Originally posted by: adi_0112
Woh toh hona hi ttha na.. raakhi jo aah raha hain paas... apna haath acchi tarah clean karwa lo raakhi tie karane ke liye....
😆
Oye maine aisa kuch kaha bhi kahi. 2-3 din apna petition post kiya thha aur phir bhul bhi gaya thha 😆 Aaj dekha to mera petition pass ho gaya hai......
Ab tum waha mat pahunch jaana....... 😆
😆