tanhayian muskurane lagi
sarboshi kare hawa
chupke se mujhe kaha
dil ka haal bata dilbar se na chupa
sun ke baat yeh sharm se meri ankhen jhuk jaane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
sarboshi kare hawa
chupke se mujhe kaha
dil ka haal bata dilbar se na chupa
sun ke baat yeh sharm se meri ankhen jhuk jaane lagi
jaag utha hai sapna kiska mere in ankhon mein
ik nayin zindagi shamil ho rahi saanson mein
kisi ki andhi hain sada hawaon mein
kisi ki baatein hain saji si hoton mein
raat din meri ankhon mein koi pachayi lehrane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
dil ka yeh caravan, yunhi tha rawa dawa
manzil na humsafar
lekin mein meherban
teri woh ik nazar kar gayi asar duniya sanwar jaane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
sharmo haya se kehdo khudahafiz oh meri jaana
hai ghadi milan ki
khudara laut ke na aana
raat ka parda hamari hi khatir
saje hain hum bhi to tumhari hi khatir
jaise jaise tum paas aate ho saansein ruk jaane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
dil ka yeh caravan, yunhi tha rawa dawa
manzil na humsafar
lekin mein meherban
teri woh ik nazar kar gayi asar duniya sanwar jaane lagi
khamoshiyan gungunane lagi
tanhayian muskurane lagi
77