?? BE MINE FOREVER ??
PART - 17
Yash trails his fingers on d pages as he tries
to wipe out hr tears,soak hr pain. He turn
more pages nd start reading again.
... DATE: 25 JULY 2010
"yu to Maan mujhpe hr roz hi gussa krta
hai,har roz hi apni nafrat ka izhar krta
hai,lekin aaj kya hua mujhe samjh nhi aaya.
Shayad aaj meri galti itni badi thi ki Maan ne
mujhpe hath utha diya wo b pure office staff
k samne. Mana maine Sameera se jhagda kia
tha,lekin main b kya karu hu to Maan ki patni
hi na or ek patni kaise apne pati ko kisi or ki
baho me bardasht kr sakti hai.bas yai glti ho
gai mujhse jo apne jhoothe rishte se umeed
laga baithi thi or Sameera ko bura bhala keh
dia. Mujhe pe khud pe kabu rakhna chahiye
tha.na main Maan ko gussa dilati na wo
mujhpe hath uthata...
(reading dis Yash's fists tighten nd he
slammed it on a desk vry hardly. He cant able
to read it full on. He closed hs eyes nd turn
more page)
DATE:17 NOV 2010.
aaj humare rishte ki katvahat sabke samne aa
hi gai. Maine kafi koshish ki or Maan ne b ki
sach samne na aaye,pr mere sath ek hi chhat
k neeche rehna ab uske bs k bahar tha. Thak
chuka tha wo ye sab brdasht krte 2.isliye usne
faisla liya tha ki ab wo is un chahe rishte ka
bojh or nai uthayga. Isliye usne gharwalo se
keh dia ab use is jhooth se mukti chahiye.
Dadimaa bahut naraj ho gai.unhone bahut
samjhaya dant se b or pyar se b,or jb Maan
nai mana to dadima ne use ghar se hi nikal
diya.or ye sb meri wajh se hua.na main uski
zindagi me aati or na ue ghar chhod k jana
padta. Kyu babaji or kitni baar main dusro k
dukh ka karan banti rhungi.aaj pura parivar
sirf meri wajah se Maan se durr ho gaya hai.
(almost on evry page ink is spreading nd
word r nt clearly visible)
DATE: 20 DEC 2010.
Ye dinn to main kabhi nahi bhul paungi. Mere
na chahte hue bhi mumma mujhe us Samera
k ghar le gai Maan ko manane k liye. Main
door open tha to hum bina knock kiye hi
ander chale gaye or wo hi meri glti thi. In
ankho ne jo manzar waha dekha,bhagwan na
kare aisa manjar kabhi kisi b patni ko dekhna
pade. Maine dono ko jiss halat me dekha use
bayan karna mere liye mumkin nai hai. Sachai
ka pata hona or use face karne me farak hota
hai. Aaj maine usi sach ka samna kiya.
(she stops her entry there. He moved further)
DATE: 18 MAY 2011.
Finally aaj wo dinn aa hi gaua jab Maan ko is
jhooth se aazadi mill jayegi. Thodi der me wo
mujhe lene aane wale hai hai uske baad ek
signature or humara rishta hamesha 2 k liye
khatam ho jayega. Aaj humara divorce hai. Iss
ek saal me maine Maan ko bahut dukh
pahunchaya hai lekin aaj use divorce deke
main uski or baki sabki zindagi se hmesha 2 k
liye chali jaungi. Babaji ne agar us accident
mein mere mom dad k sath mujhe b apne
paas bula liya hota to itne bure halat paida hi
nahi hote. Lekin koi baat nahi jo us dinn
adhoora reh gaya tha wo aaj pura jayega.
Divorce papers pe sign karne ke baad waise
bhi meri zindagi mein kuchh reh bhi nahi
jayega. To main bhi wahi chali jaungi apne
mom dad k paas...
He turns many pages but this was her last
entry. There is no more entries in the diary.
Then he remembered that Annie told him 18
may was the date of Maan's accident and
after his accident,.Geet become statue and
stop responding to any thing. That why she
doesnt made any entry in her diary,becoz she
lost her concious after listening the news of
Maan's death. He closed his eyes for
once,feeling her pain and meseries. This
made him very much restless. He again hide
the diary and ran to his room...
When he entered in his room he saw she is
sleeping like an innocent baby. In her sleep
mode she looks very cute and as much
innocent,more than any child have. Her legs
are folded may be she feels cold. Yash moved
to her very slowly,dont want to make any
noise which disturb her sleep. He covered her
properly with the blanket laid besides her...
guys i have changed my id for pms ..if u want pm than add richadhami in ur buddy list
Edited by richadhami - 12 years ago
639