Dutta: koi kuch kyun nahi karega? Mujhe kuch karna hi hoga!
AS: nahi! koi kuch nahi karega .. ek ke baad ek sankat humare bete par aa rahein hain š
Dutta: toh kya mein chudiyaan pehen kar baith jaaon? Kya mein uss anna se apni jaan ki bheek maangoon? š
Everyone is shown.
Dutta: Aaj agar kisiki ko kuch ho jaata toh mein kya javab deta? Agar aaj kisiki ki jaan chali jaati toh kya hota? Bhala ho us Nakkusha ka ...... *and he pauses with some realisation*
every one is surprised š²