Part eighty seven Kripa is standing facing a pillar and is crying. Angad is still fooling around but when he saw her crying he stops and becomes serious.
Kripa: 😭 tumhaare liye to yeh sab ek mazaak hai na. Tumhe kya, larke ho to izzat kee koi parwa nahi hai 😔 lekin ek larki ke liye oskee izzat hee sab kuch hotee hai
Angad: Mujhe bhi izzat kee parwa hai Kripa.
Kripa: 😒 agar hotee to yu sab ke saamne tamasha nahi banate. Wo to acha hai ke yeh sab local newspaper me hee hai, warna agar bhaiya ko pata chal jaata to 😲 phir me to...
Angad: Tumhe kya lagta hai ke sirf tum hee izzat daar ho? 😡 agar yeh mere gharwaalo ko bhi pata chalega to meree bhi chuttee hojaehgee 😛 samjhee!
she doesn't answer and resumes crying 😭
Angad: Kripa I'm sorry, 😔 mujhe nahi pata tha ke tum itnee pareshaan hojaohgee. Mujhe laga ke thoree mazaak me kya hoga. Mujhe nahi pata tha ke tumhe itna bura lag jaehga
(made her turn towards him) Yeh lo 😊 ab tumhe azaad kardeta hu.
Takes the key out from his pocket and opens the handcuffs. She is shocked 😲
Kripa: 😲 kabse mere saath khel, khel rahe the or me bewacoofo kee tarha idhar udhar bhaag rahee thee. 😡 how could you? How could you be so awful? Tumhaaree wajese aaj meree 😭 yeh haalat huwee hai
Mishti: Wrong Kripa 😒 agar Angad nahi hota to phir teree yeh haalat nahi, balke or buree hoti.
Kripa stares at Mishti.
Mishti: Are tujhe to isko thanks kehna chaheeye ke kal puree raat osne tujhe sambhaala, jabke yeh tujhe apne haal pe chore sakta tha. Osne teree her zidd puree kee or tere her nakhre ko uthaya or tu hai ke abhi bhi ise ghalat samaj rahee hai
Kripa: 😡 Mishti tu nahi jaantee isne mera fiada kese uthaya hai. kal raat ko isne...
Angad: Kripa believe me 😳 kal raat hum dono ke beech aisa kuch nahi huwa tha. Kal raat ko jese me tumhe apne kamre me legaya, tum sogayee thee
Or ha yeh saare reporters or newspaper articla sab nakli hai. mene or Mishti ne tumhe chairne ka plan banaya tha. Trust me.
Walks away
Mishti: Dekha Kripa 😊 Angad chahta to tear fiada utha sakta tha, lekin osne teree izzat kee. izzat kee. Hum dono ne to khel kheldiya 😔 lekin Angad ne apnee sharafat nahi choree 😃. Ab hame yeh khel chore dena chaheeye Kripa. I think you should go and apologise to him 😳 Jo Angad ne kiya osse saaf zaahir hota hai ke wo tujhe kitna chahta hai. Ja Kripa, isse pehle ke dair hojaeh.
Kripa runs after Angad in the same direction he went and catches up with him.
Kripa: Angad! Angad! please ruko Angad!
Angad stopped and secretly smiled 😊 as he was expecting her. Then when he turned around he pretended to be upset.
Kripa: Darasal me...me tumhe thanx kehna chahtee thee 😊
Angad: 😒 thanx kehne kee koi zaroorat nahi. Mene wahee kiya 😃 jo mere dil ne kaha.
Kripa: phir bhi Angad, jo tumne mere liye kiya wo... 😔 I'm sorry for misunderstanding you.
Angad: It's okay
Turns around to walk away hoping she will stop him.
Kripa: Angad!
He smiled 😊 and stopped.
Kripa: Kya hum phirse dost nahi bansakte? 😃
Angad: Kya tum yahee chatee ho? 😛
(looking at her with a piercing gaze)
Kripa: (felt him scrutinizing her which made her blush ☺️ and she tried to hide her true feelings) ha, me yahi chahtee hu
Both shook hands and Angad took her hands near his lips.
Angad: lekin me 😉 sirf dosti nahi chahta
She blushed ☺️ and ran away from there too shy 😳 to face him at that moment. She was on cloud nine. Next day Kripa was playing volley ball on the beach with Mishti and other girls from their group. Continuously Kripa kept thinking about what Angad had said to her yesterday and everytime she hit the ball she saw him cheering for her and smiling 😊 she just blushed ☺️ and tried stealing glances away from him.
Soon Simmone came over with her group of friends and stared at Kripa with menancing 😈 eyes.
Simmone: Hey Kripa! how about a game?
Kripa was going to refuse but Mishti told her to go for it.
Mishti: (whispers) 😡 yehi sahi moka hai is churail ko sabak sikhane ka.
The game begins where both the teams are equally passing the ball for the first few mintues when Kripa hits the ball and Simmone misses it. She drops on the floor and see's how Kripa is rejoicing 👏 she fumes 😡 and gets up then the game begins again. After a while Simmone hits the ball quite hard which hurts Kripa's hand whilst attempting to hit the ball.
Mishti: Simmone 😡 yeh sirf ek game hai, koi competition nahi
Simmone: ha, tum dono ke liye game khelna nayi baat thore hogee 😛.
Mishti: matlab?
Simmone: Oh don't pretend Mishti. Me achi tarhase jaantee hu yeh Kripa itne dino se kya karahee hai. ache, ache bahaane dhoondhe hai Angad ke kareeb jaane kai.
Kripa: (adrenaline rush) 😡 Shut up Simmone! khel khelna tumharee fitrat me hai, isiliye hee to oske saamne hamesha ku,ku, ki,ki 😛 kartee phirte ho
Simmone: tumhaaree tarha to nahi hu ke chaal, chal ke ek hee kamre me reh kar oske saat puree raat guzaaru. 😡 you're nothing but a cheap slut Kripa and I'm warning you 😳 stay away from Angad.
That was it, Kripa punched Simmone in the face so hard as if the anger from so many days had finally come out.
Simmone charged on Kripa and in turn Kripa defended herself and began pulling her hair.
Eventually it lead to a cat fight where Mishti and others tried to intervene but Simmone and Kripa were not ready to let go.
A couple of guys came and tried to stop it and luckily Angad was amongst them. He immediately seperated the two wild cats before they killed each other. Angad managed to pull away a struggling Kripa whilst Simmone was being pulled by another guy.
Kripa: 😡 chore do mujhe, aaj me is kutya kee aakhe noch loongee
Simmone: isse pehle me tere 😡 haath hee tore doongee you b***h.
Kripa pushed Angad away 😡 😡 and charged on Simmone again pulling her hair like a maniac.
Angad came quickly and lifted her away from there whilst she kicked her legs in frustration.
finally he put her down when they were away from the crowd.
Angad: yeh sab kya tha Kripa? kyu os beechaare 😒 ko maar rahi thee?
Kripa: beechaaree? 😲 Are os 😡 bhootnee kee yeh himmat ke wo mujhe kahe ke me tumhaare peeche paree hu. Jab ke wo kabse tumhaara peecha karahee hai.
Angad: isme itna bharak ne kee kya zaroorat thee?
Kripa: How dare she tell me 😡😡 ke me tumse dhoore rahoo. Oskee aukaat hee kya hai, crazy slapper osko to me...😡
Angad: wese tumhe kya farak parta hai 😛
Kripa: Farak parta hai 😡 kyu ke tum sirf mere ho or bardaasht nahi karsaktee koi or tumhe haath lagaye
Angad: Acha 😉 mujhpe haq jamana shuru bhi kardiya?
Kripa: kyu na karoo 😒 me bigree, tum bigre. Me jhagree, tum jhagre lekin aaj to pyaar kartee hu na
(she bit her tongue 😛 as she realised what she just said to him in excitement)
He stared at her intensely 😍
She became shy 😳 and began walking off but he grabbed her wrist and embraced 🤗 her from the back.
Angad: Agar pyaar kee baat hai 😉 to ek baar phir pyaarse kaho na
(buries his face in her hair)
She is too embarrassed 😳😳 so pushes him away and runs away feeling ecstatic. Her heart was beating really fast and all the hairs on her body had shot up. She could smell his fragrance in her hair which gave butterflies in her stomach. Evening in Mumbai
Thaapar house
Pari: Saumya 😔 sab kuch tayaar haina?
Saumya: Yeh dusvi baar 😛 tum pooch rahee ho mujhse. Relax! 😃
Pari: kya karu 😔 wo bus tension hai ke ma or papa kahi naraaz to nahi hojaenge na?
Saumya: hmmm 🤔 aunty ka pata nahi lekin uncle 😊 zaroor apne saat hee honge. Come on sab kuch theek hee hoga.
He kisses her forehead then walks off to finish other parts of the decoration left. They are decorating the hall for Prince and Rani's wedding anniversary. They had planned a big event with many guests and a big surprise for the couple.
At nine the guests had started pouring in and soon the hall was full of them. The party had begun full swing but the guest of honours had still not arrived. Prince and Rani's room Prince: aaj lagta hai qayamat aane waali hai
Rani: 😕 kyu?
Prince: (mesmerised 😍 by her) sab logo kee jaan jo jaane waali hai. Hamaree biwi itnee khoobsurat 😉 jo lag rahee hai.
Rani is wearing a golden yellow georgette saree, embroidered in minute pink thread work all over with scallop border highlighted with sequins.
Rani: 😳 kya Prince, aap bhi na
He comes and hugs 🤗 her
Prince: Sach me, aaj bhi tum wahi nayi naveli dulhun lagtee ho. kya khayaal hai 😉 party se gutli maarle
Rani: Prince! 😲
(hits him playfully on his chest)
Both stay in each other's embrace with Prince teasing her.
Saumya: ehem, ehem 😛
Prince and Rani both become alert and let go feeling really embarrassed 😳
Saumya: nahi, nahi, chalu raheeye 😛 wese bhi aaj to aap dono ka hee din hai 😉
Prince: Saumya 😳 tu yaha kya karaha hai?
Pari: hum aapko yaad dilaane aaye hai ke aaj ghar pe party hai 😊 per lagta hai ke yaha pe to alag se hee party manayee jaarahee hai 😛
Prince: Pari 😔 tu bhi is Saumya ke saat reh rehkar oske jesee hogayee hai. Ab chalo tum dono 😳 hum aarahe hai
Saumya: nahi, nahi 😛 koi jaldi nahi. Aap apna kaam pura karleejye, oske baad...
Prince: 😡 Saumya tu jaata hai ke nahi
Saumya and Pari laugh 😆 and leave from there.
Soon Prince and Rani make their way downstairs and everyone claps in their welcome 👏 then everyone come and congratulate them one by one. Evening in Goa The group have gathered outside in the hotel grounds and are just sitting, chatting and having fun. Angad and Kripa are sitting opposite and every so often steal glances at each other. Whenever Angad catches her looking at him she turns red ☺️ and immediately turns her eyes below with embarrassment 😳
Person 1: hey guys 😃 come on na rehersals me to abhi kuch dair hai to lets do something for time pass.
Person 2: Yeh, I know 😃 chalo antakshari khelte hai
Everyone cheered 🥳 in unison with Kripa and Angad smiling 😊 at each other.
Person 1: to chalo teams karte hai. Let's have Angad vs Kripa
Person 3: sounds great 😃
Kripa is not happy 😔 because now she didn't want to be in competition with him, but to be with him.
Kripa: Mujhe nahi khelna.
Person 1: Oh come on Kripa 😔 don't be a spoilt sport
Person 2: sab log apnee teams choose karlo. Me to 😊 Angad ke saath hu
Everybody divided themselves into either Kripa's group or Angad's.
Kripa: 😔 guys mujhe nahi khelna hai
Person 2: Kripa, come on na...
Simmone: (from out of nowhere) Me Angad ke saat hu
Kripa's face immediately went red with anger 😡
Kripa thought: Yeh chipkali 😡 yaha kya karahee hai?
Mishti: Or me Kripa ke saat hu 😳 yeh khelegee.
Everyone cheered 👏 whilst Kripa complained to Mishti but Mishti gave her a sharp 😳 look to just go along. Evening in Mumbai:
Saumya: Ladies and gentelmen, 😃 jese ke aap sab jaante hai aaj hum sab Mr and Mrs. Prince Thaapar kee wedding anniversary manane aaye hai to hum sab ne socha ke kyu na kuch alag hee andaaz me manaya jaaye 😉 Aap sab ke liye ek surprise hai jise dekh kar aap sab ko beete huwe pal yaad aajaenge. To sahebaan 👏 paich hai kahani pyaar ki...
Saumya walked off behind the curtains of the stage they had created. Everyone clapped 👏 as the lighting changed and music began playing. Then Saumya came and began singing...
Saumya: aao sunao pyaar ki ek kahani.
Ek tha larka, Shows a fake Prince Ek thee larki deewaani shows a fake Rani.
Soon the scene changed where fake Prince is replaced by Saumya and he is dancing seductively with another woman, with this song in the background... main bhi yahaan, tu bhi yahaan,
betaabiyaan bhi hai jawaan
mere jaaniyaan,
mere ishq ka dil mein zeher bhar le
aa khushi se khudkhushi kar le, aa khushi se khud khushi karle, aa khushi se khudkhushi karle, aa khushi se khud khushi karle. The song ended with the sign "AWARA PRINCE"
everyone laughed 😆 and applauded 👏Then the lights went dim and Saumya returned.
Saumya: Jis din Awaara Prince kee nazar ek titli pe pari 😉 wo ose pakar ne me lag gaya...
Scene changed with Pari acting as Rani, she's walking with Saumya following her acting as Prince.
Saumya: Kuch To Bata Are Kuch To Bata,
Pari: Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Saumya:(taking her mobile)
Phone Ka Number Ghar Ka Pata, Pari: Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Saumya: Tere Liye Hal Hai Yeh Dekh Mujhe Tu Yu Na Sata
Kuch To Bata Are Kuch To Bata,
Pari: Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Saumya: Haan Phone Ka Number Ghar Ka Pata,
Pari: Na Na Na Na Na Na Na Naaa
Dil Ka Kahoge Jo Kissa vissa, (starts beating him) Aayega Mujhko To Gussa vussa
Saumya: (avoiding her beats) Jaane De Gusse Ke Chakar vakar, (grabs her towards a poster) Aa Chalke Dekhenge Picture Viture
Pari: Karte Ho Kyun Yeh Shor (stomps on his foot) Dekha Karo Na Bore, Yeh Dil Mange Na Anymore
Saumya: (limping)Koi To Milne Ka Rasta
Pari: Na Na Na Na Na Na Na Naaa
When the song finsihes Saumya is on his knees pleading whilst Pari walks off.
Rani is awestruck whilst Prince is amused by how they had reconstructed their love story.
Evening in Goa
Now they start the antakshari with Kripa beginning.
Kripa: (looking at Angad) Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye
To Baat Ban Jaaye, Haan Haan Baat Ban Jaaye ...
Phool Ko Bahaar, Bahaar Ko Chaman
Dil Ko Dil, Badan Ko Badan
Har Kisiko Chahiye Tan Ka Milan
Kash Mujh Par Aisa Dil Aapka Bhi Aaye
To Baat Ban Jaaye ha baat ban jaaye
Angad: (smiled and stole glances at Kripa whilst pretending to concentrate on Simmone)Ek larki chaheeye khaas khaas
per ho wo MA pass, pass
Laakhon me ek haseena ho
her waqt rahe mere aas paas
Oska standard bhi high chaheeye
Mujhko aisee hifi ek lugayee chaheeye
mujhko aisee, hifi ek lugayee chaheeye
Kripa: (puts arms around Mishti and another girl's shoulder sitting next to her and pretends to ignore Angad)Yeh larka hai allah kesa hai deewaana
kitna mushkil hai tauba isko samjhaana
ke dheere, dheere dil bekaraar hota hai
hote, hote, hote pyaar hota hai.
Angad: (takes Simmone's hand and both stand up and he looks at her intensely but is referring to Kripa)Hum tumhein chahte hai aise
Marne waala koi, marne waala koi, zindagee chahta ho jese.
Hum tumhein chahte hai aise
Kripa: (hides behind Mishti so Angad can't see her) Seene me dil, dil me dharkhan
Dharkhan me kya hai teree pyaas hai
har pyaas mein dard hai sanam
yeh dard tera ehsaas hai.
Angad: (tries locating her)Hasratein hai bohat magar, tumse kya me kahoo
leke baaho me, me tumhe
pyaar karta rahoo.
Hasratein hai bohat magar, tumse kya me kahoo
Kripa: (comes out, stands up and confronts him)Humko hameese churalo
dil me kahi tum chupalo
hum akele, kho na jaaye
dhoore tumse hona jaaye
paas aao gale se lagalo
Humko hameese churalo
dil me kahi tum chupalo
Angad: (takes a guitar and begins playing a tune walking around her)lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
ho lamha lamha doori yun pighalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
khwaahishon ki shaam dhalti hain, khwaahishon ki shaam dhalti hai
jaane kis aag mein yeh shabnam jalti hai
Evening in Mumbai:
Saumya: Phir huwi mulaqaat pe mulaqaat
Pari comes on stage with a group of friends with Saumya coming behind.
Saumya: Koi tujhse acchee milegee nahi
koi tujhse kam bhi chalegee nahi
koi tujhse acchee milgee nahi
koi tujhse kam bhi chalegee nahi
Dil yeh tujhpe aagaya hai aakhiya milade
aa meri life banade, aa meri life banade
aa meri life banade, aa meri life banade
meri zindagaani ka to aaj test hai
pass hogaya to saaree life rest hai
meri zindagaani ka to aaj test hai
pass hogaya to saaree life rest hai
dekha mene North, East, South, West hai
tuhee meree jaane jaana sabse best hai
koi tujhse acchee pategee nahi
koi tujhse kam bhi chalegee nahi
ishq tujhse hogaya hai, aashiqui seekhade,
aa meri life banade, aa meri life banade
aa meri life banade, aa meri life banade
The act was making Rani embarrassed 😳 so she kept hiding herself behind Prince who in turn was actually enjoying the teasing.
Again Rani doesn't give in and leaves a disheartened Prince.
Saumya: Os beechaare ne haar nahi maani, balke seedhe pohochgaya market 😆 jaha pe oska dil sabsee khareed raha tha.
Everyone laughed 😆 whilst Rani became even more red ☺️
Pari is busily shopping when Saumya jumps out from nowhere and takes her hand.
Saumya: pyaar tum mujhse karti ho, don't say no.
martee ho mujhpe martee ho, don't say no
inkaar hai, ikraar hai, yeh pyaar hai
bolo haha, choro nana
pyaar tum mujhse karti ho, don't say no
martee ho mujhpe martee ho, don't say no.
She ignores him and goes off to another stall
Saumya:Dekho, dekho, dekho kesa pyaara hai sama
dil ke deewane mile khulke yaha
Tore ke dil yu na ruth ke jaa
warna kasam teree de dunga jaan
tham jaaye na, dil ye jawaan
bole bhi de, ab ha, ha, ha, ha
Pari: Are jiyo chahe maro
mera peecha mat karo
Are jiyo chaahe maro
mera peecha mat karo
Saumya: (gives her an ultimatum)Margaya to pachtaogee, don't say no
ro,ro kar marjaohgee, don't say no
inkaar hai, ikraar hai, yeh pyaar hai
bolo haha, choro nana
(he pretends to kill himself when she agrees)
Pari:pyaar me tumse karti hu, I love you
martee hu tumpe martee hu, I love you
Tum jeete or me haaree I love you
Jaan gayee dunya saaree, I love you, I love you, I love you.
Saumya gets excited and starts dancing around
Saumya: pat gayee, pat gayee, pat gayee re, soni kuri dekho pat gayee re
mere gale se lipat gayee re, kismat meree palat gayee re
pat gayee, pat gayee, pat gayee re, soni kuri dekho pat gayee re.
He embraces her
Evening in Goa
Kripa: (stood with her eyes towards the ground) Hum dil de chuke sanam, tere hogaye hai hum
teree kasam
ho, hum dil de chuke sanam, tere hogaye hai hum
teree kasam
Angad: (comes closer to Kripa and holds both her hands. Then looks at her intensely) Mere rang me, rang ne waali
pari ho ya ho, pariyo kee rani
ya ho meree, prem kahani
mere sawaalo ka jawaab do
(takes both her hands and kisses them) Do na.
Kripa: (gets shy 😳 and runs away to a distance and catches her breath) Na jaane mere dil ko kya, hogaya.
abhi to yahi, tha abhi, khogaya
Na jaane mere dil ko kya hogaya
abhi to yahi tha abhi, khogaya
Mishti: (comes and teases her) Hogaya hai tujhko to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
are hogaya hai tujhko to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna, dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna.
Angad: (begins dancing) Na hira na moti, na sona chahoore
me to tere dil ka khilona chahoore
Simmone: (comes and puts arms around his neck) na chanda na suraj
na taara chahoo re
tere jesa larka kawaara chahoore
Kripa: Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Laga
(runs towards him but stops midway and catches Mishti) Ho, Dil Mera Le Gaya Loot Ke
Chori Chori Chupke Chupke, chori, chori, chupke, chupke
Angad: (came closer to her and again kept walking around her) Ek me or ek tu
dono mile is tarha
or jo tan man me horaha hai
yeh to hona hee tha
Kripa: (turns towards him) Thora sa pyaar huwa hai, thora hai baaki
Thora sa pyaar huwa hai, thora hai baaki
hum to dil de hee chuke
ho, hum to dil de hee chuke
bus teree haa hai baaki
thora sa pyaar huwa hai
thora hai baaki
Angad: (staring deeply into her eyes) Kaise me kahoo tujhse
rehna hai tere dil me
kaise me kahoo tujhse
rehna hai tere dil me
Kripa: (really excited and runs off dancing ) Mujhe tumse mohabbat hai, deewaanagee kee had tak
deewaana mujhe banoa na
deewaanagee kee hadd tak
eh sanam mujhse poocho, kitnee chahat huwee hai
eh sanam mujhse poocho, kitnee chahat huwee hai
mujhe tumse mohabbat hai
deewaanagee kee hadd tak
deewaana mujhe banao na
deewaanagee kee hadd tak
Evening in Mumbai
Saumya: Ab shuroo huwa chupke chupke 😛 milne ka silsila...
Pari is standing on a balcony whilst Saumya comes riding a motor bike.
Saumya: Oonchi hai building, lift teree band hai
kese me aaoo, dil raza mand hai
Pari: Aaja, aaja, aaja band baaja leke aaja.
teree yaad sataye, dulhe raja ab to aaja
Saumya: tere waaste daur kar aaoonga me
(climbs the stairs) Sau seeriyo ko bhi char jaoonga me
Pari: tu mera dilbar hai aana parega
tujhe mera nakhra uthaana parega
A fake Surekha is shown from which both Pari and Saumya get scared and hide.
Saumya: aaya toofan hai, mushkil me jaan hai.
aana me chahoo, dil beimaan hai
oonchi hai building, lift teree band hai
kese me aaoo, dil raza mand hai
Pari: aaja, aaja, aaja, band baaja leke aaja
teree yaad sataye, dulhe raja, ab to aaja
Prince found the Surekha part hilarious and was glad that his mother was gone on pilgrimage otherwise that would have been reality.
He pulled Rani closer
Rani: Yeh kya karahai hai Prince? 😲
Prince: Wahi 😉 jo yeh dekha rahe hai
Rani: Pehle se sharm ke maare 😳 me yu paani, pani horahee hu or aap hai ke or shaitaaniya karahai hai
Prince: Jaaneman 😃 ab baccho ne itnee mehnat kee hai to phir oska kuch to nateeja nikalna chaheeye na
Rani: (struggles out) 😡 chalye choreye mujhe. In dono ke to abhi kaan kichtee hu me
Prince: (holds her tight) are pehle khatam to hone do
Saumya: Or phir do dil ek hogaye 😃 or shaadi ke pavitra bandhan me hamesha ke liye bandh gaye.
A king size bed is shown decorated with Saumya and Pari lost in each other's eyes.
Saumya: (showing can't wait) sarakaaye liyo khatiya jaada lage, sarakaaye liyo khatiya jaada lage
jaade mein balama pyaara lage
Pari: (turned into a seductress) sarakaaye liyo takiya jaada lage, sarkaaye liyo takiya jaada lage
jaade mein balama pyaara lage
Rani's eyes popped out and her mouth was left open 😲 whilst Prince whistled 🥳 and cheered for them.
Evening in Goa
Angad: (finds Kripa trying to hide from him) Khullam, khulla pyaar karenge hum dono. Is dunya se nahi darenge hum dono.
Kripa: (shies away 😳 and covers her face with her hands) Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Ooo, Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Milne Se Darta Hai Dil
Iqraar Ho Na Jaaye
Na Milo Na Milo
Na Milo Humse Zyada
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Angad: (begins dancing pointing towards his heart) Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil
Diljalon ka hai yeh thikaana
Yeh mohabbat ka hai deewana
Aake is mein phir tum na jaana, ho
Yeh dil aashiqaana, yeh dil aashiqaana
Yeh dil aashiqaana, yeh dil.
Kripa: (covers her head with her red dupatta) laal dupatta, or gaya re bairee hawa ke jhokese
tujhko khuda ne bhejdiya haire dhoke se
maana ke tujhe dil dega wo
magar apnee jaan dega wo
maane ke tujhe dil dega wo
magar apnee jaan dega wo
Angad: (comes to her and hold her hand) Waada raha, pyaarse, pyaar ka
ab hamna honge juda
waada raha, pyaarse, pyaar ka
ab hamna honge juda
yeh meree dharkhane sun raha hai Khuda
Kripa's too shy 😳 again so she escapes out of his grip yet again. Mishti comes to tease her.
Mishti: Dekh le
aakhon main aakhen daal
seekh le
har pal main jeena yaar
soch le
jeevan ke pal hain char
yaad rakh
marna hai ek baar
marne se pahle jeena
seekh le (Kripa buries her head in
Mishti's shoulder out of embarrassment 😳)
Angad: Laal, laal hoto pe gori kis ka naam hai
dil me koun rehta hai, kis ka mukaam hai
are laal, laal hoto pe gori kis ka naam hai
laal, laal hoto pe bole kis ka naam hai
Kripa goes out of his sight and he goes searching for her. Then out from a group of people she walks out towards him.
Kripa: Hote pe bus, tera naam hai
tujhe chahana mera kaam hai
tere pyaar me dhoobi hu me subho shaam
Janam, I love you, you love me
Janam I love you, you love me
Automatically she is in his arms resting her head on his chest. All of a sudden there's silence as everyone is surprised 😲, especially Angad. He is lost for words as finally Kripa said what he was waiting for. He couldn't continue so Kripa's group cheered 👏 and rejoiced that they won.
That broke the trance for Kripa and she realised what she did, so she slowly moved apart and looked 😍 at a grinning 😃 Angad.
Person 2: hey guys come on, rehersals ka time hogaya hai
Evening in Mumbai
Saumya: Onkee prem kahani yahi khatam nahi hotee. Aaj bhi itne saalo ke baad wo pyaar taro taaza hai
Pari and Saumya are sat on a table with candle light
Saumya: Aaj itne dino ke baad 😊 tumhe...
Pari: aaj itne dino ke baad kya?
Saumya: aaj itne dino ke baad tumhe itna sajta savarta dekha
Pari: aaj ka din bhi to khaas hai 😃 I love you Prince
Saumya: Phirse kaho Rani
Pari: I love you Prince!
Saumya: Zore se kaho 😛
Pari: 😃 I love you! I love you! I love you.
The music begins in the background and Saumya comes near Pari
Saumya: Yeh aakhen, yeh masti (he is lost in her beauty) Yeh aakhen, yeh masti
yeh palke, yeh kaajal
yeh zulfe, yeh khushbu
yeh churi, yeh paayal
Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
Pari: Yeh chehra, yeh tevar
yeh qatil aadaein
yeh premeee, yeh paagal
yeh chaahat, yeh mohabbat
qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
(She comes closer to him and hugs him) dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
badla hai aaj kyu, andaaz yeh tumhaara
dilbar mere sanam, mehboob mere yaara
badla hai aaj kyu, andaaz yeh tumhaara
Saumya: karu kya koi zore chalta nahi
sambhaalese bhi dil sambhalta nahi, sambhalta nahi
Pari: Ha sambhalta nahi, sambhalta nahi
Both sing together lost in each other's eyes
Saumya: Yeh mouje, yeh saagar
yeh hawaein, yeh mausam
Pari: yeh mehfil, yeh nagma
yeh shokee, yeh aalam
Saumya: Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
Pari: Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat.
Saumya:yeh aakhen, yeh aakhen
Pari: yeh chehra, yeh chehra
Saumya: yeh masti, yeh masti
Pari: yeh tevar, yeh tevar
Saumya: yeh palke, yeh kaajal
yeh zulfe
Pari: yeh premee
Saumya: yeh khushboo
Pari: yeh paagal
Saumya: yeh churi
Pari: yeh chaahat
Saumya: yeh paayal
Pari: yeh mohabbat
Saumya: Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat
Pari: Qayamat, qayamat, qayamat, qayamat.
Then the curtains come down.
end of part.
Edited by arwa72 - 17 years ago
193