Chapter 12
one day panba recived call from poonam she inquired about rest of the family members and then asked for gulaal
panba said "gulaal hospital gayi hai aap cell mein laga liejeye"
poonam said "uska cell hamesha busy hota hai meine bahut baar try kiya par who hamesha busy rehti hai"
panba said "haan apne aap ko kaam mein busy karke apni dard ko bhulane k koshish kar rahi hain"
poonam said "par panba aise puri zindagi to nahi chal sakti naa"
panba said "poonamji bahut dino se man mein ek baat chal rahi thi...kyun naa hum gulaal ki dusari shaadi k baat chalaye"
poonam said "panba mein bhi yahi chahiti hun ki meri beti k jeevan mein rang phir se aa jaye par mein gulaal ko janti hun wo kabhi raji nahi hogi"
panba said "aap chinta mat kijeye mein manaa lungi"
poonam said "jaisa aap thek samjhe"
and she ended the call
next day kesar was in his dance school tiya came and said "kesar chalo kanhi bahar ghum k aate hain"
kesar said "nahi abhi nahi abhi mood nahi hai"
tiya said "oh common kesar tum kabhi bhi mere saath nahi chalte ho hum log kanhi bahar nahi gaye itne dino se...chalo na kesar"
kesar was angry he said in frustration "r u mad tiya mere life mein itna sab kuch ho gaya aur tumhe ghumne k padi hui hai...mein sirf apne padhai aur apne parivaar k support karne k baare mein concentrate karna chahta hun"
tiya replied angrily tum pure samay sirf apni padhai aur is classes mein busy rehto agar tumhe mera saath pasand nahi hai to y don't we break up
kesar in anger said "fine do whatever u want to...I don't care"
and he left her
kesar returned home he was walking towards his room..panba called him "kesar"
kesar came in drawing room panba was sitting with a match maker she gave some photo and biodata to panba and she was looking them
kesar came and sit beside panba
panba continued "kesar yeh suman ji hai yeh ek matrimony chaliti hain kuch photo layi hai"
kesar said in between "photo kiske liye panba"
panba said "gulaal k liye"
kesar was surprised to hear it
kesar looked at panba, panba said "kesar mein gulaal k dusari shaadi k baare mein soch rahi hun"
kesar said in low voice "yeh to bahot acha socha apne panba"
panba gave the photos to kesar
kesar looked at photos...as he went accros the photos and the biodata he lost his temper
he said angrily "yeh kis tarah k rishta le ke aayi hai yanha"
panba was shocked she asked restlessly "kya baat hai kesar tu itna naraz kyu ho gaya"
kesar said "naraz nahi hun to aur kya karo yeh dekhiye yeh koi rishta hai yeh photo dikheye iski umar 40 saal hai aur yeh pointing at other biodata iski 37...aur yeh 45 years k hain bache 15 saal k hai...yeh rishta leke aayi hai aap"
matchmaker said in between "dekhiye bura mat maniye par aap ek vidhwa k remarriage karwa rahe hain agar kuwari ladki hoti to mein ek se badh kar ek rishto k line laga deti par gulaal widow hai uske liye aise hi rishte milenge"
kesar interrupted "par wo abhi sirf 25 saal ki hai"
matchmaker said "isese koi farq nahi padta kesarji maaf kijeye ek vidhwa k jindagi sawarne bahut kam log aage aati hain...jitne jaldi aap is haqeeqat ko samjhe utna hi acha hoga..."
kesar looked at panba who turned her head down as she knew to an extent she was right..indain society is always partial to woman..ostracized by society they are forced to live a miserable life. They cannot remarry they must not wear jewellery and typically wear white. Even their shadow is considered black...lifelong mounting is imposed on them. The prespective of the society is same even in the educated circle...panba remembered how many eyebrows were raised wen panba insisted gulaal to wear colourful clothes...inspite living amoung the elite circle gulaal was avoided in ceremonial occasion in neighbourhood...
panba was silent as it was bitter but true..
kesar left the pace in frustration
***************************************************
gulaal was in the hospital.she was sitting in her cabin..dr dushyant came.dr dushyant was always there as a friend he asked to come in
gulaal called him in
dushyant "gulaal hamesha kaam mein busy rehti ho"
gulaal replied "kaam karto hun to man laga rehta hai aur phir rewa k shaadi k liye paise jodna hai isliye thodha extra work kar leti hun"
dushyant "gulaal apne baare mein bhi dhyaan dena shuru karu"
gulaal didn't speak
dushyant said "mein tumse kuch baat karna chahta hun"
he was about to say something suddenly gulaal's cellphone rang
gulaal recived the call... devika was on the other end
devika "gulaal bhabhi"
gulaal said "kaun"
devika said "mein devika "
gulaal said happily "arey devika kaisi ho talsagra mein sab kaise hain jamuna kaki gigaka diaba"
devika said "bhabhi sab ache hain bhabhi apko ek news deni thi meri shaadi fix ho gayi hai ise week hai"
gulaal said "yeh to bahot achi baat hai mein bahut khush hun"
devika said "bhabhi hum to rukna chahte the.vasantbha k shok manana chahete the par ladke waale jaldi kar rahe the"
gulaal said in low voice "nahi devika tum yeh sab baatein mat socho tum bas apni shaadi ki tayyari ache se karna"
devika said "ji bhabhi par aapko ana hai meine specially apko call kar k bula rahi hun aap aayengi naa"
gulaal said" haan jarur aaungi"
devika said "thanks bhabhi" and she ended the call
gulaal was exited to hear this
dushyant saw her he asked "kya baat hai bahut khush lag rahi ho"
gulaal said "duhyant ji meri nanad k shaadi tay ho gayi hai...mujhe ghar par jaake sabko batana hoga"
and she was about to leave the cabin she turned back "arey jaldi mei mein apki baat to bhul gayi..ap batayi aapko kya baat karni thi"
dushyant said "phir kabhi..."
gulaal said "ok"
gulaal reached home she shared this news with panba
panba said "mujhe pata hai jamuna ka phone aaya tha"
kesar also came home panba shared this news with kesar he was very happy to hear it
panba said "hum sabko aaj hi talsagra k liye nikal janna chahiye"
kesar said "panba kya mera jana jaruri hai"
panba said "kesar tujhe kya hua hai tujhe yeh jagah sabse jyaada pasand thi tu kyu mana kar raha hai,,,,kesar tu nahi jayega to devika ko bura lagega"
kesar didn't said anything
in the evening kesar panba rewa gulaal raman sudha and sunny started their journey for talsagra
they reached talsagra
talsagra is is the mixture of tranquillity serenity quietude and innocence. Alongwith numerous small and big grass field, several rivers, chirping of birds, swining of mango trees and a clear bkue sky gives a mesmerizing . captivating and bewitching effect to talsagra.
Everyone came out of the car...kesar was nostalgic to see the place...for him talsagra was the best place in the world he loves everything about talsagra his best childhood memories were present in this place...he came out of the car and moved towards the cowshed, his favourite place in the house...he remebered he and vasantbha played there..this was the place where they use to hide rewa's and devika's doll and sit on the pasteur waiting for rewa and devika...he saw the peepal tree under which he and vasant use to sit they use to eat imli and raw mango that they have stolen from daiba kitchen wen noone was there...he saw the varrandah where he and vasantbha use to play kancha (marbles) cricket , sitoliya
He saw the swing where both brothers use to swing and rewa and devika keep insisting them to make place for them but they never listened...he saw his bike..vasant has ordered this bike from the city so that kesr can roam in the village and kesar was so thrilled and exicted to see his bike that he pasted his initial on it so that noone touch his bike...he touched his bike and remebered those days wen he and vasant use to go for a long drive...everything was same same cowshed same peepal tree same verrandah same swing same bike...but vasant was not there...it was first time vasant was not with him in their favourite place talsagra...he was remembering his old memories...he heard diaba calling him and he went inside
Diaba greeted panba rewa gulaal kesar..kesar and gulaal touched her feet and seek ashirwaad
Meanwhile devika came our and kesar rewa and gulaal surrounded her
Diaba then talked to panba
Daiba asked "Kaisi ho panba"
Panba said "achi hun aap"
Daiba said "mujhe pata hai tum khush nahi ho vasant ko gaye char mahine bhi pure nahi hue aur hum is tarah devika k shaadi karwa rahe hai par panba ladkewaale"
Panba said "diaba mujhe pata hai...devika k liye bahut khush hun"
Everyone was happy except jamuna kaki
She called devika and asked "gulaal ko yanha kisne bulaya"
Devika said "baa meine bulaya hai"
Jamuna kaki "arey akal nahi hai kya dekh yeh vidhwa hai kahin koi apshagun naa ho jaaye"
Devika said "baa aap yeh kya kah rahi ho meri shaadi mein gulaal bhabhi ka hone bahot jaruri hai aur mein yeh apshagun nahi manti "and she left
Unknowingly two ppl have heard the comversation kesar and gulaal
All their happiness evaporated...they didn't said a word as they didn't want to hurt anyone they quietly went to their room
Gulaal remain silent as she was accoustomed to such tuants and humiliation but kesar was deeply hurt with such sort of talk...
Jamuna kaki went to panba's room
Panba greeted her
Panba said "jamuna kaisi hai tu"
Jamuna said "mein thek hun panba par aap yeh kya kar rahi hain"
Panba asked "kya kar rahi hun"
Jamuna said "aapne gulaal ko apne ghar kyu rakha hua hai"
Panba "kyu jamuna kya galat hai isme"
Jamuna "galat hai gulaal ka apna ghar hai wo wanha jaa kar kyu nahi rehti panba vasant aur gulaal sirf 15 din saath saath rahe hai kya aap saari zindagi ise apne saath rakhegi"
Panba said "wo gulaal ka ghar hai wo jabtak rehna chahe reh sakti hai"
Jamuna "thek hai panba par itna yaad rakhiye jawan khubsoorat vidhwa ka is tarah ghar mein rehna sahi nahi hai koi oounh neech ho jaye to kahiyega nahi"
After their arrival...various ceremony took place in the house gulaal and kesar attended those function half heartedly...gulaal knew jamuna kaki was unhappy with her she leave no stone to humiliate her...she reamined silent...but she was aware a pair of eyes continously followed her
It was sangeet night morning everyone was in dining area devika said gulaal bhabhi aaj mera sangeet ka function hai aaj aap mere saath khub dance kariyega
Gulaal said haan jarur
Jamuna kaki said "yeh kya kah rahi ho gulaal janti nahi tum vidhwa ho tum is tarah ki baat kaise kar sakti ho"
Kesar was passing by hear the conversation and lost his temper
Kesar "jamuna kaki yeh aap kya kah rahi hain?..jab se hum yanha aaye hain aap sirf yahi shabd duhra rahi hai agar itna hi bura lag raha tha to hume bulana hi nahi chahiye tha apko is tarah baat karne ka koi haq nahi hai"
Gulaal interrupted "kesar bado se aisi baat nahi karte" mat bhulo jamuna kaki badi hai tumse
Kesar looked back in anger and said "mein to sirf yeh bhul gaya yeh badi hai par jamuna kaki to yeh bhul chuki hai k aap ek insaan hai"
Jamuna yelled "kesar"
Kesar left the place in anger
Gulaal came near and apologised she promised jamuna she will not attend the ceremony
In evening Kesar was in his room he was restless and boiling in anger
Gulaal came in his room
Kesar looked at her and said "mujhe sangeet function mein jaane k liye mat keheyega"
Gulaal came near and said "hum yanha devika k khushi k liye aaye hain "
Kesar replied "par apni respect ko stake par mujhe koi khushi nahi celebrate karni"
Gulaal said in low voice "jamuna kaki ki galti nahi hai yeh humare samaj k soch hai jamuna kaki samaj se alag nahi hai"
Kesar replied angrily "to hell with the society and to hell with the people I don't care"
Kesar was angry
Gulaal said "kesar agar tum nahi jaoge to devika ko bura lagega"
Kesar didn't said anything
Gulaal said "acha devika k liye nahi mere liye chale jao?.tum jaoge to mujhe khushi hogi"
Kesar looked at her and noded his head
Unwillingly kesar went downstairs and stood in the corner...he was not interested in the function...jamuna kaki and matchmaker's words were troubling him
He was in deep thought
Gulaal was in her room she was weeping
suddenly her room's door opened with force