Originally posted by: 9n9i9s9h9u9
POEM NO :1
this is the poemi write for muskaan's new fflike to sharei knewme gone madkya kya likhne lahi huto much emotionalwhat to doyeh din hi aise haiyou understand nahi hi hiiina hum bewafa thena tum bewafa thekasoor tha to,bas tha uss faasale kajo pahle pal se hihum dono ke darmiyaan thetum ne kabhi kuch bhi to mujh se kaha nahiaur agar kabhi kuch kaha hoga tohun faasalo ke kaaran maine kabhi kuch bhi sunna nahiaur kua sunti,kyu sunti,mai uss kahi gayi baat kokyoki jab maine huch sun na chaaha aapsetab to kabhi ,aap ne kuch kaha nahiaur abjab aap ne kaha kihum aapke haijism se rooh takdin se raat takdil ki aakhiri saas takdhadkan ki aakhri aawaz takto mai chah kar bhi ,sun na sakisaare sapne dobaara dekhuaisi himmat,khud mai bun na sakiabyeh sab jaan karteri har baat maan karek ajeeb si kashmakash mai phas gayi hu kina tum bewafaa thena hum bewafaa thekasoor tha to thabas uss faasale kajo hameesha se,hum dono ke darmiyyan the
617