Originally posted by: loveinshi
waise yeh gana na inshi as inshi pe jyada suit karta.. coz zashi pe yeh song ab is condition me bada wierd sa hoga..🤔
ya inshi pe hi suit karta jab unki nayi nayi shadi hui thi tab ye gana bajta toh kitna accha lagta na
zashi toh ab hai hi nhi mare hisab se😆