next week pakka hoga..
Like last time.. Friday ko karenge uska exit..
Bass iss bar maar dalo KK ko. 😈
But who knows, kabar se uthakar bhi wapas aa sakati hai..
koi mantar tantar karke haweli pe koi rakha kawacha lagawao taki jinda ya murda koi bhi KK wapas na aye... 🤪
Third time i doubt waapas laayenge.....fandom ne maar daalna hai sabko🤣
Arre toral ke fans bhi khush has uski exit se🤣