Madhu na padmini ki bolti band kar dia aur usa apne rk par pura trust hai.. Bechara sultan madhu mehal bana kar madhu ko lena aya tha par uski sare umeed chuar chuar ho gaya lol.. Ya ghatia sultan kitna mara rk ko aur rk na kuch vi nahi kia aur madhu na kya entry mari aur ilu vi bola sultan ka samna usa thoda lecture vi dia par sultan ka bheja khali hai na usa kuch samjha hi nahi aya.. Sultan goli mara rk ko kamina kanhi k rk ko hosh ate hi sultan ko uda dia bittuji ki help sa and omg rk ki past kitna painful hai..Ya bittuji ki beta ko rk na bachaya tha toh wo uski help kar rahe hai.. Madhu ko trust nahi ho raha tha rk hai statur ho gayi thi bechari ab sab good good..
Thanks for pm..