SING A SONG - Page 737

Created

Last reply

Replies

9.6k

Views

376.2k

Users

117

Frequent Posters

anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Baid na bulao na hakeem ko bulao
Baid na bulao na hakeem ko bulao
Saiyyan se keh do zeher utaare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Beechwa jawaani ka, hai
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare

Dil mera dhadke badan mera toote
Pallu gire dor angiya ki chhoote
Dil mera dhadke badan mera toote
Pallu gire dor angiya ki chhoote
Din mein bhi aaye nazar humko gagan ke sitaare
Arre Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare

Kaise bataoon ke hai haal kaisa
Pehle kabhi na utha dard aisa
Kaise bataoon ke hai haal kaisa
Pehle kabhi na utha dard aisa
Kehna jo keh na sakoon koyi to samjhe ishaare
Arre Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Baid na bulao na hakeem ko bulao
Baid na bulao na hakeem ko bulao
Saiyyan se keh do zeher utaare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Dank maare, dank maare
Arre Beechwa jawaani ka
Hey Beechwa jawaani ka
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
lamha lamha toot gaye hai
ek apanese rooth gaye hai
manzil par aane se pehle
ham raahon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye - 2

judde hue haath tooti taqdeer
aur kya karegi yeh lakeeron ki zanjeer
tera mera saath ab na hogi baat
tu bhi khafa main bhi khafa gam ki kaali raat
sapanen sach hone se pehle ek ek karke toot gaye
lamha lamha toot gaye - 2

khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
faasale kahi dooriyan ban na jaaye
darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye - 2
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Chamakte hain chehre, chamakti hai duniya
Behekti hai saansein mere liye

Nazar se nazar jo mila loon agar to
Phirakti hai dhadkan bhi mere liye

Nasha kuch nigahon mein bhi aisa hota hai, maine suna hai
Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Hawa pe jahan dekhne ko chale hain
Bani badalon se hai apni zameen

Jo udne lage aasmaan tak hai jaana
Na khushiyon mein apni hai koyi kami

Pasand kuch hawaon ka bhi aisa hota hai, maine suna hai

Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi ikraar hota hai, maine suna hai

Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai

Koyi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai, maine suna hai
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
Chherta hai yeh aasmaan, mausam lage aaj manchala
Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala

Pyaar ki roshni jismon mein ghul gayi
Pyaar ki aas mein rooh yeh dhul gayi
Rog chalne laga, dil ka yeh kaafila

Sarsaraati huwi hawa youn baadiyon mein hai beh rahi
Pyaar ki hi kahaaniyan kaanon mein hole se keh rahi

Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala

Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya

Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala

Pyaar yeh subh ki makhmali dhoop hai
Pyaar yeh shaam ko saawala roop hai
Yeh jadoo hai kya, jo hai humpe huwa

Pyaar paaya to zindagi ek pal mein jaise badal gayi
Rang ujhle hai raagini naye sur mein jaise hai dhal gayi

Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala
Bolo na tum zara, (bolo na tum zara)
Pyaar yeh hota hai kya, (pyaar yeh hota hai kya)
Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
pyar leke aaya hai bahaaron ka mausam - 2
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
pyar leke aaya hai bahaaron ka mausam - 2

ham raahon mein aankhen bichhaye baithe hai
inn aankhon mein sapane sajaye baithe hai
sapane toote na aapake hi naam ke hai
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
pyar leke aaya hai bahaaron ka mausam - 2

ae goriye
o goriye

ham intezaar aaisa karenge baar baar
pathhara gayi aankhen bhi do kya mere yaar
aji deewane ham aap ke hi naam ke hai
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
aa bhi ja - 2 aye mere hamdam
pyar leke aaya hai bahaaron ka mausam...

anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
jaane kya huaan jaane yeh kya ho gaya
baithe baithe dil yun hi kahi kho gaya
dil dhoondhen hai yaar woh
dil bhar ke de pyar jo
to jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaan
jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaan

main na kahu woh ho chaand si
main na kahu woh ho phool si
main na kahu woh ho chaand si
main na kahu woh ho phool si
woh toh murat ho pyar ki
woh jaroorat ho pyar ki
to jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaan

jaane kya huaan jaane yeh kya ho gaya
baithe baithe dil yun hi kahi kho gaya
dil dhoondhen hai yaar woh
dil bhar ke de pyar jo
to jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaan
jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaan
jhoomengi bahaarein yeh nazaarein
jhoomenge deewane saare
choomenge yeh zameen aasmaaa

Edited by anju101 - 19 years ago
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain
tumhara muskurana, khwaab mein bhi aa jana
ankh se ankh churake, dil ko chura le jana
mujhko tumse har pal jaise, pehli pehli baar
pyar hota hain

saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain

dil mein kutch aaise chupke se aao
in dhadkano ko ho na khabar yeh
jab tum pukaro tanhaiyon mein
aawaz dil ki aaye idhar bhi
kho na paye kabhi pyar ke silsilay
ek hi saans dono jismo mein chale
tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain

ek ajab si shokhi hain dil mein
saanso mein khusbu sabse juda hain
khwabo ki aankhein neendo ko tumne
palko se apni jabse chua hain
tere aaghosh mein dil ki hai har khushi
har khushi mein chupi zindagi yeh meri
saamne aate ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
tum chale jaate ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain
tumhara gunguna, khayalo mein kho jaana
mujhe baaho mein lekar aasman tak ho aana
pal pal kya mujhko toh tumpar har pal mein sau baar
pyar hota hain
(saamne aati ho tum toh jaise ishq ka deedar hota hain
tum chali jaati ho toh tumhare aane ka intejaar hota hain) - 2
hota hain
anju101 thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 19 years ago
danger danger stranger is danger
watch it
mama told me dont be talking to stranger
stranger is danger
nazro se mili nazar aur yeh ho gaya ashar
meri roshni benoor ho gayi
ho bh h se gaye hum bhi
apne bekh mashro ho gayi
kabhi kabhi girls can make you cry
kabhi kabhi she can read your mind
kabhi kabhi seldom you cry
dil ko churka ke lagaya ek ajnabi
mama told me dont be talking to stranger
stranger is danger

mein sach yaar hoon
he told me told me told me
dil ka karar hoon
he told me told me told me
bevajah ban gaya breham vo kar gaya sitam
kabhi kabhi girls can make you cry
kabhi kabhi she can read your mind
kabhi kabhi seldom will you cry
dil ko churka ke lagaya ek ajnabi

kya karna pyar se
she told me told me told me
aa mar ja pyar mein
she told me told me told me
bephikar bekhabar besabar
dil kho gaya kidhar
kabhi kabhi girls can make you cry
kabhi kabhi she can read your mind
kabhi kabhi seldom you cry
dil ko churka ke lagaya ek ajnabi

lately have been in love with this song!! 😊
kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
wow...anju
all songs are awesome.
thx for the songs.
👏
kuljit thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
Fariyaad Kya Karain Hum
Kise Dastan Sunayein)-2
Hum Dil Se Jise Chahein
Use Kaise Bhool Jaayein
Charo Taraf Andhera
Khushiya Na raas Aayein
Hum Dil Se Jise Chahein
Use Kaise Bhool Jaayein
😭

Related Topics

Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 5 months ago

Hey music buffs! Do you often wake up with a song/ piece of music in your head that seems hard to shake off and keeps playing in your head like...

Expand ▼
Music Corner thumbnail

Posted by: LizzieBennet · 8 months ago

Calling all vocalists and musicians!! Listening to music nourishes your soul - sure - but singing a song, feeling the lyrics and the emotions...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".