Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd Oct 2025
HEY JINDAGI 2.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 2, 2025 Episode Discussion Thread
Gen 5 News article Mila
Bingo Blitz - The Ultimate Showdown (Sign-up)
SRK Enters Billionaire Club
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
Sunny Sanskari Ki Tulsi Kumari opens well!!
🏏India vs West Indies,1st Test: N M Stadium, Ahmedabad, Day 2🏏
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 3, 2025 Episode Discussion Thread
🎉 New Fun Quizzes Are Live on India Forums! 🎉
Abhishek Seeks Legal Action On Salman Ash AI Generated Videos
The Manuscript Marauders Bingo Challenge Thread
Literary Looters 💰🤑 Book Bingo Discussions | October 2025 BTRC
How saiyara became hit
What do you folks think about this???
The Literary Looters 💰 | Book Talk Reading Challenge October 2025
To everyone disliking Amaal, Baseer, et al…
BAAT KARO NA 3.10
part43a n part43b is longest part n i loved it.i like premeer scenes wid aditi it amazing n dialouges r excellent.plz update soon.
PART44 (b)
Premeer n Additi go back to Prem's cabin n Additi whispers in Prem's ear: papa plz mama se permission lo
Heer: yeh kya baatein ho rahi hain tum dono ke beech?
Additi: mama papa ko aap se kuch kehna hai
Heer suspiciously looked at Prem
Heer: ab aisa kya kiya hai tum ne?
Prem: heer tum mujhe aise kyun dekh rahi ho main bhala kya karoonga?
Heer came near Prem n he hit the wall
Heer with folded arms sternly looked at Prem n said: tum mujhe bina bataaye additi se mile, itne dinon tak uske saath mere ghar mein rahe
Prem: itne din nahin sirf chaar din
Heer angrily snapped back: whatever! aur phir tum usse milte rahe. Woh tumhare office aayi, tum dono ghar gaye aur phir additi juneja house aayi. Yeh sab hogaya aur tum ne mujhe khabar tak hone nahin di.
Additi sadly looked at her parents. Her mom was scolding her dad without any reason.
Prem: heer main sirf apni beti se milna chahta tha yaad aarahi thi uski
Heer: tum mere kamre mein ek ghanta parde ke peeche chupe rahe woh sab kya tha?
Prem: woh isliye kyunki main tumse milna chahta tha yaad aarahi thi tumhari
Heer: prem tum kisi ke bhi kamre mein bina bataaye...
Prem: excuse me! main kisi ke kamre mein nahin, main apni biwi ke kamre mein tha.
Additi: mama aap bina kisi baat ke papa ko kyun daant rahi ho? papa aap se kuch kehna chahte hain
Heer: tumhare papa ne aisa kuch galat kiya hai jo woh mujhe batana chahte hain
Additi: lekin papa ne to kuch galat nahin kiya
Heer: to phir woh chup kyun hain? kuch kehte kyun nahin?
Additi: aap unhein kuch kehne ka mauqa nahin derahi
Heer looked at Prem n he said: heer additi ko beach par jana hai hum dono ke saath
Heer: beach par abhi?
Additi: plz mama chaliye na mera bohot mann hai beach par jaane ka
Heer: no additi hum is waqt nahin ja sakte
Additi: plz mama chaliye na
Prem: heer chalo na bachi ka dil mat toro
Finally Heer agreed n they left Juneja office
Preet's cabin
Kulraj n Meher were sitting in Preet's cabin, they sent Preet to look for Heer. Preet came back n said: sorry heer bhabi prem bhaiya ke cabin mein nahin hain
Kulraj: tune office mein sahi se dekha?
Preet: maine poore office mein dekha pb aur heer bhabi kahin nahin hain
Kulraj n Meher were happy n they had smile on their faces
Preet: aap dono itna muskura kyun rahe ho? aapko heer bhabi se milna tha lekin woh office mein nahin hain
Meher: preet tum ne abhi kya kaha?
Preet: kya kaha maine?
Meher: yahi ke prem jiju bhi office mein nahin hain
Kulraj: to iska matlab yeh ke woh dono ek saath gaye hain
Meher: hum is liye khush hain kyunki humein na sahi lekin prem jiju ko heer didi ke saath waqt bitaane ka mauqa mila
Finally Preet understood their point n smiled
Premeer n Additi
Prem, Heer n Additi reached beach. Additi happily ran in sand while Premeer had a walk around the beach. Additi was given clear instructions by her parents not to go near the water.
Heer had a walk n she came to beach for her daughter's happiness, Prem in romantic mood was staring at Heer. Due to his daughter he got a chance to spend quality time with Heer, the woman he loved the most.
Additi happily played in sand n made a house with her parents' help. After that Additi insisted on having icecream
Heer: nahin beta abhi bohot hawa chal rahi hai aapka gala kharab hogaya to?
Additi: to aap hona mere saath
Prem kissed Additi on her cheeks n Additi hugged him n said: jab tak aap dono mere saath ho tab tak mujhe kuch nahin hoga
Additi had icecream n Heer had chaat. She enjoyed two plates of chaat n Prem gave her a disapproving look.
Prem: heer tum ne additi ko samjha diya lekin apna khayal nahin kiya
Heer: matlab?
Prem: heer tum ne chaat ki do plates khaayi hain jisse tumhari tabiyat bhi kharab ho sakti hai
Heer: dont worry main apna khayal rakh sakti hoon
Prem: additi kya mama apna khayal rakhti hain?
Additi: nahin papa bilkul nahin mama apni dawaaiyaan time par nahin leti hamesha bhool jaati hain
Prem: yeh to tumhari mama ki puraani aadat hai
Heer looked at Prem being little surprised that Prem remembers everything abt Heer even after so many years. Premeer had an eyelock session. Heer was lost in Prem's eyes n remembered memorable moments with him. She remembered when they met in shiv mandir n Prem felt pain in her eyes. She remembered Prem's anger for Daljeet n love for her, she remembered how Prem saved her n declared his love for her infront of his family n Daljeet. She remembered how Prem came to stop her wedding with Rishabh n eventually married her. She remembered Prem's support when she tripped on rock(17march09). She remembered how Prem took care of her when she had fever (15april09). She remembered Prem coming to his place to give her medicines(4may09). At last she remembered the moment when they became one(20april09).
Prem moved his hand infront of her face n brought her back into reality.
Prem: kya huwa? tum phir se pyar ke un lamhon ko yaad kar rahi ho jo hum ne saath jiye the?
Heer: additi ab chalein bohot dair hogayi hai
They all headed towards their car, Heer was abt to fall due to sand but like always Prem held her in his arms. Hamesha ki tarhaan is baar bhi Prem ka saath aur pyar Heer ke paas hai. They drove to Additi's mansion.
Additi's mansion
Heer n Additi took steps inside the house. Additi stopped n asked Prem: papa kal aap aayenge?
Prem: nahin beta project ka bohot kaam karna hai is liye kuch dinon tak hum aap se nahin mil paayenge
Additi: oh thats too bad!
They went inside n Prem drove to Juneja house
For the next three days ie 22nd, 23rd n 24th october Prem kept himself busy in the project work as the launch date was coming near. The paper work was done, the project was approved by foreigners n shareholders of Juneja's. Prem was responsible for Heer's project and he made sure that all was done well inorder to avoid future problems between them.
DATE: 25th October09 Sunday
Juneja house
Kulraj in kitchen was preparing breakfast for kids. Juneja house was at peace, Gaya3 with Meher n her sons was gone to mandir while rest all people were in their rooms.
Kulraj called out Ketan who in his room was playing video games with Vikas.
Kulraj: ketan yahaan aao
Ketan: yes mom
Kulraj: beta jaake apne prem mamu ko uthaao
Ketan: mom aaj to sunday hai aaj to mamu ko sone do
Kulraj: beta tere mamu ne hi kaha tha unhein uthaane ke liye
Ketan: mom mamu aaj kal bohot kaam karne lage hain woh din raat office aur ghar mein kaam karte rehte hain
Kulraj: acha ab tu baatein karna band kar aur jaake apne mamu ko uthaao
Tanu heard the conversation between her mom n brother, earlier she was playing with her dolls n then she came running in the hall n said: main jaaongi main jaaongi
Tanu: mama mamu ko uthaane main jaaongi
Ketan: dekha mom yeh har baar aisa karti hai
Kulraj: are tum dono jhagra mat karo koi bhi chala jaaye uthaane
Tanu: mama main jaaongi kyunki mamu sab se zyada pyar mujhse karte hain, apni tanu se.
Prem's room
Tanu ran towards Prem's room, he was sleeping in bed n all his papers were scattered on the desk.
It seemed that he worked all night n had just few hours of sleep.
Tanu went near him to wake him n he held Tanu's hand.
Prem's eyes were closed n he was dreaming that Additi has come to wake him up.
Prem: additi beta tum aagai
Tanu: mamu main tanu hoon
Prem: beta main tumse milne aaonga promise
Tanu: mamu aapko kya hogaya hai main additi nahin tanu hoon
Prem was sleepy n he left her hand. Tanu ran away n called her mom
Tanu: mama chaliye dekhiye mamu ko kya hogaya hai
Kulraj n Ketan came in the room
Kulraj went near Prem to wake him up. She called out Prem n he held her hand.
Sleepy Prem said: heer tum aagayi
Kulraj: prem uth na itni dair hogayi hai
Prem: kitni dair laga di tum ne aane mein
Ketan n Tanu laughed, Kulraj stared at them n told Tanu to get a bowl of cold water. After sometime Tanu brought the bowl n gave it to her mom.
Kulraj kept bowl on bed n put Prem's fingers in it. When the ice cold water touched his fingers he gasped n woke up.
Prem sat on bed n looked at Ketan n Tanu who shouted together: yay mamu hogaye clean bowled!
Prem: shetaan bachon main jaanta tha yeh thande paani ka idea tum dono ka hi hoga
Ketan: mamu aap bekaar mein hum bachon ko daant rahe hain hum ne kuch nahin kiya
Prem: to phir kis ne kiya?
Tanu: mamu yeh thande paani ka idea mama ka tha
Prem with shocked expression looked at Kulraj n said: didi aap? yeh kya tareeka hai apne bhai ko uthaane ka?
Kulraj: to aur kya karti? pehle tum ne khud kaha ke main tujhe utha doon aur phir tum heer aur additi ke sapnon mein aise kho gaye ke neend se uthe hi nahin. Chal ab jaldi se tayaar ho tujhe office jana hai
Prem: didi aaj confirm hogaya ke yeh bache aap hi ke hain bilkul aap par gaye hain mere bicaare kiran jiju bohot bho le hain
Kulraj playfully hit him on head n said: chup kar aur ab jaldi se tayaar ho
Ketan was playing with his ball while Tanu played with her barbie doll in Prem's room. Prem came out of bathroom n tried to adjust his tie. He was getting late for office so he panicked.
Tanu: mamu heer mami ke jaane ke baad aap tie pehenna bhool gaye?
Prem: beta mujhe tie pehenni aati hain lekin is waqt main late ho raha hoon
Ketan called out his mom: mom yahaan aaiye mamu needs your help
Kulraj entered in room n said: uffo kya hai prem?
She adjusted his tie n he brushed his hair
Kulraj: i hope heer jaldi se is ghar mein aajaaye tere saare kaam mujhe karne par rahe hain
Kulraj touched Prem's neck n said: prem tujhe to bukhaar hai, tu office mat ja
Prem: didi aap bhi na main bilkul theek hoon
Kulraj: prem zid mat kar chalke nashta kar main doctor ko bulaati hoon
Prem: bye didi i'm getting late main office mein kuch khaloonga
Prem in hurry left for office, he didnt had breakfast nor he had medicines.
Additi's mansion
Heer stopped in middle of having breakfast. She was abt to have first bite of parathas but an unknown feeling stopped her from eating them.
Additi: kya huwa mama?
Heer: kuch nahin beta
Mitali came from kitchen she saw that Heer didnt had breakfast so she asked: heer tum ne nashta nahin kiya?
Heer: mann nahin horaha
Mitali n Additi had breakfast while Heer was lost in her thoughts.
Juneja office
Prem had a hectic day in office, he was engrossed in his work due to which he didnt had breakfast. At lunch time Meher brought lunch for Prem n Preet in office but at that time Prem left office as he had to visit some sites for the project. It was 8pm when Preet came back home. He called Prem n told him to come back home n have something as the whole day he didnt ate a thing. Prem assured him that he'll be back soon.
Additi's mansion
On the other hand Heer didnt eat anything, she was lost in thoughts. She seemed worried the whole day as if something is wrong. She fed her daughter dinner n made her sleep. It was 11pm n Heer was restlestly walking in her room. Her lamp was on n she was worried. She thought: aisa kyun lag raha hai jaise mera koi apna takleef mein hai? kyun lag raha hai ke mere kisi apne ko meri zaroorat hai? Heer then thought abt Prem n said: kahin prem ko to kuch nahin huwa? She dialed Prem's number but it was not answered which made her worry even more. Yeh Prem bhi na kabhi call receive nahin karta yeh bhi nahin sochta ke koi uski chinta kar raha hoga.
Prem in car
Prem was feeling uncomfortable while driving. He didnt eat anything the whole day n didnt even had medicines plus he had work load so by now he was abt to faint. He stopped his car, there were two routes one towards Juneja house n the other towards Additi's mansion
Prem: yahaan se do raaste jaate hain ek mere ghar ki taraf aur doosra meri manzil ki taraf. Ek raasta mujhe us ghar mein le jaayega jahan mere apne hain aur doosra raasta us ghar mein jahan meri zindagi hai. Mere ghar mein sab mujhse pyar karte hain aur doosre ghar mein meri heer hai. Woh heer jisne zindagi bhar sirf mujhse pyar kiya aur hamesha sirf mujhse pyar karti rahegi lekin aaj woh apne pyar ke izhaar nahin karti.
He checked his cell n saw four missed calls of Heer. He smiled n said: heer tumhara baar baar mujhe phone karna mere liye tumhare pyar ka ikraar hai. Maine faisla kar liya ke mujhe kahan jana hai waheen jahan tum ho jahan meri manzil hai. Heer aaj main saabit kardoonga ke parwah ka yeh rishta pyar ka rishta hai.
Additi's mansion
Prem's car reached Additi's mansion. With slow steps he went inside as he didnt had energy left n he felt pretty weak. He rang the bell n Heer came running downstairs. Heer opened the door n saw Prem standing at the doorstep. He looked tired, weak n sick. Prem took a step near her, he looked in her eyes for few seconds n then rests his head on her shoulder. Prem became unconscious, Heer hugged him tightly, she placed her hands on his shoulders.
Heer thought: mera darr sahi tha prem takleef mein hai aur use meri zaroorat hai.
Precap: Heer placed Prem on bed n lovingly looked at him. Heer had tears in eyes n her tears fell on Prem's cheeks. Prem was in state of unconsciousness n Heer was terribly worried for Prem.