Peechli bar Kasauti Zindagi Ki par apne dekha
Recap: Armaan completes Riddhima's challenge... Armaan tells Riddhima to get married today... Riddhima says that she never loved him.
Ab dekhiye aage.
Armaan's home
Kavya is going to his room. He was passing by and noticed that his room is dark.
K: Armaan tho mere saath hi ghar aiya tha. Tho phir uska kamra itna andhera kyu hai?
He goes inside the room and turns on the light. No one is there.
K: Yeh kya? Armaan kamre mein nahi hai?
He goes outside and asks everyone in the house, if they saw Armaan. But no one knows anything about his whereabouts. He calls him on his cell. But he doesn't pick up. He called him again still no luck. He calls all his friends, and they all say the same thing. "Hum ni maloom ki Armaan kaha hai. Jab se who Riddhima se mila who, humhe tho bhooliye ga." Kavya calls Riddhima.
Riddhima's house
Riddhima is sitting by the window, thinking about what she had just done.
R: Kya meine Armaan ke saath aisa behave kar ke teek kiya.
She goes and sits in front of Gannu Bhaiya.
R: Gannu bhaiya. Aap hi mujhe baataye mein kya karu? Armaan ne tho meri poori zindagi taaba kar ke rak di. Usse badla na liyu tho aur kya karu?
Just then Anjali barges into the room and starts blabbering.
Anj: Uffho! Yeh Sanjay bhi na. Priya ki poori zindagi barbad kar ke rak di.
R: Sanjay. Priya? Yeh kaun hai?
Anj: Ek drama hai. Ekta ka. Kyun aati ho bar bar. Usse mein ek ladka hai, Sanjay. Aur ek ladki, Priya. Who dono ek doosre se pyaar karte hai. Sanjay ne uske saath ek raath guzari. Priya ko laga, ki Sanjay ne uski poori ki poori zindagi bar bad kardi, aur who usse pyaar ka natak karne lagi. Un dono ke saagi ki baath ho ri thi, aur unke ghar mein ek competition tha. Jab Sanjay ne Priya ko challenge diya, Sanjay ko yeh maloom hua ki Priya usse pyaar karne ka natak kari thi, aur ab Sanjay gyab hai.
R: Par tumne abhi tho kaha tha ki who ek doosre se pyaar..
Anj: Ha. Who Sanjay karta hai. Priya usse pyaar karti hi ni thi. Who tho baas uss raat ki vaaja se who natak kari thi.
R: Tho phir ab Priya kya kari hai?
Anj: Hmm. Maloom ni. Ek vamp hai. Uss ne Priya ko yeh kaha ki agar tum, Sanjay se badal lena chati ho, tho phir uske saath shaadi kar ke, uski poori zindagi barbad kardo.
R: Aur who man gi?
Anj: Lagta tho yahi hai.
P: Anjali.
Anj: Ji, ma.
P: Zaara yaha aana.
Anj: Aiyi ma. Mein baas abhi aiyi di.
R: Hmm.
She looks at Gannu Bhaiya.
R: Mujhe Armaan ke saath aisa ni karna chahiye tha. Par Gannu Bhaiya, Priya tho pagal hai. Who kissi ki baatho mein aa jati hai. Par meri tho ek maj boori hai. Varna mein.. mein aisa tho kabhi ni karti.
She remembers a call that she had just before Armaan and her met for the challenge.
Flashback
W: Hello. Yeh Riddhima Gupta ka phone number hai na?
R: Ji.
W: Mujhe aap ko kuch kaas baat baatani hai.
R: Ji, kahiye.
W: Aap Armaan ki kya lagti hai?
R: Ji?
W: Mera matlab aap ka Armaan ke saath rishta kya hai?
R: Mein uski hone wali mangatar hoon. Aap kaun bol ri hai?
W: Mein kaun hoon, yeh jana zaroori ni. Vaise mujhe Armaan ke baare mein kuch interesting information hai. Aap kahe tho mein aap ko de sakti hoon.
R: Thanks for your offer. But I'm not interested.
She was about to disconnect...
W: Armaan ki jaan ja sakti hai.
R: Kya?!
W: Ha. Agar tumne Armaan se shaadi ki tho phir Armaan ki jaan ja sakti hai.
R: Tum joot bhol ri ho.
W: Mein joot ni bhol ri. Agar mujh par vishwaas ni hai tho phir poochlo apne pyaar Armaan se.
R: Mujhe usse kuch poochne ki zaroorat nahi. Kyunki jo dosh tha, who ab ja chuka hai.
W: Kya tumhe poora yakin hai.
R: Kya matlab hai tumara?
W: Dekho, Riddhima. Abhi tum jawan ho. Khoobsurat ho. Samajdhar bhi ho. Lakho ladke par jayenge tumare uppar. Bas, tum Armaan ko chod do. Kyunki agar tumne Armaan ko ni choda, tho phir mein bhi usse chod ni paongi.
R: Tum kena kya chati ho.
W: Nayi samji. Mein samja thi hoon. Tum Armaan ka dil thod kar usse shaadi karne se na kardo, aur mein Armaan ki zindagi chod doongi. Mera matlab, usse marne ka plan cancel kardoon gi.
R: Nahi. Tum.. tum aisa kuch ni karogi. Tum jo kaho gi mein who karne ko tiar hoon. Baas, Armaan ko kuch maat karna.
W: Tho phir teek hai. Armaan kaho ki tum usse pyaar ni karti aur usse shaadi karne se inkar kardo.
The woman on the phone ends the call. Riddhima is left standing tensed.
End of Flashback
R: Gannu Bhaiya, agar uss aurat ka phone ni aiya hota, tho phir mein iss waqt yaha par, aap ke saath beth kar baataye ni kari hoti. Balki mein Armaan ke saath hoti. Sirf uss dian ki vaja se mujhe Armaan ka dil thod na para.
Anj: Di! Aap yaha, bet kar Gannu Bhaiya se baate kari hai aur waha Armaan na jaane kaha chale gaye.
R: KYA?!!!
Break
R: Kaha chale gaye. Armaan tho ghar gaye tha na.
Anj: Nahi. Who ghar par nahi hai. Kavya ka abhi abhi phone aiya. Who ke ra tha ki Armaan ghar par nahi hai. Aur na who kissi ko baata kar gaya. Aur uske dosto ko bhi ni maloom ki who kaha hai.
Riddhima starts looking for her car keys.
Anj: Di, kya doond ri ho?
R: Car keys. Dekhi kya tumne?
Anj: Ha. Yeh le jiye.
R: Thanks.
Anj: Par aap ja kaha rahi hai.
R: Armaan ko doond ne. (While heading out the door.)
Anj: Teek hai. Mein Kavya ko baata thi hoon.
Riddhima goes out and looks for Armaan everywhere. Kavya and Anjali check out all the clubs and discos. But he's not there. Riddhima looks for him in parks, and stations. He's not there either. It was 1:00 in the night and they still couldn't find him.
Anj: Di. Armaan ko sab jaga doond liya. Par kuch paata ni chala.
K: Riddhima, hum kal phir se koshish karenge. Okay.
R: Teek hai. I'll be home in 5-10 minutes. Okay Anjali.
Anj: Ok di.
Kavya dropped Anjali home, and headed towards his. Riddhima was still driving and was on her way back, when she someone walking down a road.
R to herself: Itni raat ko, kaun ho sakta hai? Ker, mujhe kya.
She continues to drive. She came to a red light. From her side window, she saw him.
R: Yeh tho...
She gets out of the car and calls out to him.
R: Armaan!
He didn't turn back.
R: Armaan!
He still didn't respond. She started walking towards him.
R: Armaan please meri baat suno. Armaan.
She runs up to him.
R: Itni der se tumhe pukari hoon. Tum mere saath baath kyu ni kare.
A: Oh. I'm sorry Ms. Riddhima Gupta. Mujhe tho laga tha ki aap ko jo kuch kena tha who aap ke chooki hai.
R: Armaan tum aisi baaate kyu kare ho?
He stops and grabs her by the arms really tight.
A: Tho phir kaisi baate karu?! Jab mein tumse baat karna chaata tha, tab tumne karne ni diya. Aur ab jab mein tumari shakal tak ni dekhna chaata tum mere peeche peeche aari ho!!!
R: Armaan. Please mujhe chodo. You're hurting me.
A: Tumhe ab taklif hori hai. Aur jab mera dil thoda tha. Tab kaha chali gayi tha tumara yeh daard. Ha?!
R: Armaan!!!
A: Chilo Riddhima. Jitni zor se chila sakti ho chilo. Mujhe pehle farq parta par ab nahi. Ab jab tum daard mein hoti ho (squeezing her arms even harder), tabhi mujhe kushi milti hai.
R crying: Oww. Armaan. Please mujhe chod do.
A: Nahi Riddhima. Ab mein tumhe kabhi ni chodu ga. Ab mein tumara who kaufnak sapna banoo ga, jisse tum soch kar hi pagal ho jo gi.
He lets her go and walks towards the busy street. Riddhima is left crying there all alone. She falls down to the ground.
R: Yeh meine kya kardiya? Meine apni zindagi ke saath saath, Armaan ki bhi zindagi...
She cries even more.
Break
Riddhima comes back home and goes up to her room. She tries to get some sleep. But she can't. Armaan is also at home. He just isn't able to go to sleep either. He stands by the window.
Flashback of Armaan
R: Mein tumse pyaar ni karti Armaan!!!
A: Janti ho Riddhima. Aaj tak mujhe itna daard ni mila jitna tumne mujhe aaj diya.
End of Flashback
Flashback of Riddhima
R: Armaan mujhe chodo.
A: Nahi Riddhima. Ab mein tumhe kabhi ni chodu ga. Ab mein tumara who kaufnak sapna banoo ga, jisse tum soch kar pagal ho jo gi.
End of flashback
She gets up. She goes by the window. She holds her mangalsutar. The sad track of KZK starts playing.
Red=Riddhima
Blue=Armaan
Zindagi hai kya jaise
Jadoo ka kilona hai
Haisaye bhi rulaiye bhi
Baanaye bhi mitaye bhi A teardrop falls down from his eyes.
Lati hai jinko kareeb yeh
Door unko le jaye bhi She remembers when Armaan left her on the street all alone, crying.
Sab hai iski marzi-i-iRiddhima closing the door on his face.
Kasauti zindagi ki
Kasauti zindagi ki
END
Precap: Armaan and Kavya's family come over for the engagement ceremony... Kavya and Anjali exchanged their rings... Riddhima and everyone else is waiting for Armaan to come as he never showed up with his family... Everyone is leaving and Riddhima is shocked to see who is at the door.
4