Originally posted by: Piyaazzz
aapne miss Kiya me aa gyi π€
Aap me se koi insta par he to batao me insta pe aa gyi hu
Dekho dekho kon aaya...vo aa gayi.. .ππ€©ππ€©ππ€©ππ€©
piyuuuuuuuuuuuuuuu..π€π€π€
Kaise hai baccha...π₯Ίβ€
Kaisa chal raha hai tera clg..π
Kitna... Kitna jayada miss kiya tujhe.. Maine...πͺπͺπ€§π€§
Laga ab kabhi vapas milenge hii nahi..π₯Ί
Par tujhe dekh kar mai itna itna jyada khush huu na...π€§π€§π€§π€§π€§
Miss you paglat... Aur uss sargu paglat ko bhi itna miss kar rahi hu mai..π€§
Accha bata kya chal raha hai.. Kya kar rahi hai.. Aur kya dekh rahi hai aaj kal..π