Originally posted by: bioinfo
Part 27
Passion vs compassion 'the struggle still continues.
Gulaal slept peacefully .The tiring day and confronting Kesar's fiery temper had drained her energy but the healing touch had relaxed and rejuvenated her mind ,body and soul and she slept.Kesar looked at Gulaal and smiled .He felt relaxed too and straightway jumped into bed.His mind was reflecting about whatever happened during the whole day.He felt guilty and bad for his rash behaviour.His thoughts slowly merged into his dreams and finally he slept.thank god warna aur sewa karne lag jata...
kar sewa kha mewa..sewa to ho gayi..kesu ko mewa kab milega..chii😛
Kesar's room 8:30am
Kesar lazily opened his eyes and was surprised to see Gulaal still sleeping .Normally she woke up very early in the morning and used to help PB with the kitchen work.kal acche se jhadd padi aur phir paanv bhi dabe na no madamji so rahi hain😉
madamji pati ki sewa se santusht hokar so rahi hai😉
"she must be really tired",he thought as he got up from his bed and decided to take a bath quickly.
Kesar got ready and saw that Gulaal was still sleeping .He decided to wake her up as it was already 9:00am and they had to go to college also.He came near her.She was sleeping blissfully .A soft curl was drooping her forehead .Kesar could not resist himself and came close to her and planted a small peck on her forehead .Gulaal didn't twitch even.She was in deep sleep as he stood there admiring her innocent charm.doc humein pyaar ka med de de ke loveria patient banane ka irada hai kya
hain..par tujhe loveria kyun hua re😕
, ye kesu kitna loving hai...muje chahiye
☺️
wo gto sirf gullu ka hai🥳
PB who was now worried about Gulaal had decided to come to Kesar's room and she stood silently watching Kesar's action at the door.She could see the deep love in kesar's eyes for Gulaal.ye lo pol patti khul gayi😆amma dekh tera munda bigda jaye😆
ma da ladla bigad gaya😆
"Kesar-Gulaal",Kesar snapped out of his thoughts as PB entered the room.accha hua awaz deke aayi warna pata nahi kya chi chi ho jati😆
haan re😉
K:"Ba Ba wo Wo ..Shayd Gulaal thak jyada gayi thi kal na..isliye abhi tak nahi uthi .
Kesar quickly replied to hide his embarrassment.
PB : "Koi baat nahi .maine kab kaha ki mujhe koi problem hai Gulaal k der tak sone se.Yaad rakh wo meri bahu nahi beti hai pehle.main to use uthane ayi thi ki breakfast kar le nahi to college k liye der ho jayegi."aji yahan romance chal raha hai and inko college ki padi hai😆
haan kesu ki romance ki waat laga di bich mein akar😆
Gulaal suddenly woke up due to the voice of PB .
She jumped out of her bed and said nervously , "Ba mujhe aj pata hi nahi chala k kab subah ho gayi..Sorry"soyi reh do char pappi aur mil jayenge😆
haila..me tamtarmukhi now☺️
PB : isme sorry ki kya baat hai.Gulaal ye ghar tera hai .tu jab chahe jag so sakti hai.Yaad rakh achi bahu ka matlab ye nahi hota k wo subah se jag kar Kitchen mein ghus jaye aur ek k bad ek pakwaan banati rahe.Kya mujhe nahi pata ki tujh par padhai ka bhi load hai?Tu bas ab jaldi se akar nashta kar le warna late ho jayegi college k liye."
PB left and Gulaal was still yawning .
Kesar was amused and said , "aaj kya phir se sone ka irada hai?"nahi izzat lutwani hai kya😆
mamoni..tu bhi na🤣
G: "nahi pata nahi kyun aaj man nahi kar raha hai jane ka ."
K: waise ab pairon ka dard kaisa hai",he asked with concern.
G: haan ab thik hai'Tu bahut acha hai Kesar badi achi sewa kar leta hai ."She smiled gratefullyaha patni parmeshwari khush pati ka jeewan safal ho gaya😆
haan kesu dhanya ho gaya😆
Kesar said , "chalo ab yahan baithi baithi batein mat banao .Get ready soon.It's already late"Kesar said trying hard to suppress his pleasure on getting this lovely compliment From Gulaal.ishhh koto lojja😳
ooofff shotti..more gelam🤣
College canteen 3:30 pm
" Tum khush to ho na Gulaal",asked Dushyant who had come to meet Gulaal in college.nahi bas ainwayi uchal rahi hun😡
Dushy..bhag ja😡
Gulaal raised her eyebrows and said , "Tum aisa kyun puch rahe ho ?"
D: "Mera matlab wo..Itna kuch hone k baad ..?"😡
G: "Dushyant wo sab biti batein hai jane do .."
D: "Chalochhodo..par Kesar tumhara khayal to rakhta hai na?'Actually mainAllahabadmein tumhari maa se mila .unhe bahut chinta lagi rehti hai tumhari.Wo janti hai k tumhe agar koi takleef bhi hogi to tum unhe kabhi nahi bataogi..isliye maaf karna .par tumhari personal life k bare mein puch baitha.."bacche ne dekh liya to teri khair nahi, jungle wale bhaag yahan se😡
haan teri khair nahi junglee muchhi man🤣
G: " Kaisi baat kar rahe ho Dushyant..tum to mere best friend ho..aur phir aisi koi baat nahi hai..Kesar bahut acha ladka hai.Sab ki fikr karta hai.sabka khayal rakhta hai .Aur tumhe pata hai..Use ek achi job bhi mili hai.uska future bahut bright hai..pata hai He is the best cook I've ever met.I think wo bahut age jayega.I am really so proud of him'Aur rahi meri baat..mera to wo bahut jyada khayal rakhta hai.Meri har dukh takleef ka use ehsaas hai.Jab main uske saath hoti hun to ek ajeeb sa apnapan ,ek ajeeb sa sukoon milta hai.Jab wo pas hota hai to mujhe kisi baat ki chinta nahi hoti'Par.."itni tarif karne ke baad par😭chidiya udd😭
gullu bhi na...😡😭
D:"Par kyaGulaal ", He asked with curiosity.
G: "Par hum dono ek unchahe rishtey mein apne parivar ki khatir bandhe hain..upar se Saru Fui'Ki tabiyat..Dushyant Kesar ko main tabse janti hun jab wo chota tha..Humari umra mein bhi bahut farak hai..Aur phir sach Kahun'Uski zindagi meri wajah se kharab ho gayi hai..Tum hi batao uske abhi enjoy karne k din hai..Use waqt se pehle hi shaadi jaisi badi zimmedari de di gayi.. hai..Kya ye uske saath nainsaafi nahi hai .Uski abhi umra hi kya hai..Aur rahi meri baat..main jab 14 yrs ki thi tab semaineYahi jana hai ki Kesar mera hone wala devar hai'Vasant ka chota bhai..mainjanti hun k aaj rishton k mayne badal gaye hain ..par'Dushyant'Ye rishta..samaj aur humare parivaron k liye hi hai ..bas isse jyada kuch nahi'"Gulaal sighed and was about to break down..into tears When Dushyant placed his hand on her hand..and said with concern , "Apne apko sambhalo Gulaal"wo sambhal legi tu phut😡
nahi use kesu sambhalega..tu phut😡
Meanwhile Kesar had arrived at the canteen looking for Gulaal as it was their place to meet after College so that they could go home together.He overheard the last part of the conversation Between Gulaal and Dushyant and was hurt..He was angry..Not only because He saw Dushyant with Gulaalbut because of the fact that she was comfortably sharing their private life with a stranger..At least for him 'Kesar flared his nostrils .He felt like thrashing Dushyant for touching her hand..He was angry..and deeply hurt .He came close to them and said with blazing and scornful eyes , "Kyun Dushyant ji lagta hai apko office mein jyada kam nahi hota..kal hi to aap keh rahe the k aap bahut busy hai ..aaj kya hua..",Kesar taunted Dushyant
Dushyant was taken aback and said hesitantly , "Wo wo aaj thoda kaam kam tha tomainesocha ki Gulaal ..mera matlab tum dono se mil lun'"jhooth😡
junglee muchii man😡
K: "Oh so sorry ..par humein to ghar jana hai'Kyunki mujhe bhi baad .meinkaam pe jana hai..Chalo Gulaal ghar chalo ,"Kesar said sternly.A sudden madness had possessed him .
Gulaal tried to interrupt , "par thodi der to rukte hain na Kesar"
Kesar stared at Gulaal with his blood shot eyes and saidauthoratively , "Mainekaha na ..Ghar chalo Gulaal"
Gulaal was stunned and terrified by his look .She could make out from his face that he was in a terrible mood .She said , "acha Dushyant chalti hun ghar pe kuch zaruri kaam hain..phir milte hain.."
D: han haan Ok bye kesar
Kesar did not wait for him to finish his statement .He held Gulaal's hand and literally dragged him to the parking.He did not speak a word to Gulaal.On reaching the parking,he kick started his bike and ordered Gulaal , "ab khadi khadi dekh kya rahi ho baitho.."chali ja warna bike kahin tujhpe hi na chadha de😆
haila..angry kesuda..😳
Gulaal was mortified at his strange behaviour.She felt bad and hurt.He drove very rashly .The FB's of Gulaal's statement of their relationship being only a pretence for the society and Dushyant placing his hand and consoling her kept haunting him and aggravated his temper.
Kesar's Room 4:00pm
Kesar was very upset as he sat fuming on the bed and covered his face with hi hands with his head hung down'
Gulaal was stunned at his anger and decided to talk to him .She came near him and Gently Ruffled his hair and said in a sweet voice, "Kya baat hai Kesar tu itna naraz kyun hai..College main kisi se jhagada hua kya .."nahi jhagda hone wala tha😉
gullu teri khair nahi
Her touch aggravated his agony and he pushed her hand harshly and yelled , "Get lost Gulaal"
Gulaal was shocked at his behaviour .
She choked but still asked with concern , "tujhe kya hua hai kesar .Tu aise kyun behave kar raha hai.wahan Dushyant k samne bhi tune kitni rudely baat ki..Kya soch rah hoga wo .Kitna bura laga hoga use.."ab to pakka padne wali hai😕
haan kesu dho dalega😡
Kesar was highly irritated and the name of Dushyant just added fuel to his fury .He came near Gulaal grabbed her arms and shouted , "Tumhe mere alawa sab ki fikr hai'Kabhi Talli to kabhi Dushyant.Tumhe meri koi parwah nahi hai Gulaal .Tumhare nazron mein meri koi value nahi hai ..na Gulaal",He said with lots of pain in his eyes.
Gulaal was horrified,She freed herself from his Grip and cupped his face and said , " aisi baat nahi hai Kesar .tu aise kyun keh raha hai ..bata na akhir baat kya hai..Itna gussa achi baat nahi hai Kesar..gusse se insaan apna hi nuksaan karta hai"
Kesar forcefully removed her hands and said angrily , "Oh please ab ye bachon ki tarah mujhe behlane ki koshish mat karo'patni ho patni ki tarah raho..mujhe gyaan dene ki koshish mat karo 'jaise tumhe kuch bhi nahi pata.."
Gulaal was hurt and frustrated and reverted with anger , "Thik hai mat batana hai to mat bata..itna bhav khane ki zarurat nahi hai..kab se manane ki koshish kar rahi hun..tu batayega nahi to mujhe kaise pata chalega .Aur tu is tarah se mujhse baaat nahi kar sakta..samjha .Akhirmainekiya kya hai.",Gulaal fumed..and cried at the same time..
K: "tum ne kuch nahi kiya ..sari galti to meri hai'Tum kabhi kuch mat samjhna ..samjhi"
Gulaal started sobbing , "Main samajh nahi pa rahi tu akhir chahta kya hai..ya tuje kya pareshani hai'bas itna janti hun ki mujhe teri sach mein bahut parwah hai Kesar"
Kesar looked at her ' and said , "jhooth bolti ho tum..tumhe mere alawa sabki parwah hai..bbas main hi kuch nahi tumhare liya ..tum bas mujhe wohi chota kesar samjhti ho isse jyada kuch nahi.."
Gulaal was still sobbing but still came near him and said , "Kesar tu pls bata na akhir teri pareshaani kya hai.. ?"
Kesar looked at her.He was still boiling with angerand shouted , "Oh pls leave me alone..just get lost Gulaal"
Gulaal was hurt and ran away from the room crying bitterly..
Kesar was hurt,sulking and fumed.He picked up a photo frame which had their wedding photograph'Looked at it and finally threw it away on the ground.The glass shattered into pieces and Kesar sat on the bed and burst into tears.
iss last part ka kachra nahi kar sakti coz its very emotional😭
bonu fantastic chappi👏love u
🤗🤗