PART 49 (a)
Heer in her room is sitting on sofa n thinking abt how to get Additi closer to Prem. Additi loves her papa a lot but she is more attached to her mama n she cant live without Heer. Now that time is coming near for Heer's operation she should make sure Prem takes up Additi's responsibility. If Heer would directly say to Prem to take care of Additi n that she should stay with him in his house he would get suspicious n eventually will find out abt the truth. So now Heer has no other option but to be rude with Additi. Heer is tensed n finds it difficult breaking a small child's heart. Her life revolves around Additi but destiny has something else in store for them.
Additi enters in room n sits beside her mama on sofa.
Additi: mama I love you
Heer stays quiet
Additi: do you love me?
Heer had tears in eyes but she remained silent.
Additi: mama aapko promise yaad hai?
Heer: kaisa promise?
Additi: yahi ke hum mall mein ghoomne jaayenge
Heer gets up sofa n walks toward drawer n takes a file from there. She plans to be busy reading the file.
Additi: mama aap apna promise bhool gayi? Masi kaam mein busy hai aur aap bhi. Papa hamare saath nahin hain n hum us ghar mein nahin hain. Mama hum us ghar mein kyun nahin hain?
Heer: additi stop asking so many questions mujhe disturb mat karo
Additi: mama main bore ho rahi hoon main kiske saath kheloon?
Heer: tumhein chaar din nahin huwe apne papa se mile aur ab tum is ghar mein bore hoti ho, jab papa nahin the tab kya karti thi tum? Tab kaun khelta tha tumhare saath?
Additi: tab aap khelti thi mere saath
With this Heer became quiet as she didn't had anything else to say
Additi angrily left the room.
Additi's playroom
Additi went in her playroom n opened her cupboard to take her bear. A piece of shirt fell out from cupboard. Additi picked it up n along with bear she sat on bed.
Additi: mama yeh toto bear ki shirt kharab hogayi thi mujhse aur aap ne mujhe nayi bana ke di, ab to aapko yeh bhi yaad nahin hoga. Mama aap kyun kar rahi ho aisa?
She threw the shirt, hugged toto bear n went to sleep. With nothing else to do she had an afternoon nap. Tears fell on her pink, furry pillow n she was in deep sleep.
Heer entered after little while n sat on bed beside her daughter. Under the bed she found the shirt. Heer remembered the beautiful, fun filled moments she had with Additi. Additi in sleep hugged her n Heer gently removed her dry tears. Knowing the fact that she is responsible for her angel's tears she couldn't do anything.
It was dinner time at Additi's mansion, Mitali was making Additi eat dinner while Heer was having dinner n at same time she had her laptop on her table. Heer didn't talk with anyone n her rude behaviour was visible. Mitali n Additi didn't had a clue abt what is the matter with Heer. Heer after finishing dinner ordered a cup of coffee n headed towards study room.
In the morning Additi played with her doll near stairs n accidently dropped a vase on floor, it broke in pieces n due to sound Heer came out of the room. Heer carefully looked at Additi n when she was sure that Additi is not hurt she scolded her.
Heer: additi kya kiya tum ne? kaise toota yeh vase?
Additi: sorry mama galti se toot gaya
Heer: har cheez sorry se sahi nahin ho jaati additi, you should be careful choti bachi nahin ho tum?
Additi started crying, she hid her face with her small hands n cried terribly.
Heer: ab rone se kya hoga? Jaao apne room mein.
Additi ran towards her playroom while Heer went in her study.
Study room
Heer entered in study room n didn't bothered closing the door. She hit hard on the door n sat on sofa. Heer cried terribly for scolding Additi.
Heer: aaj nafrat ho rahi hai mujhe apne aap se ke kyun maine additi ko daanta. Yeh ghar usi ka hai, usi ke liye banaya tha maine yeh ghar aur aaj ek maamooli se vase ke tootne par maine use itna daanta.
Additi after crying thought of saying sorry to her mama so she slowly tiptoed towards study room.
Heer: I'm sorry additi aapki mama bohot buri hai bina baat ke aaj maine aapko daanta. Magar main kaise aapko samjhaaon ke meri majboori kya hai. Aapki mama theek nahin hai, woh beemaar hai.
Additi was shocked to hear all this. She understood a bit of what Heer said.
Heer: additi kya tum apni mama ko samjhogi? Maaf karogi mujhe? Kaise bataaon tumhein ke meri beemari ka ilaaj tumhare jaane mein hai. Tum apne papa ke paas chali jaao main bas yahi chahti hoon.
Additi started crying out loudly after hearing that her mama wants her to leave this house.
Heer heard Additi's cry n quickly looked outside the door. Additi's cry made it clear that she heard everything.
Additi: mama aap mujhe yahan se jaane ke liye keh rahi ho? Aap chahti ho ke main chali jaaon?
Heer rushed outside n hugged Additi. She carried her in arms n came inside the study room. Heer removed Additi's tears n asked her: beta aap ne kuch suna mama ne kya kaha?
Additi: haan maine sab sun liya
Heer was shocked as she never wanted this to happen
Additi: mama aap beemaar ho? Aapko kya huwa hai?
Heer: beta mujhe kuch nahin huwa main bilkul theek hoon
Additi: to phir aap mujhe khud se door kyun kar rahi ho?
Heer didn't know how to explain all this to Additi
Additi: aap apni angel se pyar nahin karte aapko apni angel ki bilkul parwaah nahin
Heer hugged her n said: nahin beta aisi baat nahin hai hum aap se bohot pyar karte hain.
She thought for a while n continued: angel'aapko pata hai maine aapka naam angel kyun rakha
Additi: kyun?
Heer: kyunki angel ka matlab farishta, aap apni mama ki life mein ek angel ho, ek pyaari si angel
Additi: angel kya karta hai?
Heer: angel sab pareshaaniyon ko door kar deta hai. Angel har majboori mita deta hai. Beta aapki mama ki ek majboori hai.
Additi: majboori kya hoti hai?
Heer: beta jab hum kuch aisa karte hain jo humein pasand nahin tab hum majboor hote hain. Hum kuch badal nahin sakte aur na chahte huwe humein woh karna hota hai. Tumhari mama ki life mein ek majboori hai aur use tum door kar sakti ho.
Additi: kaise?
Heer: woh aise kyunki aap hamari angel ho. Aap apne magic wand se majboori ko choo mantar kardoge
Additi: mujhe kya karna hoga?
Heer: beta thore dinon ke liye aapko papa ke saath rehna hoga. Aap wahan rahoge aur aapka magic wand mere kaam aayega, meri majboori khatam phir mama hamesha aapke saath rahegi.
Additi: mama main aapke bina kaise rahoongi? Mera khayal kaun rakhega?
Heer: are itne dinon mein kaun khayal rakhta tha?
Additi: mitali masi
Heer: to is liye masi aapke saath jaayegi.
Additi: magar masi ka magic se kya connection?
Heer: connection hai na..agar masi yahan rahegi to magic us par chal jaayega aur phir masi hojaayegi vanish!!! Choo mantar!!!
With this Additi laughed n then she tightly hugged Heer.
Additi: I will miss you mama!
Heer: I will miss you too my angel!
Heer: acha ab aapko ek aur kaam karna hai
Additi: kya?
Heer: hum apna secret kisi ko nahin batayenge papa ko bhi nahin
Additi: to phir main papa se kya kahoon
Heer: aapko papa ko sirf yeh kehna hai ke aap unke saath rehne aaoge. Chalein papa ko phone karne?
Additi sadly nodded, earlier she used to be happy to talk with Prem but now this phone call means her separation from Heer.
Precap:
Heer: additi tum apne papa bear ko yaheen bhool gayi
Additi: yeh mere saath nahin jaayega. Prem bear is ghar mein rahega aur uski family mere saath jaayegi.
Heer: kyun?
Additi held shona bear n sweetu bear in her hand n said: kyunki mama aur baby alag nahin reh sakte isliye main inhein alag nahin karoongi.
Edited by zehra-pisces - 15 years ago