Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 1st Aug 2025 EDT
Kumkum Bhagya New Season | Episode Discussions Thread #5
MERI MUMMA GEETU 31.7
GEETU & KICHDI 1.8
71st National Film Awards (Celebrating 2023)
New Time Slot
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 02 August 2025 EDT
Congratulations SRK National Award
Katrina Kaif Pregnancy Rumours
Makers mission to prove Navri incompetent in all aspects.
Anupamaa 01 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
ONE CHANCE GIVEN 2.8
My Box Office Predictions for Son of Sardar 2
ManVik Hits 150 & Forum Hits 100😎
Aamir Junaid Ki Nayi Scheme
Congratulations National Award Winning Actress Rani Mukerji
Pageturner Bhidus💫Reading Challenge August 2025
Bookaholic Yaars 👩🏻🤝👩🏽 || BT Reading Challenge, August 2025
💕 Lexophile Dosts 💕 August 2025 Reading Challenge
10 years of Drishyam
Part 36
Geet was atloss of word to explain her love to him and to remove his fear from heart. She saw Maan breaking first time. The fear which he always spoke about could be seen in his eyes and she could not do anything. she just went near him and crushed her lips to his claiming tat she is always his and only. She waited him to respond and upon no findig she increased her pressure urging him to kisss her back. He slowly felt the love in her one soul full kiss and started to respond her. The kiss took away his all fears and pain. It gave him s soothing effect on his heart. He knew tat his geet always loved him and today god proved him right. He silently thanked god while continuously kissing her…
"It seems you were sent straight to me from above
Your smile is bright enough to bring the day
Your eyes so blue, I just have to say
There couldn't be anything more perfect in one place
Your beauty is much deeper than just your face
They say love takes time but yet . . . .
It feels as if we've already met
It feels like we were meant to be
Together forever . . . You and Me"
Maan suddenly withdrew himself from the kiss and moved backwards. Get who so lost in the moments failed to realize the loss of him lips on hers. As soon as she opened her eyes, she swa pain in Maan'sa eyes. The same pain which she had seen just befor kissing him. the same pain which was eating her. She did no know how to make him understand tat wat he did was not wrong but the most beautiful gift he had given her. She could bear anything but the pain and guilt in his eyes was making her mad.
Geet: Maan main aapko kaise yakeen dilavu ki jo bi aapne kiya woh galat nahi hai, kaise barosa dilavu ki main aapse kabhi bhi durr nahi jaungi, kaise dilasa do ki agar bhagawan bhi jaye tho hume judha nahi kae sakth.. kaise Maan.. she had tears in her eyes.
Maan: Geet main janth hoon ki geet maan se kabhi bhi alag nahi ho sakthi. Par geet mere andar jo darr basa hua hai ushe bahar aana itna aasan nahi hai aur uhi darr ke wajah se maine apni zindagi ki sabse badi galati ki. Maine tumrae sapne thod diye geet. I cant get out of this guilt geet. its difficult for me so forgive myself as I have given pain to the whole family.. I want time geet
Geet: sach maanye Maan koi bhi aapse naraz nahi hai. phir yeh guilt kaha se aya. Main bahut khush hoon Maan.
Maan: I know geet aur sach maano geet main bhi bahut khush hoon aakhir mere naam ka sindoor aur mangalsutra jo pehna hai. par geet maine jo dukh aur dard sabko diya hai uska kya. Main kaise unse maafi mang saktha hoon geet. I just cant let the guilt go…
Get: Maan jab aapse koi bi naraz nahi hai tho yeh kaisa guilt hai jo aapko mujhse dur kar raha nahi. No one will say anything Maan.
Maan: I know geet tat no one in the family will say anything to me but still I have broken their dreams. The dream which they have been looking since our birth. The dream of our lavish wedding. The dream which a father and mother has for their only daughter. I have broken them all. Please geet I just need some time for me..
Geet: Theek hai Maan. Aap jaisa chahthe hain vaisa hi hoga. Aakhir patni hoon aapki aur aapki baat maanle mera farz hai.
Geet knew tat Maan is fighting with his inner guilt. She knew tat it will atke him time but she silently prayed to her babaji tat he does not take more time which will take them far away. Maan comes down to go to the office when his sees both the families sitting in the living room and talking. He silently goe to them and bends on his kness in front og Mohinder.
Maan: Papa, main jantha hoon ki maine aap sabka sapna thoda hai. woh sapna jho aap sab dekha tha. Who sapna jaha geet ko aap dulhan ke roop mein bidaa karna chahathe. Par sach maanye ush waqt meri samjh mein kuch nahi aa raha tha aur jo theek laga wahi kiya. M sorry papa.
Mohinder: Nahi beta hum aapse naraz nahi hai. phir aap aisi baatein kyu kar rahe hai.
Maan: No papa. Main jantha hoon ki aap kabhi bi mujhe galat nahi manthe pae aaj apke is bete ne galati ki hai. anjane mein hi sahi par maine aap sab ke sapne thod diye hai.( he looks towards ranjit and stands near him). Dad main jantha aap sab mujhse yeh umeed nahi thi aur yeh bi maantha hoon ki yeh faisla lene se pehle aap sab se punch lena tha par nahi kar paya. Mera dil mere dimang par haavi hua dad. Darr gaya tha main jab maine Akshay ko Get par gun point karthe dekha. Darr kea age main haar gaya dad.
Yes dad, I feared to lose my love , geet. Aapka yeh business tycoon beta Maan Singh Khuranna sirf ek cheez se darr tha hai aur woh hai geet ko kho dene ka darr. Ush darr ke aage mera bas nahi hai dad. M really sorry. I know tat my behaviour has made brought shame to you but I could not help it. I don't expect yor forgiveness but still I m sorry.
Ranjit: Nahi Maan. Hum sab janthe hai ki aap Geet se nahut pyar karthe hai aur geet lko hamesha khush rakhege. Aur tumara faisla kabhi galat ho nahi saktha. Hum tumari dhuvidha samjh sakthe hain Maan and we are happy tat you can go to any extent to protect your loved ones and wat else we need beta.
Mohinder: Haan Maan. Ranjit theek keh raha hai. Hume tho ish baat ki khushi hai kit um apni dil ki baat humse kar rahe ho. Apna darr humse baat rahe ho. Aur beta hum tho yehi chahthe kit um aur geet hamesha saath raho. Hume tho sirf apne bacho ki khushi chahye aur kuch nahi. And I very well know tat its only you who can protect her from this evil world. So don't feel guilty beta.
Maan: Thanks dad, thanks papa. Par phir bhi maine galati ki hai aur aapki sazza ka haqdaar hoon.
Dadima: yeh tho sach hai ki aapko sazza milni hai. aur aaki sazza yeh hai ki geet abhi ish ghar mein nahi reh sakhti. Mohinder ushe HH le jayenga aur phir hum acah sa mahurat dekhar tum dono ki shadi karvayege.
Maan: Jaisa aapp sab theek samhje. Aap geet ko HH bhej dijiye mujhe koi problem nahi hain.
Geet who was coming down to meet the family heard it and was sad by listening tat maan had no problem with her going.
Geet: Par mujhe problem hai dadima. Meri shadi ho juki hai aur aap phir se..
Dadima: Par bete yeh shad tho na hone ke barabar hai. hum tho yahi chahthe hai ki aap dono ki shadi phir se ho.
Ranjit: Haan bete aapki dadima theek keh rahi hain
Geet: Nahi dad. Maan ne tho puri rithi riwazo se mujhse shadi ki hain phir Aap yeh kaise keh saktthi hain ki yeh shadi na hone ke barabar hain. Main manthi hoon ki aap sab nahi the par mere dono bahi aur Vicky tho the na phir. Maan ne unke samne mujhse shadi ki hain aur main ish shaadi se bahut khush hoon. Main manthi hoon ki aap sab ne sapna dekha tha ki aap log mujhe dulhan aur Maan ko dulhe ke roop mein dekhe par sab sapne sahi nahi sambhit hote. Aap sab yehi chahthe na ki mujhe Maan ki patni ke roop mein dekhna tho aapka sapna pur hua tho phir yeh sab kyu.
Phir bhi aap sab mujhe maan se dur karna chahthe hain tho main ish ghar se abhi chali jathi hoon par yaad rakhna ki main phir kabhi ish ghar mein nahi aaungi. Sirf Maan ki patni banker Handa Haveli mein rahogi nahi ish ghar ki bahu banker.
Maan: Get… wat the hell are you talking. Tum janthi hoon tum kya keh rahi hona.
Geet: Kyu Maan jab aap sab humare rishthe ke liye faisla le sakthe tho main apni zindagi ka faisla nahi kar sakthi. Aisa kyu hai Maan ki hamesha sirf mujhe aap sab ka faisla maana padtha hai. koi mujhse kyu nahi punchtha ki main kya chahthi hoon.
Rano: par geet, yeh tho tum dono ke rishthe ke liye hi hain na. aisi shadi ko koi nahi maantha.
Geet: mujhe logo ki nahi padi hai maa. Jab mera pati aur parivaar wale maanthe hai tho mujhe duniya ki kyu chintha hone lagi maan. Aur tho shaadi sirf ek baar hoti hain aur meri shaadi maan se ho juki hai. yeh dekh rahi ho na aap, yeh sindoor aur managalsutra sambhit kartha hai ki main Maan ki suhaagan hoon aur ishe badi sachi aur kuch nahi hai maa.
Shailaja: Par geet aapne tho aapki aur maan ki shadi ke liye kitne sare sapne dekhe hai..
Geet: Haan Mom. Sapne tho dekhe the par sabse pehla sapna Maan ki ardhangini bana tha aur woh sapna Maan ne pura kiya hai phir aur koi sapna kaise raha. Mere liye sirf yeh mayene raktha hain ki Maan mera pati hai aur main Maan ki patni. Agar aap logo ko ish baat se problem hai tho theek hai main ish ghar se hamesha ke liye chali jathi hoon aur phir kabhi wapas nahi aaungi. Tho yeh ab aap log decide kare ki humari doobara shadi karvani hai ya hamesha ke liye main chali jaun.
Dadima: Nahi beta aise baatein nahi karthe. Hume tho sirf aap dono ki khushiya chahe aur agr aap dono khushj hai tho hum kaun hote hai decide karne wale. Sun lo tum sab ab se Geet Handa, Mrs . Maan Singh Khuranna Hain, humari Maan ki patni aur Khuranna khandaan ki badi bahu.
Vicky: Haan dadima, aap theek keh rahe hai. ab tho hume geet se oops I mean geet bhabhi se bach ke rehna hoga. Agar koi galathi hui tho yeh humra Hitler bhai hume kacha kha jayega.
Ranjit: Vicky behave youself. Don't forget tat he is your big brother.
Geet: Rehne dijiye Dad. Ek yehi tho hai jo tense mauhal mein hansi mazak kartha hain aur hume hansatha hain. kuch log galathi na hone ke baad bhi hume sazza dethe hai.( she looks at Maan with pain in her eyes.)
Vicky: yeh kya keh rahi hain geet. kaun sazza de raha hain meri princess ko.
Geet: kuch nahi Vicky main tho bas aise hi keh rahi thi.
Maan gives a faint smile to geet as he knew at whom she was pointing. He knew tat his behaviour gave her pain but he could not give her wat she wanted. He wants time so tat he can fully claim her as his wife without any fear and guilt. He knew tat geet loved him and will never leave him but his fear and guilt was only taking himaway from his life. He had shattered her dreams of a dream wedding which she always wanted the dream where he could declare and claim her as his infront of the whole world. But he also knew tat it never meant her more than himself. She always wanted him to be happy and he will give her happiness when he will come out of thie fear and guilt.
Precap: Geet staying away from Maan…
Maan getting restless due to geet's behaviour..
Prologue: Beautifully decorated bed for the wedding night of the newly wed couple. The groom is already in the room sitting infront of the TV...
Concept this is story of simple girl, she want to became a teacher, but her darji beeji fix her marriage in between of studies... . . Destiny...
Hello my dear readers, 🤗 To anyone who is still interested in this FF, I am grateful to you more than you can imagine. Thank you to my special...
The Matchmaker’s Mistake Chapter 1: The Algorithm of Error The scent of cardamom chai, the soft rustle of silk sarees, and the furious...
Maan Geet: Bhorer Alo – A Love That Stood the Test of Time Prologue Murshidabad, Bengal – 1904 The first time Maan Singh Chaudhury saw her, the...
239