Maan: dekh kar chalo geet. Gir jaati toh.
Geet: main toh pehle se hi gir gai hoon aapke pyar me. (I have fallen in love with you.)
Maan:main uski baat nahi kar raha. Main jaanna chahta hoon. Tum hamesha aise girte padte kyu chalti ho. Chot lag gayi to.
Geet: girungi nahi to aap bachayenge nahi aur phir appke baaho me rahne ka maza kaise milega.
Maan: phir bhi geet , agar kabhi main nahi bacha paaya ya main tumhe bachane k liye us waqt waha na raha to.
Geet: aisa to ho hi nahi sakta ki main giru aur aap na bachaye . Aur jab aap nahi rahte tab main thode hi girti hoon, agar aisa hota to to ab tak meri saari haddiyan nahi toot gayi hoti.
Maan: to tum mujhe dekh kar girti ho.
Geet cribbed to her babaji looking upward:- babaji, ye inhone kya samajh liya.
Geet: nahi nahi maan, mere kahne ka matlab tha ki jab main aapke paas aati hoon tab pata nahi kyu mera khud par control hi nahi rahta.
Maan : aur tumhe apni baahon me paakar mera control nahi rehta.
Saying this maan picked her up and walked to bedroom. Geet blushed at his comment.But remembring about food geet said.
Geet: Maan mujhe niche utariye. Aapne khana nahi khaya hai aur aapko bhookh lagi hogi.
Maan: khana baad me kha lenge . Itne din tumse door raha pehle uska hisaab to barabar kar doon.
Geet: nahi, maujhe niche utariye . Abhi aur isi waqt.
Daadima entered hall at that time.
Dadi: Maan bete kuch to saram kijiye. Ghar par aur bhi log hai.
Maan winked at daadi and said: ghar par log hai , isiliye to room me ja raha hoon.
Geet mouth opened in perfect O shape. Dadi was now standing with stern face.
Dadi: Maan , geet ko niche utariye aur khana khane k liye niche aaiye.
Maan placed geet on floor and moved to freshen himself.
_________________________________________
At dinning table . Daadi and geet were sitting. Maan came downstair
Geet: Jaldi baithiye Maan, aapka paasta taiyaar hai.
Maan: Mujhe to kuch aur chahiye tha geet par abhi isi se kaam chala leta hoon.
Geet was shocked at his comment while daadi shot a glare at maan .
Maan: daadi, main to bas ye kah raha tha ki mujhe aaj indian khane ka dil kar raha hai. Waise aap logo ne kya socha.
Saying this maan suppressed his laugh.
Maan: waise ek baat kahu geet. Bura mat maanna . Tum bahut moti aur bhaari hogai ho.
Geet- haaww, aapne mujhe moti kaha. Aap jaise dusht daanav, dus sir wale raavan se expect bhi kya kar sakte hai. Par moti main nahi aap duble aur kamjor ho gaye hai. Pata nahi khate bhi the ya phir business news sun kar hi pet bharte the.
Maan:moti ho to aur sab duble-patle hi lagenge na.
Geet stamped her foot on floor and walked into their room.
Maan smirked on his success of plan for sending geet in their room for private moments and went behind geet. Going inside room he closed door.
X---------------------x--------------------x--------------------------X
Ab aage kya. Private moments hai, public not allowed.
Do comment and press like if you liked this os
474