PART 23 :
Manan were sitting in their own respective cars and thinking about each other.
MANIK : tumhe dekhthe hi baagthe hue aakar apni bahon main le lena chahtha tha nandini,tumhare aanson ponchna chahtha tha,tumse puchna chahtha tha ki tum kaisi ho,tumhe batana chahtha tha ki main bahuth dar gaya tha tumhe apni aanko ke samne na paa kar,batana chahtha tha ki tumhe dekh ne ke baad hi meri sanse chelni lagi jo kafi der se ruk gaye the
NANDINI : tumhe dekhthe hi tumhare paas akar tumhare baahon main khud ko bhool jana chahthi thi manik, apne saare aanson ponchna chahthi thi, tumhe batana chahthi thi ki tumhe apne paas na paakar main bahuth dar gayi thi,tumhe batana chahthi thi ki jab maine tumhe dekha thab jaake mujhe sukoon mila aur chahthi thi ki bas hum dono ek dusre ke bahon main
NANDINI : bahuth kuch kehna chahtha tha nandini par tumne mujhe dekha bi nahi aur na hi mujhe kuch bolne ka mauka diya kyu nandini kyu kyuuu??
NANDINI : bahuth kuch bathana chahthi thi manik tumhe par kya karthi kaise tumhare paas aathi tumhari wo baatei abi bi mujhe sunayi dere hai tumhara wo chehra main nahi bhool paari. ''tum jaisi ladkiyan'' tumhare muh se suni ye teen shabd abi bi mujhe tumhare paas aane se rok rahe hain.
MANIK : mujhe nahi patha tha ki mere muh se nikle hue shabd hi mujhe itni badi saza denge aur agar patha hotha tho main aisa kabi nahi kehtha.main woo saari baatein nahi kehna chahtha tha nandini aur main jaantha hoon galthi hogayi hai mujhe aur wo bi bahuth badi lekin agar tum baath nahi karogi tho main tumhe apni saari baatei kaise samjaunga nandini kaise?
NANDINI : tumhare paas aane ke liye aur tumse baath karne ke liye patha nahi mujhe kitna vakth aur lagega manik tumne mujhe bahuth hurt kiya hai
MANIK : main jantha hu nandini ki maine tumhe bahuth hurt kiya hai aur tumhe thoda vakth zaroor lagegi par ek baar mujhse baath karlo nandini main dil se tumhe maafi mangna chahtha hu aur tumhare maafi ke liye kuch bi kar saktha hu and i promise iss baar tumhe bilkul hurt nahi karonga
NANDINI : kuch galthiyo ke liye sorry kaafi nahi hotha hai manik aur shayad is baar jo tumne kiya uske liye bi maafi nahi hai kyunki ek ladki kuch bi seh sakthi hai lekin apni character ke baare main kuch nahi sun sakthi hain
MANIK : nandini agar mujhe tumhe hurt karna aatha hai tho apni galthi ko sudarna bi aatha hain and i will make sure ki jaldi main sab kuch teek kardo
NANDINI : tumhe jo karna hai karlo manik par is baar main nahi maanungi.
MANIK : I promise nandini tum zaroor manogi kyuki tumhare paas doosra option nahi hoga aur vaise bi jab MANIK MALHOTRA kisiko manatha hai tho koyi bi zyada der naraz nahi reh saktha hain and he comes out of his thoughts when kabir shouts his name loudly. He just smiles and goes to his house. Nandini also reaches her house and goes up directly and falls on her bed. even manik goes and falls on bed directly and again both start thinking about each other. Manik wears a constant smile on his lips thinking about the entire day infact about his first meeting with nandini,his first hug with her,his first kiss to her & so many ''firsts with her'' & smiles & only smiles. Here nandini starts saying ''Ayyappa ye manik ye kya hai wo mujhe bahuth hurt kartha hain na lekin phir bi kyu jab bi main problem main hothi ho wo mere saath hi hotha hai hamesha always he saves me from that harshad aur aaj tho aap ne dekha na kaise maar raha tha harshad ko aur agar main nahi rokthi tho shayad harshad would have even died lekin manik ko itna gussa kyu aaya wo khud hurt kare tho teek hai lekin koyi aur kare tho usse maar dega whyyy ayyappa whyyy main kuch samaj nahi paari hoon whyyy'' and closes her eyes. Manik face flashens in her mind,his smile,their first hug,their first kiss and a smile comes slowly thinking all that and then suddenly she says ''ayyappa kyu why manik mere school ke pehle din jo kuch bi hua hai wo sab manik se hi related hain kyu ayyappa kyu bolo aur main kyu wo sab yaad aathe hi muskurari hoon jab ki mujhe uss par gussa aana chahiye ussne tho mujhe hurt kiya na tho phir main kyu hamari saari incidents yaad karke kush hori hoon ayyappa aap chahthe kya ho kyu mujhe pareshan kar rahe ho thodi der pehle hi main ne soch liya tha ki main usse maaf nahi karungi lekin phir bi kyu main uske baare main hi sochri hoon and stops for a while and again says ayyappa main aapse baath bi kyu kaari hoon'' and goes to take shower. Here Manik also goes to take shower...