Main kahiin bhi hoon
Teri yaad saath hain
Kehno ko saath apne is duniya chalthi hain
Par chupke is dil main tanhayee palthi hain
Bas yaad saath hain
teri yaad saath hain"๐ญ
Aaya tha akele bina kuch umeed ke bas apne mission ke liye!!
Yahaan mila ek naya mission--Apne mare hue dost kii behen ko KMA main protect karna aur us dost ke kaatil tak pahunchna!!!
Dekte hii Dekte use us ladki se pyaar hogaya !!โค๏ธ
Usne e kabhi umeed nahiin kee thi kii woh ladki bhi usse pyaar kare lekin chahta toh bas itna hii ki jo izzat aur jo samman woh is insaan ko deti thi woh kabhi na khoye!!
Lekin ek sach aur sab badal gaya!!๐ญ๐ญ๐ญ
Aaj woh ladki samman aur izzat dena toh door is insaan ko pehchaana tak nahiin chahti!!๐ก
Us ladki ko tho milgaya ek naya manzil lekin E insaan wahii ka wahii reh gaya!!๐ญ๐ญ๐ญ
Ek taraf dost kii maut, doosri taraf us ladki kii nafrat aur chaaro or apna past aur apne dard share karne keliye koi nahiin!!
apne dard ko chupaane keliye hamesha hasta hain aur us haseen ke peeche chupe aasoon ko pehchane wala koi nahiin!!!!๐ญ๐ญ
Lekin umeed hain is dil ko kii ek din aisa aayega jab usne bina kahe hii sab kuch samajne wala koi uski zindagi main aayega tab tak toh woh bas yaheen gaana gaata rahega!! "Teri yaad saaath hain"
E kahaani thi Capt.rajveer kii!!!!
Are kahaan jaa rahe hain??๐
Apne to jaana hii nahiin kii climax kya hain
Raj kii zindagi main koi aur aayega aur woh is gaane ko abhi ko as a gift dega kyunki tab tak Naina kii zindagi main koi aur aagaya hoga and now abhi would be waiting for someone who can understand him!!!๐
Title toh maine lika hii nahiin is story kaa!!
hmmm chalo sab main bataoongi toh aap kya karoge??
I'm sure e sab padke aap sogaye honge phir bhi zaraa kasht uthake is story ke liye ek title deejiyega!!!