Raj: Uss waqt sirf Col. Chandra aur Major General Gaur ko humaari zanda hone ki khabar thi, lekin jab hum pakde gaye… unhone Captain Abhimanyu Rai Chauhan aur Captain Gunraj Singh Randhawa ko yeh baat bata diya aur unhone ek special trained team ko bhej diya, uss team ne hum dono ko bacha liya aur hum wahan se bhaag aaye.
Roma: I see. Aur kaunse officers the iss team mein?
Navin: KMA ke sabse best cadets, wahi cadets jo Lala ko apne anjaam tak pahuncha diya tha. Lt. Amardeep Huda, Lt. Ali Begh, Lt. Pooja Ghai, Lt. Yadhuvansh aur Neelu Sahani and Lt. Naina Singh Alhuwalia.
Roma: oh, toh aapki behen bhi ismein shaamil thi… Lt. Singh ka bahut bada haath tha Lala ke case mein… aur baaki sab officer's bhi.
Raj: Hum dono ne isliye apne maut ka dikhawa kiya taaki yeh saath Cadets humaari mission mein humaari madad kar sake…
The interview goes on for another half an hour where Roma continued to ask questions about this whole 'Mission Vinaash' to the two Captains while throughout the interview, Major General Gaur, Gunny and Abhimanyu watched the whole thing from the room next door. At times, Major General Gaur would tell Navin or Rajveer what to say by communicating to them via microphones.
Roma: well then, here you have it. Captain Navin Alhuwalia aur Captain Rajveer Shekhawat zinda hai aur apne mission ko successful bana diya hai… yeh ab apne senior officers se apne orders ke liye ruke hai… this is Roma Shetty from Channel 6 at the K.S studio signing off.
**********************************************************
272