Here everyone can share their best dialogues of
Mukhi Virendra Pratap Singh
- Are ruk jaldi ke hai tanne..
- Ye sacchai hai.. Thari aur mari sacchai.... Agarman se mahsus na ho raha to tan se karle..
- Tere tau ki aisi ki taisi
- Budha hoga tera tau mai to jawan hu
- Kya kehti hai ibb kar lu......tune kuch aur sochana.. Ke socha bata manne.. Bol bol Tanne jo socha, bata manne, mannesunana hai
- Tere tau ko na mei bhang ki ghol ke aise hi gatakse pi jaunga
- Koi na is khatiya pe aisehi so jayenge in awwajo kesaath baaki bahar walo ko jo sochna hai sochne do....tu bata ke sochenge
- Mere dil ka, mere ghar ka, meri rasoi kakhilkhilata phool to tu hai….mann karta hai tanne chum lu
- Main tera haath pakda hun toh yun akele toh nachodunga ab koi kaam hoga na toh hum dono saath milke karenge
- Meri billi muji per miau…chal bait
- Kagaz ke noto tah shuru hua yo rishta in talaq kekagazon pe aakar khatam hojavega
- Manne Bawari se pyaar hain matlab Virendra sakshika na raha bawari ka hain
- Teri bhal bhi tere tara mad mast hai yaha se wahaudd te rehte hai hmmm
- Tune meri bawari ko haath kaise lagaya
- Bada chokha rang aaya hai teri mehandi ka hmmm
- Tu sikha de nautanki...tu to acha kar leti hai...
- Tu bhi bawri ki bawri rahwegi
- Mukhi par tera rang chadh gaya hai...ab woh jeevanbhar na utrega...
- Yeh Bawari…Yo sirf meri hai… Isko chune ka haq sirfmanne hai..Iske rom rom pe agar kisi ka adhikaar hai toh woh sirf VirendraPratap Singh ka hai…
- Ib humara talaak na hoga hum dono kabhi judaa nahongey ek saath rehvengey hamesha ke liye
- Mann karta hai ke tera Naam sirf mere zabaan pe hoaur kissi aur ke zabaan pe na ho
- Tanne lag raha hai na, ke mai Paagal ho Gaya hoon..Saaregaon ko bhi Yehi lag Raha hai, ke Mukhi pyaaar mai pagal ho Gaya hai. Sab yoobolte rehte hai
- Aaj yo bawri sabke samne mera tamasha banaigi puregaon ko batate rahegi ki mukhi kaise nachta phire hai mukhyani k ishare pe….kehua bol
- Aaj Pati Patni banke time bitane ka mauka milahai...
- Tere tau ne tanne ye sikhaya hai ki jab tera aadmi satwi baar fone kare tabhi fone uthana
- Kaun hai yeh Kroor Singh
- Ye jod to pahle se hi bandh gya hai itni aasani sena tootega
- Tu bhi bawri ki bawri rahwegi
- Itni chinta mangalsutra ki hai aur pahnane wale ki usebhi maaf kar jisne yo pahnaya hai
- Mere teh bhya karke tu meri patni ban jayegi Virendra Pratap Singh ki patni...to bol mere teh bhya karke tu PurviI Virendra Pratap Singh ban na chayegi
- Arey isse maakan bread khila doh aise he chatt kar jayegi fatak se..
- Tu ladki hai ki chakkarghanni waha pandit ji bula rahe hai aur tu yaha colddrink pine aa gai itni ke garmi laag rahi hai tanne
- tere mehendi mein apna naam mein he likhunga..
- gussa bada teekha hain bawari ka