Ya I am new here but I have read many ff over here n it inspired me to write one
It's my 1st try so plz give me ur views so I can improvise myself n my ff to
so here I present my ff
title " A Story Which Started 400 Years Ago..."
as it's a long long ago when English was not found in India so sorry for using tipical Hindi I will write English meaning of such difficult words
character sketch!
manik: senapati ke beta! takatvar sakti shali aur buddhiman
koi anajan admi dekh kr bole k yeh hai yuvraj
nandini: ohh nahi yuvrani nandini
sundar aur sanskari ladna janti hai apne pita Ki ladli!
uday: nandini ke bade bhai buddhi man aur takatvar
Raja ashok: unhohe apne rajya ko dushmano se azad karvaya aur praja k priya(fav) Raja unki 2rani thi
rani umavati: badi rani sundar aur chatur!
vo dusri rani sobha Ki badi behan hai uday Ki maa
rani sobha: choti rani magar behad sundar aur doodh se swat(fair in skin tone) sanskari aur behad khoobsurat gati hai
nandini ki maa
amar: senapati aur manik ke pita Raja k sath rehna aur unha har adesh mante tha! hamasha raja ko yudh Mai bachaya hai
padma: amar Ki patni aur manik Ki maa apne pati beta aur rajya ke liya kuch bhi kr sakti hai sankat(problem) k samadhan deti hai
raj parivar aur amar ke parivar mai acchi maitry hai sab parivar Ki tarah rehte hai!
aage dekhte hai kya hote hai!
New character will be introduced during story itself
plz tell how it was so I can improvise