Originally posted by: rah_akki
😡😡😡....kahan jaa rahi hai tu???😡😡...khaana khatam kar liya ab sona??chal thori der aur dance kar...pet bar sona bhuri baat hai!!😛
rahilla kal maine itna khana khaya ki mujhe itni neend aa rahi thi ki mujhe aur kuch suza hi nahin.aur upar se piya bhi tha!!!to jaana pada....
aur rahi waise tumahre liye aacha hi tha hyunki mere jaane ke baad jo pizzas aaye woh bach to gaye verna tumehe woh bhi nahin milte....😉😆