

Papa ki nigahon mein mamta ki baahon mein


Kuch din aur rehti toh kya bigad jaata Papa main
Gaya woh bachpan gaye woh sapne

begaane ho gaye saare woh apne

Nanhi si tu gudiya meri nanha sa woh jhoola tera
Jahaan main door hua wahin pe muh phoola tera

Phir tu mana leta gale se laga leta'din wohi aur rehte toh kya bigad jaata


Karoonga main bida tujhe haye kis dil se

Sochu jab yehi toh main reh jaaon hil ke

Par meri beti tujhe jaana toh hoga

tune jise chaha use paana toh hoga


Kajra na beh jaaye rote rote

Papa ki nigahon mein mamta ki baahon mein

kuch din aur rehti toh kya bigad jaata


papa main choti se badi ho gayee kyun

Link for the song
http://www.youtube.com/watch?v=OyqlJpubdc4