Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 July 2025 EDT
CRYING FAMILY 29.7
TRIALS OF BOND 30.7
Kyunki Saas bhi kabhi Bahu thi 2 : EDT # 1
Param Sundari song Pardesiya out now
Anupamaa 30 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Emotional support 😢 animal 😍😍🥰🥰🥰 silly boy ☺️☺️☺️
🤱Surrogacy: Womb For Hire ! Is It A Blessing Or A Curse For Women?👶
After so long we see Katrina with Vicky
Sitaare Zameen Par Straight to YouTube
S2 not making sense ?
Paravarish
Chhaava continues to remain the biggest HIT of 2025
Who did it better?
Anupama back to Shah house , at Baa's feet !
National Awards For Vikrant Massey Rani Mukerji
War 2 Run Time 3h 5m
21 years of Mujhse Shaadi Karogi
📚 The Bookish Personalities 📚 Book Buddies Reading Challenge
Shreya and Leena - Book Buddies Thread
Originally posted by: *Rajeevian*
worry 4 d late reply yaar.nice ud,cont soon plz 👏 ......
It's ok well thanks.
Originally posted by: riyaa_1985
Hi!Mahak!
Do not feel sad about the no of replies.I am sure the number of comments will definitely increase from time to time.
Don't stop writing this story dear😊
continue soon😊
I am waiting😭😉
Thanx for encourage.
Originally posted by: suhana_dixit
comments dheere dhhere increase honge along with the new updates
Thanx 2 u 2.
when will u update
Bus abhi kuch der me kar rahi hoon ud.
Here's the next part:-
In a small area of Lucknow:-
"Ma???.ma kahan ho maa?" A gal of 25 yrs. was calling her mother.
Her mother came almost running and she asked " Kya hua beta ?"
"Mom mujhe Arora Industries me job mil gayi as a Financial consultanat.Mujhe parson join karna hai." She was on cloud nine that day.
Her mother's eyes were teary n she blessed her daughter n said ,"tere papa k hum ko chod k jaane k baad se jis tarah tune ye ghar samhala hai na shayad badi kismat waali hoon mai ki mujhe aise beti mili hai."
"Are maa aaj nahi ,aaj sab bhool jaao.Ab mai tum aur Anchal (Sanyogita of Dharti ka mahan yodha Prithviraj Chuhan) teeno chal k Mumbai me settle honge wahan par Anchal ko padii me bhi koi problem nahi hogi." She said.
"Haan vo to hai par tu ye bata pehle ki kaise jayegi tu wahan ? Itne jadi to koi train nahi milegi na." Her mom said in worried tone.
"Don't worry maa,un logon ne air ticket bheja hai kal ki flight hai meri." She told happily.
"Theek hai mai hum teeno ka saamaan ready kar deti hoon. Par hum wahan rahenge kahan?" Her mom asked again.
"Mom rehne k liye un logon ne flat diya hua hai. Doosri baat kal mai akele jaaongi, baad me aap logon ko bula loongi." She told.
"Tu akele vo bhi Mumbai me???" Her mom's tone was concerned.
"Are maa mai pahuchte hi un logon ko inform kar doongi, gadi aa jayegi lene." She explained.
"To fir theek hai." Her mom said n both of them went inside the room for packing her things.
Anchal came after 2 hrs. She knocked the door.Her mom openes the door.
"Aaj bahut thak gayi mom cont. classes the;upper se saare practicals bhi." She said.
"Tere liye ek good news hai." Her mom (Shewta Tiwari) said n told her everything.
"Vow! Huraay!" she jumped with joy n said, "ab maza aayega.Mumbai ma aa rahi hoon. Di kahan hai maa?" She asked further.
"Vo kahi gayi hai kaam se aati hi hogi.Tu reday ho jaa us ko tere saath shopping per jaana hai." Her mom informed her.
"Ok mom". She said happily.
Ye hain humari story ki main heroine Kajal Agarwal. Vo do sisters hain Kajal aur Anchal. Kajal k papa 4 saal pehle ek doosri aurat k liye in logon ko chod k chale gaye the. Tab se Kajal ne poore ghar ki zimmedari utha rakhi hai.Us ki mom ko naaz hai us jaise beti par. Anchal presently Lucknow k IT College me padh rahi hai.
"Isi baat par to mujhe naaz hai ki mera beta aaj mujh se bhi jayada famous hai. Mr. Vardaan Arora son of Mr. Aditaya Arora." Mr. Arora (Mihir Virani) said proudly.
"Haan haan bus naaz hi hai.Kabhi to us ko kaam se chutti diya kariye.Hamesha kaam kaam kaam aur bus kaam abhi se aisa lagta hai ki us ki jawani khatam hue jaa rahi hai." Vardaan's mom said.
"Aap nahi jaanti Vaishnavi (Smriti Irani) ki abhi agar vo itni mehnat kar lega to aage bus aaram hi aram milega us ko."
"Haan jaise aap ko mil raha hai na. Saara kaam mera chota sa baacha kar raha hai aap ko kya hai" She said .
"Good morning maa ,good morning paa." Vardaan dressed himself dashing as usual in coke shirt along with Cream coat n paint." (Like KTH)
"Good morning son." Mr. Aditaya replied.
"Aap ko kya hua maa?" He asked his mom.
"Kuch nahi beta. Tu naashta kar maine tere pasand k aloo k parathe banaye hain aaj." She said smiling when he touched her foot.
"Samajh gaya mai.Roj waali hi baat na." He said "Jaane do na maa."
"Hmmmmmm" she nodded, "Vo beta Mr. Kapoor apni beti Urvashi k saath aaj aa rahe hain shaam ko ghar par tu jara jaldi aa jaana."
"Phir wahi ;mujhe kisi ko nahi dekhna hai.Aap log kyoun apna time waste kar rahe hain." He said in frustration.
"Tu aaja bus aage ki baad me dekhenge." She said n winked.
Vardaan maa k wink karne ka matlab samajh gaya ki vo relax rahe jaisa vo chahega vaise hi hoga.Ye to us k paa k business frnd hain jo us k paa k bulane par hi aa rahe hain.
"Theek hai maa mai aa jaoonga." He said smiling.
He sat there and took his breakfast.He called the driver to took out his car (Mercedes Benz cool na).
Ye hain hamari story k maine hero Mr. Vardaan Arora,young talented dashing, smart, cool n rough n tough guy of 30 yrs. Us k office k log kehte hain ki boss ko gussa bahut aata hai,choti choti baton par. Har cheej ,har kaam bahut systematically chahiye sir ko. Discipline pasand aadmi hai. Mr. Aditaya Arora aur Mrs. Vaishnavi Arora ki eklauti aulad. Jo bahut maanto k baad hue hai isiliye us ka naam hai Vardaan vo maa Vaishnav Devi k vardaan se hua bhi to hai na. Shaddi k 15 yrs. Baad hua hai Vardaan ;sab kuch mila us ko pyaar dular par bigda nahi vo.
To friends kaisa laga mera doosra ud.Abhi theen characters ki hi entry hue hai abhi ek baaki hai hope ki jaldi hi vo bhi aap ko mil jaayega.
Bye take care n enjoy.
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...
[NOCOPY] Cover credits to Shibani aka oh_nakhrewaali P R O L O G U E The whole house was decorated like a bride. The lights were shimmering,...
This is my first work on SuVeer/RUhaani, I hope you all will like it. The prompt is given by Koeli, thank you so much for that. I have narrated...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
37