Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread - 7th October 2025
5 MONTHS LEAP 7.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 7, 2025 Episode Discussion Thread
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 3
HIGHER COURSE 8.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 8, 2025 Episode Discussion Thread
Katrina already welcomed a child via surrogacy?
Bring her in Gen 5
Abhimaan Edition: New Chapter Discussions
Naya safar college ka
Anupamaa 05 - 06 Oct 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Round 1 Slot 1 (Oct 7 6:30 PM IST / Oct 7 9 AM EST)
Now that's what I call a Wildcard
Round 1 Slot 2 (Oct 7 10:30 PM IST / Oct 7 1 PM EST)
Ananya Pandey - Chanel girl
ArIya/ETF OS: Rain, Coffee aur Thoda Pyaar
Like/Dislike/Neutral Week 6
🏏Cricket Forum Banner Contest Results Announcement🏏
Songs on All Tranportation
Kaun banenge PL ke Mummy aur Papa(New)
PART44 (a)
Premeer stand together, Additi stood infront of them with basket in her hand. Premeer stood close together, Heer smiled while she posed for the camera n Prem quickly kissed Heer on her cheeks. The photographer from press clicked the camera, picture was taken while Heer smiled n Prem kissed on her cheeks. Heer quickly looked at Prem, she was fuming with anger n Prem was smiling. Premeer were looking at each other each having different emotion n the photographer took another picture. Heer tried to move away but before Heer could be successful Prem held Heer's hand from her back. Prem held Heer's hand n it touched her back. Prem tightly held it n didnt let Heer move away from him. Now Prem n Heer were closer than before with not even an inch's distance between them. Prem had romance n love in his eyes while Heer was lost staring at him. Though Prem's grip around Heer was tight but Heer didnt got hurt, it was done in a romantic style. Heer came back into reality n whispered in an angry tone: prem yeh kya kar rahe ho tum?
Prem: heer kyun hamari tasveer ko kharab karne par tuli huwi ho?
Heer: prem tum...
The photographer: aap dono plz camera mein dekhiye
They looked into camera, photographer: smile plz
Prem had a cute, naughty smile on his face n even Heer smiled but only for the purpose of the picture.
So the photographer have taken three pictures of Premeer. #1: Heer smiling n Prem kissing her cheeks. #2: Prem smiled n looked at Heer n Heer fuming with anger staring at him. #3: Premeer smiling n posing for camera, they were the closest in the third picture. (So which one you like the most? let me know i'll provide you its negativesđđđ)
Lalit came ahead n said to photographer: oye ab bas bhi kar, dus minute se inki tasveere liye ja raha hai. Yeh dono abhi aaye hain, prem beta tum aur heer tumhare cabin mein betho jab waqt hoga hum tumhein bula lenge.
Heer angrily moved away from Prem n stormed towards his cabin.
Lalit hugged Additi, they both along with Harman n Preet went into Lalit's cabin
Prem's cabin
Heer entered in n after sometime Prem knocked on door. Heer opened the door without noticing Prem. But before Prem could come in Heer tried to shut the door. Prem tried to enter in n said: heer andar to aane do
Finally Heer gave up n moved away from door.
Prem came in n said: kya zamana aagaya hai mere hi office mein meri no-entry! He emphasized on the word "no-entry"
Heer had her back towards the door n Prem came near Heer n stood behind her.
Prem: heer tum duniya ki pehli aisi biwi ho jo apne pati ko uske hi office mein aane nahin derahi
Heer: prem plz thori dair ke liye mujhe akela chor do
Prem: agar kuch aur maangti to main tumhein de deta
Heer desperately asked: tum mujhe akela kyun nahin chor dete?
Prem in a serious tone said: heer itne saalon tak hum ek doosre se door the, akele the, ab aur nahin.
Premeer got lost in an eyelock session. The window due to blows of wind opened suddenly but it didnt distracted Premeer n they continued looking into each other's eyes.
Bangs of her hair were on her face due to blows of wind so Prem came ahead n removed her hair from her face n placed them behind her ear.
He then went towards the other end of his cabin to shut the window n asked her: heer tumhein kaise pata chala ke yeh cabin mera hai?
Heer: its very simple prem, is cabin ke curtains se mujhe pata chala. Is cabin ke curtains ka color green hai aur...
Prem completed the sentence: aur green tumhara favourite color hai aur tum yeh bhi jaanti ho ke main tumhari pasand ka bohot khayal rakhta hoon
He came near Heer n Heer took steps backward, Prem stopped her by holding her arm n brought her near him n said: relax heer main tumhare kareeb nahin aaraha main to sirf...
He walked past Heer n adjusted the curtain (Prem wanted to adjust the curtain but Heer thought that he is coming closer to her for romance. Often Prem is being romantic n naughty so Heer over reacted this time.) n saw Additi smiling outside the cabin. She knocked on the door n Prem said: yeh loh aagayi hamari additi
He opened the door n she came inside.
Prem: heer ise bhi meri tarhaan knock kar ke aane ki aadat hai
Additi: mama aap log kya baatein kar rahe the? maine bohot koshish ki magar kuch sunaai nahin diya
Heer worriedly looked at Prem n asked Additi: tum ne hamari baatein suni?
Additi: suni nahin sunne ki koshish ki. Additi walked towards the sofa n quietly took her seat
Heer: dekha prem tumhari beti bilkul tum par gayi hai, dono bohot besharam hogaye ho
Additi: mama yeh besharam kya hota hai?
Heer: beta besharam woh hote hain jo kisi baat ki parwah nahin karte, jo unka dil kehta hai woh wahi karte hain, na woh waqt dekhte hain aur na haalaat jaise ke tumhare papa.
Prem: heer tum bhi na ek bache ke saamne uske baap ke baare mein kya bol rahi ho?
Heer: kyun prem? main additi ko uske papa ki sachaai bata rahi hoon tumhari tarhaan nahin ke kahin bhi kuch bhi kar doon
Prem: are lekin maine kya kiya hai?
Heer: tum ne sab ke saamne...
Prem: maine sab ke saamne?
Heer: tum ne sab ke saamne mujhe kiss kiya?
Prem: tum pooch rahi ho ya bata rahi ho?
Heer angrily said: main tumhein bata rahi hoon ke tum ne galat kiya
Prem: is mein maine galat kya kiya?
Additi: haan mama is mein galat kya hai?
Heer surprised with Additi's answer n said to Prem: dekha tum ne tumhari sangat mein meri bachi bhi bigar gayi hai ise sahi galat ka farq hi nahin pata
Prem: heer meri sangat mein jab tum nahin bigri to hamari bachi kaise bigar gayi?
Heer angrily snapped back: forget it prem! tumse to baat karna bekaar hai
Prem with his dark brown eyes suspiciously looked at Heer then he asked Additi: tumhari maa sab par aise hi gussa karti hai ya yeh sitam sirf mere saath hota hai?
Additi: no papa mama sab par aise hi gussa karti hai par aap par sitam thora zyada hota hai.
Heer: additi be quiet koi zaroorat nahin hai papa ke ulte sawalon ke jawaab dene ki
Prem: heer tum gussa mat karo main jata hoon
Additi sadly asked: aap kahan ja rahe hain papa?
Prem: additi milte hain ek chote se break ke baad. He winked at his princess n left.
Additi: so sweet!
After a while Prem came back with a tray in his hand that had juice n two cups of coffee
Prem gave juice to his sweetie pie n handed a cup of coffee to Heer. To his surprise she took it n he took another cup of coffee.
Additi: ek to mama pehle se hi itna gussa kar rahi hain aur upar se aap unhein hot coffee de rahe hain
Prem: beta tumhari mama ke gusse ko yeh coffee hi kam kar sakti hai
Additi: aapko mama ke gusse se bohot dar lagta hai?
Prem: dar aur mujhe?
He said with ease: prem juneja ko kisi se dar nahin lagta
Additi: acha to phir bata do mama ko ke us din kya huwa tha?
Heer asked Additi: kya huwa tha?
Additi with naughtiness said: raat ko aap aur mama hamare bedroom mein, it was so much fun!
Prem choked n Heer suspiciously looked at him
Additi: lagta hai papa ka gala kharab hai chalo main aapko batati hoon.
Heer stared at Additi while Additi told her: mama main papa ke office aayi thi aur phir hum dono hamare ghar gaye the. Maine aur papa ne bohot enjoy kiya, hum ne games kheli aur dinner kiya. Cartoons bhi dekhe the.
Heer went towards Prem, held him by his collar n asked: tum mere room mein kab aaye?
Prem with his head down looked down n had an innocent expression on his cute face.
Heer: itne masoom mat bano, batao mujhe ke aage kya huwa
Prem said to Additi: beta tum definately meri hi beti ho, tum kabhi heer se kuch nahin chupaati bilkul meri tarhaan. Ab itna kuch bata diya hai to aage bhi bata do, plz continue.
Additi: okay. Mama phir papa aur main room mein the aur aap aagai. Is liye maine papa ko curtain ke peeche chupa diya. Uske baad mujhe neend aagai papa kab gaye mujhe to pata hi nahin chala.
Heer: ab iske aage tum mujhe bataoge ya nahin?
Prem: iske baad kuch nahin, plz mera collar to choro
Heer released him n he said: main chupa huwa tha parde ke peeche aur tum room mein aayi. Tum ne nighty choose ki pehle blue phir pink nikaali.
Heer surprisingly looked at him
Prem continued: tum ne mehsoos kiya ke koi tumhein dekh raha hai is liye tum aage aayi aur curtains ko theek karne lagi
Additi: aap papa ke itne kareeb thi phir bhi aap ne papa ko nahin dekha
Prem: phir tum thori dair ke liye chand ko dekhti rahi aur phir tum ja kar sogayi
Heer: aur uske baad?
Prem: aur uske baad bas, phir main chala gaya
Heer: prem tum itni dair tak mere room mein the mujhe dekhte rahe aur mujhe pata bhi nahin chala?
Prem: heer main ek ghante tak tumhare room mein tumhein dekhta raha. Bohot khoobsoorat lag rahi thi tum
He came near her n captured her in his eyes. With his undefinable love in his eyes he stole her heart.
Lalit knocked on the door n entered in.
Prem not happy with his father's interruption said: lagta hai yeh knock karne ki aadat khaandaani hai.
Lalit: jab khaandaan mein tere jaise besharam pati honge to baaki logon ko knock kar ke hi aana hoga
Heer smiled while Prem was annoyed, he said: aaj kal har koi mujhe besharam kyun keh raha hai? kya mere chehre par likha hai? He looked carefully in the mirror.
Lalit: chal yahan se bohot hogayi teri nautanki, press waale aagaye hain. woh tere jawaabon ka wait kar rahe hain.
Additi: tab tak main kya karoon dadu?
Lalit: beta aap ball aur bruno ke saath garden mein khelo
Additi n Prem left the cabin.
Conversation between Lalit & Heer
Before Heer could leave Lalit said to her: heer apne bauji se nahin milogi?
Heer had tears in her eyes, she turned then took steps towards him. Heer touched Lalit's feet who by that time was teary eyed. Heer hugged him, it was a mini reunion.
Lalit sat on sofa n Heer sat down, she rested her head on Lalit's lap
Lalit: itne saal hogaye tune palat ke bhi nahin dekha ke tere bauji zinda hain ya nahin. Tujhe kabhi bhi hamari yaad nahin aayi?
Heer: bohot yaad aati thi aap sab ki bauji. Apni praatnaaon mein main aapko kabhi nahin bhooli
Lalit: bas sirf praatnaaon mein mujhe yaad kiya. Prem se tera jhagra kya huwa tu to ludhiana se hi chali gayi. Paanch saalon se is anjaane sheher mein reh rahi hai
Heer: haan bauji sahi kaha aap ne yeh sheher anjana hai yahan ke log bhi anjaane hain. Lekin bauji jo dard apne dete hain woh dard ek anjana sheher kabhi nahin deta.
Lalit: aur jab hum yahan aagaye tum tab bhi mujhse milne nahin aayi. Ek baar to ghar aasakti thi
Heer: bauji prem ne jo mujhe dard diya uske baad us ghar mein aana mere liye mushqil hai
Lalit: kya paanch saal kaafi nahin us dard ko bharne ke liye?
Heer avoided looking in his eyes n said: bauji hum bhi kya baatein lekar beth gaye, humein chalna chahiye. She got up n Lalit made her sit with him on sofa n said: heer tu mere sawaalon se bhaag rahi hai
Heer looked at him with respect n stayed quiet
Lalit: heer tere bina prem ne yeh waqt kaise guzara hai yeh main jaanta hoon. Woh tujhe ek pal ke liye nahin bhoola, is ghar se hum sab se usne koi rishta nahin rakha lekin teri yaadon aur teri cheezon ko hamesha sambhaal ke rakha. Usne apni shaadi ke is rishte par koi aanch nahin aane di. Tum dono ek doosre se door hogaye magar tumhara rishta nahin toota, woh rishta aaj bhi pehle ki tarhaan sacha, pavitar aur mazboot hai. Meri in baaton par zaroor sochna n he left the cabin.
Lalit did his best in making Heer realize Prem's love for her.
Press conference
Heer after sometime came outside n took her seat near Prem. People from press showered questions on Prem n he with honesty answered all questions. By the end of the press conference the people from press became aware of the following facts:
#1 Prem n Heer are married to each other
#2 few problems that occurred n caused hindrance in the launch of project were due to Kabir(an employee of Juneja's)
#3 now there are no problems, a healthy atmosphere is created between both companies n they're effectively working towards the launch of project
Prem announced the project launch date which is after 8days.
Today is 21oct09 n project will be launched on 30oct09
Prem started working on the project from 20oct09 n he'll work for 10days ie till 29oct09 n the next day project will be launched. It is official.
Heer was answering the questions while Prem escaped from there as Additi was calling him. He went to his daughter who requested him to take a permission from Heer. Prem tried to explain but he couldnt say no to his lil princess so he agreed to convince Heer
Premeer n Additi go back to Prem's cabin n Additi whispers in Prem's ear: papa plz mama se permission lo
Heer: yeh kya baatein ho rahi hain tum dono ke beech?
Precap: Prem forwarded Additi's request to Heer n tried his best to convince her. What is Additi's demand n will Heer be convinced?