Capt. Raj- he's always support Naina ,par jab Raj ko zaroorat thi tab huda ne saath diya.navin ki maut ke baare main raj jo naina ko samjata tha,tab wo nahi maani .wohi baat Abhi ne samjayi to maan gayi .tab usne kitnni na kehne wali baat use sunayi thi to kya aab wo sab baate bhul gayi hai? kya wo raj ka pyar dersve karti hain?
HUDA- itna to hum bhi mante hai ke huda ,naina se saccha pyar karta hai.par kya wo samaj payi uske pyar ko ya uske sacrifice ko ?usne kitniu madad ki par wo sab bhul gayi
AAlekh- wo use saccha dost manti hai par jab Aalekh ki shaadi ke waqt uski zaroorat thi to wo use milne bhi nahi gayi Aalekh uski mann ki baat bina kahe samaj jata hia par kya wo aalekha ko samaj payi? kya uski dosti dersve karti hai?
Pooja & Ali- jab Rohit ke ghar pe Ali Pooja crisis mein the tab use sirf apni Red box ki padi thi
Yudi- jab Yudi sucide commite karne ja raha tha sab use samja rahe the tab wo kahan thi?
kitkitni baar sab ne uski madad ki hogi par usne ?
kya Naina itna accha saathi&dost dersve karti hain?