankh hai bhari-2.......
zamane mein bhala kaise muhaabat log karte hai-2
wafa ke naam ki abb to shikayat log karte hai
aag hai buji bhuji aur tum laav jalane ki baat karte ho
zindagi.....
aankh hai......
kabhi jo khab dekha to mili parchhaiyan mujhko
mujhe mehfil ki khuwahish thimili tanhaiyan mujhko
har taraf duan -2 aashiyane ki baat karte ho
zindagi.....
aankh hai....
Aries23 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 19 years ago
beetab dil ki tamana yahi hai
tumhein chahenge tumein poojenge tumein apna khuda bayege
betab dil ki----
soone -soone khabon mein jab tak tum na aaye thee
khushiyan thi sab auro ki gham bhi sare paraye thee
apne se bhi chhupayi thi darkan apne sene ki
hum ko jeena padta tha khuwahish kab thi jeene ki
abb jo aake tumne humein jeena sikha diya hai
chalo duniya nayi basayenge
betaab dil ki tamana yahi hai --------
beghi beghi palkon per sapne kitne sajaye hai
dil mein jitna andera tha utne ujhale aaye hai
tum bhi humko jagana na bahon mein jo jayein
jaise khushbo phollon mein tum mein yuh he kho jaayein
pal bhar issi janam mein kabhi chhote na sath apna tumein aise gale lagayenge
betab dil ki tamana-----------
wade bhi hain kasme bhi beeta waqt isharo ka
kaise -kaise arman hain mela jaise baharo ka
sara gulshan de dala kaliyanaur khilao na
haste haste ro de hum itna bhi to hasao na
dil mein tumein base ho raha aanchal woh bhar chuka hai
kahan itni khushi chhupayenge
betabb dil ki tamana yahi hai

Related Topics

Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

4 months ago

What song are you listening to right now?

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand â–¼
Music Corner Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

8 months ago

Your Voice, Your Song: Thread # 2

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand â–¼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".