oh sure i willOriginally posted by: aaminaman
Hey plss add me in your pm list
Bigg Boss 19-Daily Discussion Thread- 30th September, 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 1st Oct '25
DADI AS BOOTH 1.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 1, 2025 Episode Discussion Thread
Swara Bhaskar..someone who dared to say it out loud #respect
Budget Single Digit : 7 cameo openings.
HEY JINDAGI 2.10
True Face of BIAS & NEPOTISM!
My Box Office Prediction for Sunny Ki....jo bhi hai.
Which faces u r fed up of watching
👻 The Manuscript Marauders 👻 BookTalk Reading Challenge October 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 2, 2025 Episode Discussion Thread
What are the professional achievements of gabhira
Gen 5- Major Discussion Thread
Official Teaser - Tere Ishk Mein - Dhanush Kriti Sanon
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
Mihir extra marital affair
Deepika & Farah Khan; Some Serious Tension !!! 👀
The Wanderer Planet
Himesh - no more breaking news
oh sure i willOriginally posted by: aaminaman
Hey plss add me in your pm list
<div></div><font color="#cc0000" size="5" face="Comic Sans MS, Times, serif">oh sure i will</font>
sorry not nowOriginally posted by: aaminaman
thanks
i liked your ff are u gonna update today
thank you very muchOriginally posted by: snehaheer21
plse add me wonderful concept
oh yes i will continue very soon i have added you
Judge -
' par Mr. Prem ki dalile bhi sahi hai aur court ne ye faisla kiya hai ki Dr. Heer Maan begunaah bhi ho sakti hain isiliye un ko bel di jaegi...par abhi bhi ye sabit nahi hua hai ki woh gunhegaar nahin hain ab bhi un par shak hai isiliye Dr. Heer Maan public places mein nahi ja sakti aur wo jahan bhi jaengi wahan police protection bhi unke saath jaegi jo un par nazar rakhegi. Agli sunvai 3 hafte baad hogi till then the court is adjourned.'
On the other side of the courtroom '
'ye nahin ho sakta ye aise hi nahi ja sakti bach ke, heer main tumhe nahin chodungi, tumne mere pyaar ko, mere rishab ko mara hai main tumse badla jarur lungi. Itni asani se tum nahin bach sakti.(she said in her mind)
She turned to the lawyer and bursted in anger
' kya kar rahe the tum, haan??...........dekho bacha liya usne use, kaise lawyer ho tum''pta nahin kahan se dhoond ke laya hai tumhe rajveer'..woh tumhare saamne se use bacha ke le gaya aur tum yaha baithe rahe, kis baat ke paise le rahe ho tum' haan, wapis'wapis dekhna chahti hun main use salakhon ke peeche, mara dala tha usne mere rishab ko, rishab ki saanse band karke wo khuli hawa mein saans nahi le sakti, jaldi se kuch karo warna main tumhe chodungi nahi''.agar tumne jaldi se kuchh nahi kiya toh'''.(suddenly her phone rang) '
'hello!'
'congratulations! ho gaya hamara badla pura aaj ho gai use saza, mil gayi use uske gunahon ki saza, main kaha tha wo murder kar ke bachkar nahi ja sakti, aaj main bohut khush hun aur waise bhi hamara lawyer bhi to sabse achha tha, keh dena use aa jaye wo mujhse milne shyaam ko, jo maangeg''''''.'
'Rajveer, woh bach gayi!'(she said in anger)
'kya? Kya kaha tumne?'
'bach gayi woh, use ek naya lawyer mil gaya hai. Tumhara ye achha lawyer kisi kaam ka nahi hai(she said on top of her voice), jaldi se kuchh karo warna main ise maar dalungi'
'aisa kaise ho sakta hai? Naya lawyer? Par kaun? Kaun aya hai uske liye larne? Main abhi aarha hun wahan, you just wait for me.'
'koi fayda nahin hai(she said gritting her teeth), woh use bel par chuda ke le gaya hai. 3 hafte'3 hafte ki mauhlat mili hai use aur aaj jis confidence se usne ye case lada hai na agar aise hi chalta raha to woh use bacha lega aur hum dekhte hi reh jaenge.'
'theek hai'main kuchh sochta hun, tum hamare lawyer ko apne saath lekar aao'''''aur haan jald hi wo phir wahin hogi jahan use hona chahiye, use saza jarur milegi.' Hearing this she cut the phone and she went outside.
Everyone started getting out of court, prem stood up and signaled police men to leave first they hesitated but then they left. Whole courtroom was empty only prem and heer were left, heer came out of the box and ran towards prem, she hugged him and prem hugged her back.
She started crying and said through her tears
'prem'''tum'.tum nahi jante main kitni khush hun aaj tumhe yahaan dekh ke, maine to ummeed hi chod di thi ki main kabhi yahan se nikal sakungi''ki koi meri baat par yakeen karega''agar aaj tum na aate to main''
'to ye sab kabhi nahin hota, main hamesha tumhare saath tha, hun aur rahunga. Par''
'aapko judge bula rahe hai.'(somebody interrupted)
Hearing this voice heer came back to world and realised her position, so she jerked back.
'main aa raha hun tum mera bahar wait karo, thodi si formalities poori karni hai phir main aata hun police tumhare saath hi hogi, so don't worry'
And he left saying that.
Heer went out of the courtroom, she looked outside and smiled,
'aaj ek mahine baad main wapis bahar aai hun aur iski wajah sirf prem hai, maine kabhi socha bhi nahin tha ki wo mujhe aise milega, usne hamesha apni dosti nibhai hai, kitna achha hai who, aaj bhi use mujh par itna yakeen hai''
and she tunred towards the lobby and saw a girl dressed in white churidaar coming towards her and her smile vanished, her heart ached seeing her in that colour or that colourless life.
'hello heer, kafi khush lag rahi ho tum(she said sweetly). lagta hai koi tumhe bachane aagya hai.(sweetness faded and then')but remember one thing, main tumhe jyada time khush nahin rehne dungi, tumhe tumhare gunaahon ki saza jarur milegi, koi lawyer'.koi bhi lawyer tumhe nahi bacha sakta, bel paakar jyada khush mat ho, tum bohut jald hi vahin waapis jaogi, jail mein, tumne mere rishab ko mara hai, use maar kar tum khush raho aisa main hone nahi dungi.'
Hearing this heer's eyes again welled up,
' veera' meri baat sun, maine kuch nahin kiya main sach keh rahi hun, main apni hi dost ki khushi ko kyun''
'jhoot'.jhoot, sab jhoot, tumhari dosti jhooti thi, tum jhooti ho aur main tumhe kabhi maaf nahin kar sakti, sirf paison ke liye tumne'.chhii'mera ye haal karke tum bohut khush ho na, par aisa nahin hoga, khoot ka ant bura hi hota hai heer, aaj nahi to kal tumhe saza jarur milegi aur main ye koshish karti rahungi ki tumhe saza jald se jald mile'
'bus karo veera''
'tum'.tumhari hi kami thi yahan , jane kaise bhai ho tum, is ladki ne tumhare bhai ko maar diya aur tum ab bhi usi ki tarafdaari kar rahe ho, jara bhi sharam aati hai tumhe?'
'bohut hua veera, chali jao yahan se tum, tumhari aakhon par parda pada hai isiliye tumhe kuchh dikhai nahin de raha, jis din ye parda hatega na us din tum bohut pachtaogi'
'aisa kabhi nahin hoga(she said with a smirk on her face), ulta ye ladki(pointing towards heer) bohut roegi'
And she stormed out from there.
'kya ho raha hai yahan?'(prem entered)
heer wiped her tears and said, 'kuchh nahin, kuchh bhi to nahin''.ab chalen'
'haan par'.(turning towards the man standing near heer)aap kaun hai?'
'mera naam nihal hai, main rishab ka bhai hun.'
'aap yahan kya kar rahe hain?'prem said with a bit coldness in his voice
'befikar rahiye main aap dono ke saath hun, main janta hun heer kabhi aisa kar hi nahin sakti, wo kabhi apne hi'''wo kisi ko maar hi nahin sakti.'
'oh''aur wo ladki, kaun thi wo?'
'woh'.woh veera hai, heer ki purani dost aur rishab ki girlfriend'
'Ok'..but I think, now we should leave please excuse us par haan'I think mujhe aapki jarurat padegi so pls aap aaj shyaam ko mere ghar aajaiega'.(he gave nihal a paper)isme mera address hai, aur phir (to heer)tumhe kisi se milvana bhi hai.'
'mujhe?....kis se?'
'chalo to sahi abhi thodi der mein pata chal jaega''
They went towards a car, got seated in it with a policeman with them and then left for prem's house, behind there car was a police jeep.
In the lobby '
'main janta hun heer, tumne kuchh nahin kiya, tum aisa kar hi nahin sakti, tum khud apne hi bhai ko kaise maar sakti ho, kaash main tumhe ye bata sakta ki tum hamari behen ho, meri aur rishab ki'
Car reached a house,
From the moment the door opened and ash came out heer felt something, she thought 'she is so much like her'..this smile, this liveliness in her eyes, waisi hi shararat bhari aankhen aur hansi'ye bilkul meher jaisi hai.aisa lagta hai jaise meri meherhi hai.'she smiled and responded to her hug.
Seeing that smile prem was very happy, when both broke the hug
'hi heer di, kaisi hain aap?'
The smile faded a bit but not completely,
'main theek hun, par tum?'(heer said all confused)
'main bhi theek hun''(not understanding her confusion) kya hua aap aise kyun dekh rahin hain?'
'tum kaun ho?'
'ye ashlesha hai heer, bhool gayi kya abhi to tumne use hug kiya tha.'
'oh'. Wo'.chalo chodo'ye aashu hai?'
'haan'
'aashu? Wo kaun hai? Mera naam ash hai. Kya heer bha''di, aap mera naam to theek se bolo.'
'ash tab tum bohut chhoti thi jab hum saath the, tab heer tumhe aashu bulati thi aur agar koi aur tumhe aashu bolta tha to tum dono milkar usko dhoti thi.'
'ok'.are aap dono andar to aao'..ek min ek min''
She went in and came back with a pooja ki thali,
'mujhe jyada idea to nahin hai par lets see, sabse pehle'.aarti ryt?'
Heer smiled and then nodded
'ab'..ab?(prem signaled tilak from back) ab tilak (she puts tilak on both of them).'
'ok ab'..ab kya karna tha?(prem signaled her to put rice on them but she culdn't understand).'
'ab chawal.'Heer told her.
'oh, ok.'
'thanks aash'.um..ashlesha.'
'koi baat nahin aap mujhe aashu keh sakti hain, mujhe achha lagega.'
Prem was stunned hearing this if anyone even if he did something with her name she was ready to kill him aur ab aashu,
'seeing her brother's face ash chuckled, then said to heer pointing towards a room 'wo aapka kamra hai aap jaakar fresh ho jaiye, khana aadhe ghante mein lag jaega.'
'ok' and saying this Heer went in her room,
'muh band karo pb'.makhi ghus jaegi'
'ash bani parvati'''.. ye kaise hua bhai?usne tumhara naam kharab kiya aur tum keh rahi thi' mujhe achha lageg' muhe to marne ko taiyar ho jati ho'
'main nahin chahti meri bhabhi par mera kharab impression pade'.u know'.jao aap bhi fresh ho jao'
Shaking his head Prem turned towards his room, 'bhai?'
'hmmm?'he turned back and ash hugged him,
'congrats, aap jeet gaye.'
'thanks, par main nahi hum jeet gaye aur jeetenge bhi kyunki hum saath hain'
'love you pb'
'love you too'
Ash went to the kitchen, prem to his room.
Heer came out of the bathroom and saw a suit that was kept on her bed,
jaagi jaagi soyi na main saari raat tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas tere liye
hooooooo
(heer's eyes filled with tears and she closed her eyes, she could see a man's face)
jaagi jaagi soi na main saari raat
tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas
tere liye
(on the other hand prem had a smile on his he closed his eyes and saw agirls face in her early teens playing with him)
akhiyan beechai maine tere liye
duniya bhulayi maine tere liye
(When she got hurt and he ran to help her)
jannate sajayi maine tere liye
chod di khudai maine tere liye
jannate sajayi maine tere liye
chod di khudai oooo'.
tere liye
(preparations he used to do on her special days)
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
tere liye
(he remembered the moment he entered the court and sa her after so many years)
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
bheegi bheegi raat mein
lekar ke tujhko saath mein
madhosh hue jaayein hum
aa fasle karrane de kum
(he remembered when heer hugged him in the courtroom)
zara paas tu aa mere
dheere se chu jaa mujhe
kho jaaun tere pyaar mein
baahon mein bhar le mujhe wooooo..
tere liye
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
tere liye
(he remembered the day he left her on station)
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
bikhari teri khushbuyein meri zindagi ki talaash mein
dubein lahmein mere har pal tere ehsaas mein
(the time when he was in london, he only thought of her)
mere khwaab kehne lage
palkon mein rakh le inhein
thoda chain mil jaayega
tu ishaara kar de inhein
wooooooooooo'
tere liye
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
tere liye
jhoomoon deewana banke tere liye
wada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi na tu juda'aa'
jaagi jaagi soyi na mein saari raat tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas tere liye
akhiyan beechai maine tere liye
duniya bhulayi maine tere liye
(a tear fell from boths eyes, but one had tears of pain and other happiness)
heer said
'kyun? Kyun rajveer? Kyun nahi karte tum mujh par yakeen, maine tumse itna pyaar kiya aur tumne mera saath chod diya, aaj jab mujhe sabse jyada jarurat tumhari hai to tumne mujhse muh pher liya, kyun?kyun kiya aisa?'