'wo meri jaan thi nakku, uske liye to main jaise do jahaan nisaar kar sakta tha. Aur...', dutta stopped midway, a strange preoccupied expression hovered on his face.
'auur kya saab?', nakku asked, very lightly not wanting to trigger the last nights dutta again.
'aur phir ek din, main aur wo issi park mein ghoom rahe the. Baddi khush thi wo, uski didi ka kahin pe rishta pakka ho gaya tha.', dutta proclaimed as he walked over to the edge, took off his shoes, and sat down, his feet lightly touching the water,'tab ayyi mandir se waapas ja rahi thi, aur unne mujhe aur amvi ko issi jagah par haath pakde hue dhekha tha, aur usske 2 din baad humaara rishta pakka hua.', and for the first time nakku noticed a strange peaceful smile hovering on his face as he continued,'hum har roz ghar se chori chuppe, nange pau yahaan aakee iss jheel ka mazaa letee the. Aur us din...', his voice suddenly changed, as he said the next few words, 'us din jaane mein thodi der ho gayee thi, ayyi rasm pe rasm karwaaye ja rahi thi meri, jab baaji chilaata hua ghar mein gussa ki amvi ko kuch ladke jheel ke kinaare chedh rahe hai. Lekin...', and he stopped as his eyes moistened, at the scalping of raw wounds.
'phir kya hua saab', nakku asked, which startled dutta making him look up, he realized nakku was still there, and his eyes were watering, he quietly wiped away his eyes and continued.
'par jab tak main wahaaa pahuncha nakku....', and unfavourable to his mind, his voice broke, bringing out all the wounds buried deep in his heart. 'maine bahut der kar dee thi nakku, bahut der kar deethi. Sab meri galti thi, agar maine deri na ki hoti to aaj meri amvi mere saath hoti', his sobs became clearer as he folded his legs, his thighs covering his chest, and his head buried in his knees, becoming a child again.
'saab ye sab to bhagwaan ke haath mein hota hai na saab, to phir-'
NAHIII!', he shouted as he got up to face nakku, 'merii galti thi nakku! MERIII! Sirff MERII! Maine Us har insaan ko dhafna daala jisne meri amvi ko mujhse cheena nakku, par khud ko dhafna nahi paya. Isliye apne aap ko badal diya nakku, BADAL DIYA! Aur main ek khush insaan, se ek jaanwar ban gaya nakku! Ek jaanwar ban gaya', he said as he turned to wipe away the tears. He still didn't understand why he was telling this girl who he had just met a few days ago, his entire life history. All he knew was, he felt strangely at peace after making the confession.
Finally as his eyes dried up, he looked up at nakku, who was looking at him with the most painful eyes ever. Unable to face the comfort in them, he went back to his mourning self, and rushed to the car, as he voiced, 'aa gaadi mein baith ja', and without another word nakku followed, and for the first time, she understood dutta, and his life.
END
:D:D
kaisaaa thaa??
continuee karooonn kyyaa??
arree koii batayeega/??
đ
bdw maiinn ismeee characterss seee bahuutt bahar jaanee waalii hoon!
auurr romancee to lagaa raheegaa is ff meinđł
lovee
sindhya
INDEX-
Part 7- Pg 30