chalo kam se kam suru to hua thora sa ruthna thora sa manana... jo pyaar ko aur bhi nikharega!... waise aaj ka jo bhi situation creat hua, kafi natural tha... lekin jaise nidhi ne kaha tha ki sath sath uthte baithe ek dusre ki pasandh, napasandh jaan payenge... to yeh suru hota ek dusre ko janne ki suruwat... jis tarah nidhi ko sayed pata chalega ki ashu apni dil ki baat asani se keh nahi sakta, i mean agar naraz bhi to bhi khus se kahega nahi... imfact hume to lagta hai yeh baat sirf ashu pe lagu nahi hoti, bahut sare log aise hote hai,jin ke dil me gussa to hoti hai lekin jub poocha jaee to keh dete hai...nahi aisi koi baat nahi... jaisa aashu ne kiya... lesson no 2... pehle se presume ker lena is not a good idea...kam se kam samne wale ki baat to sun lo...lekin ashu ne aisa kuch bhi nahi kiya...suqr hai ki is waqt mallu nahi hai...warnais choti si bat ka na jane kaun sa naya roop deti woh😉
and yes DB... unki itni umar ho gayee hai, lekin unhe yeh pata nahi ki shadishuda larki ki life me hur baat pe naaq nahi ghuserni chahiye... waise real life me bhi kafi baat aisa hote hue dekha hai...isliye jitni door woh rahengi nidhi se utna hi achcha hai... aur haan hubby-wify ke beech ki baat unko hi solve karne chahiye...
waise hume pata hai kya lagta hai😉 i know it high hopes😛 lekin ho sakta hai ki manane ki koshish me hume ek khubsurat sa romantic andthori si hot(high hopes)😉 scene dekhne ko mil jaee