Bioasha: Kyunki Ani jhooth nahin bolta ๐ sab us ladki ki wajah se hai! Memsahib was happy that Arshi was bashing their laadla , initially she added fuel to the fire but Tanujaโs stare changed the course of Bipashaโs accusations routing more towards Jhanak!
Arshi to us: pls I request you all to stop calling ani innocent, naive, Bhola seedha saadha, honest etc๐
Us: yes madam if you say so.. wait till he comes back with more and hypnotises with his puppy eyes and 3 words๐
Jethu: masoom si bachchi pata nahin kahaan sadak mein ghoom rahi hogi! While runak are going โโek main aur ek tu, dono mile is tarah
aur jo baatein tan man mein ho rahi hai
yeh toh hona hi thaโ๐
Arshi: jo Aadmi 5 pm sharp office se nikla ho gaadi mein ab tak vaapis na aaya ho, kya sadkon mein ghoom kar time pass kar raha hai bday ke din, is mausam mein??๐คช๐
Note: uske koi khaas friends bhi nahin hai๐
Ani: toofan phir se aa bhi sakta hai aur sab kuch bigaad ke rakh dega is baar kya pata???๐
Was it supposed to be double meaning?Jhanak : achcha hai aag lag jaati toh sab kuch khatam hi jaata ? Was that also double meaning? In the sense yeh Jo pheeki go hain, unka full stop ho jata or did she mean the insults she may have to face later or even worse ( zindagi se haar maanna)?๐
On a side note: the roads were dry ek dum se! Aniโs Bon fire seemed to have dried the entire city ๐๐
So its not just me who thought it has a double meaning "sab kuch bigad ke rakh saktha hai, sab kuch", he is compleley gone case
Also "acha laga?" "Mein ye raat kabhi nhi bhul sakta" lol
1.6k