LOVE U SOO MUCH CHERRY FOR THE BEAUTIFUL BANNERPart 3In KM
In evening Mohinder and Rano reached KM. Everyone welcome them. Yash hugs Mohinder and Pammi hugs Rano. Mohinder and Rano touched Daadima's feet for blessing. They settled in sofa. Dev, naina and vicky is also present there. They also. touched Mohinder and Rano's feet. They blessed them. Pammi and Naina went to kitchen to fetch snacks for them.
Mohinder: Kya baat hain Yash? Itni urgent bulawa kyun?Yash looked at his mother. Daadima nodded her head for go ahead.
Yash: Aab bachche bade ho gaye hain toh woh hum sab kuch soch rahe the.Mohinder looked at Yash puzzled.
Mohinder: Matlab? Mujhe kuch samaj nehi aa raha. Saf saf batao baat kya hain?Pammi and Naina comes there with snacks trays. They put that in table.
Pammi: Matlab yeh hain ki Bhaishab hume aapki Geet chahiye humare Maan k liye.Mohinder and Rano gasphed.
Yash: Aisa shocking reaction kyun de raha hain tu? Mujhe tere beti chahiye apni bahu k roop mein. Bol kya bolta hain.Daadima: haan mohinder bete. Humari Maan k liye Geet se achchi ladki koi ho nehi sakti. Woh bhi toh humari hi bachchi hain. Kya tumhe Maan pasand nehi?Mohinder: aisa kuch nehi hain maa. Woh bas aise achanak yeh shaadi ki baat suni toh... Aap samaj rahe hain na main kya kehna chahta hu.Daadima nodded her head.
Rano: par maa woh dono toh ek dusre ki shakal bhi dekhna pasand nehi karte hain. Aise unke rishtey karana kya theek hoga?Daadima: hum tumhari pareshani samajhte hain Rano. Isiliye tum logo ko yaha bulaya hain, taki pehle tum dono ki rai le lu. Humare ghar mein sabko Geet bohot pasand hain. Aur agar tum haan kardo toh hum baaki ki baad mein dekh lenge.Mohinder: maa aisa nehi hain ki hume Maan beta pasand nehi hain. Woh toh humara bohot aziz hain. Koi bhi aisa damad khona nehi chahega. Par maa aap hi sochiye, agar abhi hum haan kar bhi de. Toh baad mein agar unn dono ne mana kar dia toh. Khamkha do parivaar k bich mein problem ho jayegi.Daadima: Uski chinta tum maat karo. Woh hum sambhal lenge. Philhal toh tum dono apna decession batao.Mohinder looked at Rano. They both nodded their head in agreement.
Mohinder: Theek hain maa. Aaj se Humari Geet aapki hui.All felt so happy listening this. Vicky and dev jumped up in excitement.
Yash: Pammi, jaldi jao aur mithai leke aao. Sabki muu mitha karao. Itni khushi ka mauka hain.Pammi went to kitchen and come back with sweets. They feed each other the sweets. Daadima had tears in her eyes seeying her family so joyful. Yash hugged Mohinder and pammi hugged rano.
Pammi: tumhe yaad hain, jab maine Geet ko pehli baar apni godi pe uthya tha tab kaha tha.. Ek din toh isse mere ghar hi ana hain. Dekha, aab aa jayegi na. Waise abhi hain kaha Geet? Kuch din se mujhe milne bhi nehi ayi.Rano: woh shayad tumhe batana bhul gayi hogi. Geet 2 weeks pehle london gayi hain. Uski koi seminar hain.Pammi: Oh ok. Maan bhi london mein hi hain. Kuch deal k silsile mein.Now this talks caught vicky's attention.
Vicky thought in his mind,
"bro deal k 2 weeks pehle london chalay gaye. Aur Geet bhi 2 weeks pehle hi london gayi. Am i missing something? Lagta hain dal mein kuch kala hain. Mujhe pata lagana hoga".Rano: pata hain pammi aaj bhi aisa lagta hain jaise kuch din pehle hi toh paida hua tha. Aur aab dekho itni badi ho gayi hain ki uski shaadi ki baat chal rahi hain. Aur kuch din baad bidaai bhi ho jayegi.Pammi: haan. Yeh toh tumne theek kaha. Par tum tension kyun le rahe ho. Woh meri bhi beti hain na. Yeh bhi toh ussi ki ghar hain. Toh phir ek ghar se dusre ghar hi toh ana hain usse. Mere pass ek idea hain.Rano: kya?Pammi: unn dono ki shaadi k baad tum log bhi yahi shift ho jao. Bohot maza ayega.Rano: tum pagal ho gayi ho. Unn dono k shaadi k baad yeh ghar meri beti ka sasural ho jayega. Aur hum apni beti k sasural pe kaise reh sakte hain?Pammi: kyun nehi. Iss ghar pe jitna mera haq hain utna tumhari bhi toh hain. Kya maa ne tum mein aur mujh mein kabhi koi farak kia hain.Rano: maine aisa kab kaha. Phir bhi achcha nehi lagega.Pammi: par geet k yaha ane k baad toh tum dono akele ho jaoge. Plz mann jao.Before rano could reply pammi called daadima loudly gaining everyones attention.
Pammi: maa. Idhar aiye na. Dekhiye yeh rano meri baat nehi mann rahi.Pammi pouted like a child. Everyone chuckled seeing her like that.
Daadima: aab kya nehi mana rano ne?Pammi: maa main soch rahi thi ki, Geet jab iss ghar mein ajayegi tab yeh log toh waha akele pad jayenge na. Toh kyun na rano aur bhaishab humare ghar shift ho jaye. Sab sath milke hi rahenge. Aur bohot maza bhi ayega.Daadima nodded her head.
Yash: brilliant idea.Mohinder: arey nehi nehi. Hum yaha kaise reh sakte hain. Woh achcha nehi lagega.Naina: kyun nehi uncle? Geet k sath sath mujhe bhi 2 2 parents ki pyaar milegi. Plz mann jaiye na.Naina said as she is an orphan. Everyone wanted this only. Mohinder looked at rano. Yash whispered near Mohinder's ear.
Yash: yr, aab toh hum dono chori chupe sath mein 2 4 peg bhi laga sakte hain. Itna soch maat haan karde.Mohinder chuckled at yash and nodded yes. Yash hugged mohinder tightly. The house jumped with happiness. Evening and night went with happiness.
London
Next day Maan went to drop Geet in airport as Geet is leaving for India. Whole time Maan was cribbing about Geet's deperature.
Maan: jaan, plz rukh jao na. Ghar pe koi bahana bana do. Kuch bhi karo. Par plz rukh jao.Geet: maan u knw yeh meri haath mein nehi hain. Agar hoti toh main zaroor rukhti.Maan: jaan, u knw very well hum India mein ek dusre k sath time bhi nehi bita patey hain. Dn't u want to spend time with me?Geet: I knw maan. Even i want to be with u. But...Maan: plz Mishty..Maan made a pleading face.
Geet: Maan plz dn't make it difficult for me.Maan: bt..Geet smacked her lips in his, gulping his all complaints. They starts kiss each other passionately. For breath they broke apart. Geet again pecked his lips.
Geet: I love u Maan.Maan: I love u too baby.They hugged eachother. After bidding him good bye Geet went through security pass and then to plane. Maan also left for his work. Bt he is missing her badly.
In India
Geet reached India. A car was waiting for her. She reached Handa Mansion. She ran inside shouting.
Geet: Mumma.. Me back.But her steps halted in doorsteps as she saw full khurana family sitting in their hall. Everyone smiled seeing her. She also smiled at them.
Geet: what a pleasant surprise! Aap sab yaha!!Geet said as she touched their feet. Daadima hugged her.
Daadima: kyun hum apni beti ko dekhne nehi aa sakte kya? Aap toh hume bhul hi gayi hain. Par hum aapko nehi bhule.Geet: aisa nehi hain na daadima. Main london gayi thi.This time pammi hugged her.
Pammi: aur hume bataya bhi nehi? Pata hain hume kitna bura laga.Geet cursed Maan under her breath as he is the one who didn't let her tell them about her trip to London.
Geet: I'm sorry mom. Main bhul gayi thi.Geet always called pammi as mom and yash as dad from childhood. Geet held her ears cutely.
Yash: haan, haan. Sab kuch toh unke liye hi hain. Hum toh kuch hain hi nehi.Dev: bilkul dad. Humari toh koi kadar hi nehi hain.Vicky: hum toh invisible hain na.Geet rolled her eyes at their nautankis. She reached near yash.
Geet: aapko bura laga dad?Yash cutely nodded his head. Everyone looked at him awwweee.
Geet: u deserved that dad. As u forgot that u have a baby girl. U didn't even call me now. And dev bhai u also forgot me. Aur tu vicky friends aise hotey hain kya? Tu toh rehne hi de drama king.Geet pouted her lips. Rano shook her head at her daughter's childness.
Naina: shayad koi gussa ho gayi.Geet: diii...Geet smiled delightfully and hugged naina tightly.
Geet: oh diii I missed u soo much.Naina: me too baby.Pammi: Geet beta yaha aao.Geet went and sat near pammi.
Pammi: Geet, hum aapke liye kuch gifts laye hain. Hope aapko woh pasand aye.Pammi looked at daadima and daadima nodded her head. Pammi took out the cloth from a thal that was in table revaling some khandani jewellary sets.
Pammi: beta yeh aapke liye.Geet: wow mom. These are so beautiful. Bt main inka kya karungi. Main toh jyada pehenti bhi nehi hu. Aap ek kaam kijiye Naina dii ko dijiye. Woh toh pehenti bhi hain.Everyone smiled at her innocence.
Pammi: beta humne naina ko bhi diya hain. Aur yeh sab khas aapke liye hain.Geet looked at rano for permission. Rano nodded a yes.
Geet: thank u mom, dadima, naina dii.Vicky poped in between.
Vicky: oh hello yeh sab maine choose kia hain. So, u better thank me not them.Geet: ummm. No thank u.Geet showed him tongue and ran for her life as vicky chesed her. After some time both settled in sofa panting. Everybody laughed. They pampered Geet more and more, making her confuse with their behavior. In evening khurana family left for their house after blessing Geet.
In night Maan called Geet.
Maan: hello.Geet: i hate u, hate u, hate u, hate u sooo much.Maan was taken a back.
Maan: i thought ki hello ka jawab hi or hello se diya jata hain. Yeh hate u ka jap pehli bar sun raha hu. Zara yeh batayiye ki aap itni gussa kyun hain madamji?Geet: Maan, main gussa nehi confused hu.Maan: Matlab?Geet: matlab London se ane ke baad sab mujhe kuch jyada hi pyaar kar rahe hain.Maan: u mean u r confused bcz everyone is loving u too much.Geet nodded her head like maan can see her though mobile.
Maan: Mishty, stop nodding ur head. I can't see u from here.He chuckled bt geet pouted.
Maan: now stop pouting.Geet: hawww.. Tumhe kaise pata chala?Maan: woh sab chodo aur batao baat kya hain?Geet: sab ne aaj mujhe kuch jyada hi pamper kia hain. Specially mom and daadima.Maan: uss mein naya kya hain? Woh toh aise bhi kuch jyada hi pyaar karti hain tumhe. Sirf main hi hu jisse sab dant te rehte hain.Maan whined like a child. Geet giggled listening his complaints.
Maan: haan, haan. Tum bhi hass lo.Geet: aley meli baby ko bura lag raha hain. I love u na jaan.Maan: I love u too mishty.Geet: Maan seriously, i can smell something fishy.Maan: theek hain. Main jab aunga. Tab dekhenge. Ok.Geet: hmm. Ok.They both chatted for a while.
Geet: Bye maan. I'm feeling sleppy.Maan: bye jaan. Dream about me. Ok.Geet: I love u.Maan: I love u too.They both hanged up the call.
Precap: Maan is back and detective vicky in Action.For PM add this IDMY OTHER FF'S LINKMY FB LINKEdited by janna341 - 9 years ago
661