Haye sach main Barun abhi hota toh aisa hota, kaisa hota, abhi jaisa hain whesa na hota 😭
Hasne ki wajah na dhoondni padhti, khud ko refresh karne ka tarika na dhoondna padhta, doldrums main padhe aur chinta main doobe huye mann ko dilasa dilane ka raasta na dhoondna padhta... 😭
Tum aur tumhara show hota toh aaj aisa na hota aaj whesa na hota 🥺
aur Pratty ko GIFs banana bhi yaad hota 🤔(I'm really skeptical if I still remember making them or not < SIGH>)
Neha di you always make me come back with your posts 🤗
AND CONGO YOU'RE A GOLDIE NOW!! 🥳 🥳