Socha tha maine mann mein kai baar
Honthon ki kali kuchh aur khili
Ye dil pe hua hai kiska ikhtihaar
Tum kaun ho batla to do
Kyon karne lagi main tumpe aitbaar
Khaamosh rahoon ya main keh doon
Ya kar loon main chupke se ye sweekaar
Yehi sach hai shaayad maine pyaar kiya
Haan haan tumse maine pyaar kiya ...☺️❤️❤️