LUV AT FIRST OR AT MANY SIGHTS (FAN-FIC) - Page 10

Created

Last reply

Replies

565

Views

66k

Users

65

Likes

44

Frequent Posters

sweets thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
#91
tht was lovely..pls continue soon.
touchmenot thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#92
i ll try my best to write today
touchmenot thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#93

most of the part is covered by songs so enjoy them.

After engagement kripa came back to her room and start putting off her bangles her mother was upset but not wanting to express it and make kripa also upset. Gayatri came and sat beside her daughter.

G: meri pyaari si beti thak gayee hai…..

Kripa puts her head on her mother and speaks: haan thak gayee hoon. Har cheez meri marzi ke khilaaf hai. Mom, yeh sach ko sehte sehte thak gayee hoon.

G: (changes the topic) beta main janti hoon tujhe waqt chahiye itni jaldi shaadi karna ushkil hai. Par pandit ji ne yehi mahoorat nikala. Phir bohat der ho jaati.

K: nahi mom. Agar mahoorat der ka nikalta to bhi dad yeh shaadi jaldi karva detay Kyonki wo jante hain ke main ziada dinon tak chup nahi rehne wali hoon. Aur haan main bhi angad aur meri shaadi hone ka Intezaar kar rahi hoon. Kyonki pehli raat hi main usse sachaee bata dun gi.

G: KRIPA! Tu khush nahi to kia kissi aur ko bhi khush hone ka haq nahi.

K: hai, har kissi ko khush rehne ka haq hai….. par meri khushiyaan cheen kar nahi mom. Usne meri khushiyaan cheen leen hain. Aur mein usse sachai bata kar usse khushiyaan cheenun gi nahi balke ek aissa sach bataoon gi jo ke aaj nahi to kal usse pata chal jaye ga.

Gayatri was speechless and left from there. In kripa's home the fog of sadness had coated the happiness while in angad's house wind of happiness was blowing every where... Angad was sitting in his room and was thinking as usual about kripa. Suddenly he remembers the gift of Addi. He put that gift out from the table where other gifts were kept and opened it. He saw that gift and smiled. It was the pictures of kripa from childhood till her trip to Goa with her friends.

A: addi yeh chota sa gift nahi bohat bara hai. Par shaadi ke baad mujhe kripa ka pyaar bhi millay ga. Main kitna khush naseeb hoon, jisko ko Chaha main ne usse pa lia.

KRIPA'S HOME

Kripa was looking at big sky and crying.

K: hamesha mere saat aissa kyon hota hai. Main hi kyon suffer karti hoon. Kitni bad naseeb hoon aur apni bad naseebi ka saya angad ki Zindagi main bhi phaila dun gi. Mera Koi bhi achaa dost nahi tha, aur jab Koi achaa dost milla to usse bhi nafrat ka rishta jur jay ga.

SANGEET

The days passed and the day of sangeet had came. Everyone was happy but in kripa was very sad.

Naina welcomed all guests and the competition was started LADKE WALE vs. LADKI WALE.

First song was thrown by angad's team.

Soniya dil se mila de
Soniya dil se mila de dil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Bairiyaan dil se mila de
Bairiyaan dil se mila de dil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Hum bhi tere aashiq hain
Kabhi tu humse bhi aa ke mil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Jab shaam dhale (shaam dhale)
Armaan jage (armaan jage)
Jab shaam dhale, armaan jage
Tera hi jadoo chale dilruba

Oh tere bina dil na lage
Tera hi chehra dikhe har jagah

Jaaniya teri ada hai
Jaaniya teri ada hai kaatil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Mujhe choom le (choom le)
Zara jhoom le (jhoom le)
Mujhe choom le, zara jhoom le
In mastiyon mein bhi hai ek maza

Jisne kiya usko pata
Hai ishq hai jaan-e-man ek nasha

Maahiya dil ki lagi hai
Maahiya dil ki lagi hai mushkil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Hum bhi tere aashiq hain
Kabhi tu humse bhi aa ke mil
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill
Just chill, chill, just chill

Just chill

Next from kripa's side

Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Pyaar Usse Bhi Hai Magar Shuruaat Tumhi Se Chahe
Khudh Mein Ulji Ulji Hai Par Bhaalo Ko Suljaayein

I Mean You're All The Same Yaar
Hum Achche Dost Hai Par Uss Nazar Se Tumko Dekha Nahin
Woh Sab To Teek Hai Par Uss Barein Mein Maine Socha Nahin

Sab Se Alag Hai Tum Yeh Keh Ke Paas Tumhaare Aaye
Aur Kuch Din Mein Tum Mein Alag Sa Kuch Bhi Na Usko Paiye

Uff Yeh Kaisi Shirt Pehnthe Ho
Yeh Kaise Bhaal Khatathe Ho
Ghaadi Tehz Chalathe Ho
Tum Jaldi Mein Kyo Khaathe Ho
Gimme A Break

Tumhe Badalne Ko Paas Woh Aati Hai
Tumhe Mitaane Ko Chaal Bichati Hai
Baaton Baaton Mein Tumhe Pasathi Hai
Pehle Hasathi Hai… Phir Bada Rulaati Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti

Eh Itna Hi Khudh Se Khush Ho To Peeche Kyon Aate Ho
Phool Kabhi To Hazar Thofein Akhir Kyon Laaten Ho

Apna Naam Nahin Bataya Aapne
Coffee Peene Chalenge
Main Aapko Ghar Chod Doon
Phir Kab Milenge

Bikhra Bikhra Be Matlab Sa Toota Phoota Jeena
Aur Kehte Ho Alag Se Hai Hum Taan Ke Apna Seena

Bheega Tolya Kahin Farsh Pe
Toothpaste Ka Dakhan Kahin
Kal Ke Mauze Ulat Ke Pehne
Waqt Ka Khuch Bhi Hosh Nahin

Jeena Ka Tumko Dang Sikhlati Hai
Tumhe Jaanwar Se Insaan Banaati Hai
Uske Bina Ek Pal Rehna Sakhoge Tum
Usko Pata Hai Yeh Keh Na Sakhoge Tum
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti

Jaane Kaun Kaun Se Din Woh TumkoYaad Dilaayein
Pyaar Ko Chahe Bhool Bhi Jaayein
Taareeqein Na Bhoolayein
First March Ko Nazar Milaayee
Chaar April Ko Main Milne Aayee
Ikees May Ko Tumne Chuwa Tha
Che June Mujhe Kuch Hua Tha

Ladko Ka Kya Hai Kissi Bhi Mor Pe Woh Mur Jaayein
Abhi Kissi Ke Hai Abhi Kissi Aur Se Woh Jud Jaayein

Tumhaare Mummy Daddy Ghar Par Nahin Hai
Great… Main Aaa Jaon?
Tumhaari Friend Akeli Ghar Jaa Rahi Hai
Bechari… Main Chod Aaon
Uff

Ek Haan Kehne Ko Kitna Dehlati Hai
Thak Jaate Hai Hum Woh Jee Behlati Hai

Woh Sharmati Hai Kabhi Chupati Hai
Ladki Jo Haan Kehde Usse Nibhati Hai
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti
Iss Liye Ladkiya Ladko Si Nahin Hoti

Angad was insisted to sing a song. He sings:

Main seedhe saadhe dhang se, kehta hoon aapni baat
Ek ghar basaane chahata hoon, main tumhare saath
( Kya doogi mere haathon mein bolo tum aapna haath ) - 2

Main seedhe saadhe dhang se, kehta hoon aapni baat
Ek ghar basaane chahata hoon, main tumhare saath
( Kya doogi mere haathon mein bolo tum aapna haath ) - 2

Khushiyon se ghar ko sajaoonga hamesha
Dastar se bhi main waqt pe aaonga hamesha
Laoonga main thode taaza phool bhi
Karoonga main puri har khushi
Maanoonga main manoonga, manoonga har ek baat
Kya doogi mere haathon mein bolo tum aapna haath
Main seedhe saadhe dhang se, kehta hoon aapni baat

Chanda aur sitare laoonga teri khatir
Tum joh kaho main woh gaoonga teri khatir
Chalo yeh bhi tumse vaada hai mera chahoonga main tumhe toot ke
Jitna satao ya rulao jaaonga na kahin rooth ke
Aaonga main aaonga, aaonga tere pass
Kya doogi mere haathon mein bolo tum aapna haath

Main seedhe saadhe dhang se, kehta hoon aapni baat
Ek ghar basaane chahata hoon, main tumhare saath
( Kya doogi mere haathon mein bolo tum aapna haath ) – 3


it was kripa's turn

Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
(Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka) - 2
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
Dhoondega koi bahaana, dhoondega koi nishaana
Haan dhoondega koi bahaana, dhoondega koi nishaana
Dil ka baazaar hai yahan to dil ko dilon se bachaana
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Bachna is aashiq se bachna, kaanton ki dosti se bachna
Haan bachna is aashiq se bachna, kaanton ki dosti se bachna
Aankhon mein bhar le andhera, tum aisi roshni se bachna
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Dil hai hawaaon ka jhonka jhonka jhonka
Dil ko bachaana, dhoka na khaana
Dhoka hai pyaar yaar pyaar hai dhoka
Dil ko hazaar baar roka roka roka
Dil ko hazaar baar toka toka toka
Haan a ha ha ha ha, haan a ha ha ha ha
Haan aa ha, haan aa ha, aa aa aa aa
Dil ko hazaar baar roka roka roka

Angad sings a song again to answer that song

o o...
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
(tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein) - 2
tere bin

(tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye) - 2
tere bin

(meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2
(apni daayre se toh main chutne lagi hu
tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

(bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2
(betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

kripa remain silent and other from her team also. SO ANGAD'S TEAM WINS……………………

PREVIEW: kripa tells the truth

Edited by touchmenot - 19 years ago
touchmenot thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#94
wait 4 the thrilling next part

till then bye bye.........
Mrs.Fr.. thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#95
angad should marry kripa..............no one else..........................
touchmenot thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#96

thoda to reham karo

professional writer nahi hoon 😆😆

sweets thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 19 years ago
#97
tht was lovely...will she tell him after the marriage or b4?? post the next part soon.
shagun_luvs_? thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
#98
that was amazing, please continue soon.
happe thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 19 years ago
#99
that was beautiful part.
continue soon
~Angel~ thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 19 years ago
that was reallly good
if ur not a pro writer then become one 😆 😆 😆

plz cont soon

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".