little blunders by mee.. please bear. All suggestions *negative too* are welcomed.
Do read
Name : TUM MERI HO, SIRF MERI HO
.
.
Its early morning.. Ragini pens her eyes and starts thinking about the night before how Nachiket kissed her on the cheeks..
Ragini blushes like a teenage girl gives under the blanket when she realises its almost 8 and she needs to get ready for
Ragini (to herself) - Itna time hogaya. Jaldi nikalana hoga aaj important meeting mai meri.
She rushes down the stairs fast as she can to go to hospital. Nachiket comes to meet ragini and is shocked to see why ragini is in such hurry.
Nachiket - Ragini Ragini
Ragini ignored him thinking that its a illusion.
Ragini (to herself) - ho kya gaya hai mujhe. Jaha dekho bas wahi nazar aata hai. Pagal ho gayi hu. Yeh sab nachiket ki galti hai, usse kisne bola tha itna handsome born hone ko. Ab phass gayi hu mai. Ohoo kya hogaya hai mujhe apne aap se he baat kar ri hu. Sab mujhe pagal samjhenge and yeh bhi Nachiket ki wajah se he.
Nachiket (blushing) (teasing) - Waah waah sara blame mujhpe. Wah tum mujhe yaad karo isme bhi meri galti hai.
Ragini - tumhe sharam nai aati. Jab dekho muh utha k mere sapna mai aate ho.. u know na how much I miss you then. Ab dekho tumhare sapne dekh k tumhe dekhne ka mann kar raha hai.
Nachiket - to mil lo na. Yehi hu mai tumhare samne.
Ragini - Offo ... late hogaya hai mujhe. Ab mere sapne mai aana band karo.
Nachiket - Mai real hu ragini illusion nai..
Prove karke dekhau ??
Ragini - ???
Nachiket hugged her as tightly as he can. And was enjoying it. She could hear his heartbeat and he could feel her breathing heavly.
Ragini - Nachiket tum (blushed) Am sorry mujhe laga woh tum woh kaha. Accha late horaha hai mujhe byee.. baad mai milte hai.
Nachiket - (holds her hand tightly) tum na. Waise he ho jaise 15 saal phele thi. Meri cute si ragini.
Ragini - Nachiket (with that aww expression). Tum bhi toh nai badle. Filhaal mujhe late ho raha hai meeting hai important.
Nachiket - mai drop kar deta hu. Chalo. Waise meeting kiske saath hai ?
Ragini - ek well known surgeon hai unke saath.
Nachiket - ohh okkay. Waise tum mere sapne dekhti ho ??
Ragini - Nachiket .. aur bhi kaam hai mujhe .. Woh mai bass yuhi keh rahi thi.
Nachiket - you know aaj nivedita ne breakfast banaya tha .. kaafi yummy tha.
Ragini - (sad and jealous) soo tumhe uske haath ka khana pasnd hai ?
Nachiket - matlab nai pasnd hona chahiye. Tumhe kyu kehna hai ?
Ragini - nai nai aise nai. Mai bas yuhi keh rahi thi.
Nachiket - Tumhe kya laya hai itni badi tiffin mai ?
Ragini - woh maine chole puri banya tha so le aai.
Nachikey - Chole puri ? Ohh good good. Mujhe bhi taste karwana.
Ragini - Kyu nivedita ne apnw haatho se nai khilaya kya. Jagah kaha hogi tumhare pet mai ?
Nachiket - (laughing) pulled her cheeks. Ragini tum bhi naa .. jealous haan ?
Ragini - mai kyu hu jealous . Tumhari life tumhari marzi.
Nachiket - Yeh mujhe boht pasnd hai.
Ragini - kya nivedita (with anger)?
Nachiket - Nai tumhari jealousy. I know u love me.
Ragini - No i don't. Khushfehmi mai mat raho.
Nachiket - You do. I know.
Ragini - aa gaya hospital . Roko car.
Nachiket - haan pata hai pata hai.
Ragini - She goes inside in anger.
Nachiket follws her. And suddenly dr. Aman holds ragini's hand n says .
Aman - Kahi thi tum ragini. Woh surgeon se baat karli maine. Unko call aaya aur woh beech mai nikal gaye. Kaha phirse aayenge.
Ragini - sorry sir woh mai
And suddenly nachiket comes there and give that she is mine and only mine looks to dr. Aman. But he fails to understand that. Suddenly ragini realises that he is quite uncomfortable. She pulled her hands back. Nachiket feels secure.
Ragini - sir mai thode kaam nipta k aati hu okay.
Aman - yes ofcos. N inhe bhi le jao ragini. Jayye na mr neil.
Ragini - sir par kyu ?
Aman - unhe duniya mai tumhare alawaa koi nai sambhal sakta. Please ragini mujhe marne ka shauk nai hai.
Ragini - okay sir.
Nachiket - mai tumhare cabin mai jaa raha hu.
Ragini knew she could not pay attention to anything if he is in front of her.
Nachiket stares at ragini making her feel uncomfortable
Ragini - kya hua nachiket.
Nachiket - waise na tumpe khule baal zyaada acche lagte hai.
Ragini - mai kaam kar rahi hu nachiket. Please don't disturb.
Nachiket (teases) - mai bhi apna kaam he kar raha hu. Please dont disturb me.
Hearing this ragini smiled. As she could bot control her blushy blushy smile.
To be continued :)