1. anu ye pata nahin lagata bajaj ko kisne mara
2.prerna ye pata nahin lagati ki police ko kisne bulaya
3. jwala ke batane par bhi prerna ko sam par shak nahin huya
4. p2 ko jab goli lagti hai to saksham use sambhalta nahin hai uske baad dono dubne se bachtein hai par saksham use hospital le jane ki bajaye khud dub jata hai
na dhadkan chech karta hai na nabz dekhta hai
5. aur ab sab yahi sochenge ki saksham ke saath jo kuch bhi huya prerna ne karvaya
6. prerna sabko safai degi lekin phir bhi wo tuti huyi kadiyon ko nahin jodegi