hahahahahha
ziada khush na hon drama dekh kar
may be jo last scene the tushki ke saath kash ke may be woh imagine kar rahi ho ke us ne tshki ko bata diya hai
and second thing sab us ko hi bura bhala kahen ge
main to bas yeh sooch rahi hoon kash ko kitne slaps paren ge
hmmmmmmmmmmmmm
kher koi faida nahi
wese guyz after seeing veena's expression mujhe lagta hai kashish yaan to imagine kar rahi ho gi yaan phir veena samjhi ho gi ke kash pagal ho gai hai
ab ekta ke serial dekh kar itna to guess laga hi sakta hai nsab so wat u think guys