M sorry guyz 4 not posting the part actually the part was ready on saturday night but my net wasnt working so it got delayed but without any delay now here is the part..
K
ahaniPyaar Kii sujal leaves the party hall leaving a crying kashish , helpless akshat & charu & yuv who had a winning smile on his face. Sujal was going to the parking & akshat was behind him charu & kashish too were following them akshat was calling out 4 sujal but he was so angry that he didn't stop 4 a sec he just wanted to go away from the palce finally when he reached his car & was abt to sit akshat caught him & asked..
Ak- ye kya herkat thi sujal?
& b4 he can reply wahan pe charu & kashish bhi aajati hain he looks @ kashish & uska gussa aur barh jata hai..
S- mujhe nahe lagta that m answerable to any1 ye meri zindagi hai meri marzi main jo chahu karu..
Ak- manta hu k ye teri zindagi hai per tum ye baat bhool rahe ho k tumhari zindagi se kisi aur ki zindagi bhi judi hue hai..
S- zyada din nahe rahegi…
He said that smiling sarcastically..
Kashish was hurt again..
Ak- tum is waqt nashay main ho tumhe kuch khabar bhi hai kya bakwas kiye ja rahe ho?
S- nashay main zaroor hu magar madhosh nahe hu sab pata hai k main kya ker raha hu aur kya keh raha hu..
Ak- is waqt tumse baat kerna bekar hai chalo I'll drop u guys..
S- koi zarurat nahe I can manage thanx 4 the offer anyways..
& akshat k bohat mana kerne k bawajood bhi sujal ne uski baat nahe maani & he drives back to home ofcourse kashish was wid him but all the way back to home kashish was crying silently & sujal doesn't bother to even look @ her just once when he reached home he get out of the car & went & locked himself in the study as he doesn't want to face kashish as k usse dekh ker sujal ka gussa aur barh raha tha & he doesn't want to do something wrong jis ka baad main usse pachtana pade..
some how the night passed with sujal fuming in anger & kashish crying @ her fate..
next day as usual sujal came in his room when kashish was not there & find his clothes lying on the bed 4 him (kashish use to do this everyday bhale he sujal usse baat nahe kerta usse dekhna tak nahe chahta but this is the 1 thing which she use to do 1stly in the morning) he took the clothes & went to get ready….he was wearing his coat when kashish comes with his coffee sujal usse dekh k bhi andekha ker raha tha when she says..
K- kal raat tumne party main bohat pee li thi sar dard ker raha hoga ye coffee pee lo u'll feel batter..
S- no thank u jitney bade zakham zindagi ne diye hain jab wo sab bardasht ker raha hu to ye to mamooli sa sar dard hai..
Saying this he comes down in the hall where he find akshat standing there..
S- gud morning akshat..
Ak- gud morning 2 u 2..how r u feeling now?
S- main to theek hu mujhe kya hona hai?
Ak- nahe kal raat tune jitni pee thi party main to mujhe laga k tera haal chaal pooch lu..
S- main theek hu..
Ak- ye kya herkat thi sujal?
Sujal looks @ him confusingly though he knew what akshat was referring to..
Ak- tu khud to nashay main tha tujhe to kuch yaad bhi nahe hoga k tune kya tamasha kiya tha party main..
S- akshat maine kal raat bhi tujhse kaha tha aur ab bhi keh raha hu main nashay main tha magar apne hosh main tha mujhe sab yaad hai maine kya kaha aur kya kiya koi nasha aesa nahe jo sujal ko hosh-o-hawas khone per majboor kare..
Sujal ki nazar kashish pe padti hai jo ooper se dono ki batein sun rahe hoti hai so he further says..
S- haan ek pyaar ka nasha tha jis main, main itna kho gaya tha k na khud ki khabar thi na duniya ki aur us nashay main , maine aesi thokar khayi hai k ab pyaar per se vishvas uth gaya hai… khair m sorry maine tumse kuch zyada rudely baat ki thi kal main apna office beg lata hu phir saath main chalte hain..
Saying this he goes up to his room to take his beg jab kashish comes there wid a determined face actually when sujal said the pyar wali baat to she decided to talk to him.
K- ek baar keh q nahe dete jo kehna chahte ho yun her roz baar baar kitni azeeyaten doge? Ek baar main he sab keh k dil ki bhadas q nahe nikal dete ho? Q mujhe saza de rahe ho yun? Aakhir tumhari prblm hai kya?
She shouts a bit when she said "prblm hia kya?" hearing her say that sujal too shouts back @ her..
S- Tum ho… meri prblm jan-na chahti hona to suno meri prblm tum ho Mrs. Kashish Garewal tum khud… aur kya kaha tha tumne k main tumhe azeeyat pohcha raha hu array ghut ghut k to main jee raha hu bhoj lagne lagi hai zindagi mujhe sirf tumhari wajah se…saza bhukat raha hu main tumse pyaar kerne ki..agar tumhe yehi sab kerna tha to meri zindagi main ayi he q thi tum? Q mujhe jhoote khuwab dikhaye jinki ab koi tabeer nahe mere her khuwab ko tod diya tumne un toote hue khuwabon ki kirchiyan chubhti hian meri aankhon main takleef hoti hai mujhe per tumhe in sab se kya jo mujh pe beet rahe hai tum to khush hona apni duniya main… chali q nahe jati meri zindagi se nikal jao mari soch se mere dimagh se mere dil se ab aur bardasht nahe hota ye ghut ghut k jeena main bhi sukon chahta hu apni zindagi main aur jab tak tum is ghar main ho wo sukon mujhe kabhi nahe mil sakta maine aaj tak tumse kuch nahe manga kashish per aaj mangta hu chali jao yahan se nikal jao meri zindagi se…………
Saying this he leaves the house akshat ne ye sab nahe suna tha coz he was in his car w8ng 4 sujal.
Kashish was still standing there where she was she was looking @ the place jahan pe sujal khada usse wo sab batein suna raha tha she was shell-shocked she couldn't believe what sujal had said he wanted..her sujal whom se loved more then her life that sujal wanted her to go away from him so that he can live peacefully she was fully shocked but she knew she had to make a decision soon….
In the office too sujal ka mood kharab tha bewajah logo pe chila raha tha he was still in a fool mood & was trying to concentrate on his work when her secretary informed him that Mr. roy the lawyer wants to meet him he asked her to send him in mr. roy hand over the "divorce" papers to him & leave from there sujal was just looking blankly @ the papers when akshat comes in his cabin & sujal put the file in his drawer then akshat told him abt yuv's kartoot sujal was shocked hearing all he was damn angry on knowing that yuv was miss-using his name he was abt to call police but then the thought that kashish loves yuvraj comes in his mind & he stops himself..
S(2 himself)- nahe I cant do this wid kashish wo yuvraj se pyaar kerti hai aur agar maine police ko inform kiya to kashish samjhaygi k maine ye sab jaan bhooj k kiya hai usse aur yuvraj ko door kerne k liye…lekin main yuvraj ko mera naam miss use bhi to kerne nahe de sakta kal ko agar kuch ulta seedha hogaya to prblm to mujhe hogi…kya karu kuch samajh nahe aaraha…
Then he tells akshat try to collect some proofs against yuvraj as police will ask 4 proofs nahe to they'll think that its sujal behind this all akshat agreed not to tell any1 abt this & said that he will gather some proofs against yuvraj & leave…
It was very late in night when sujal comes home & was a bit upset not to find kashish in the hall w8ng 4 him usually she use to be in hall w8ng 4 him & she use to w8 4 him just to see that he is home safely but 2day she wasn't there sujal was a bit upset coz usse ek tarha se adat si hogayi thi kashish ko dekhne ki but then he thinks..
S- naraz hogi isiliye yaha pe nahe hia...maine bhi to subah kya kya nahe keh diya mujhe usse sorry keh dena chahiye..
But then his mind says..
S's mind- kis baat ki sorry kahoge? Jab kashish ne tumhara dil toda to kya ussne tumse sorry kaha? Jab usne tumse tumhari khushiyan cheeni tab usne tumse sorry kaha? Jab usne tumhari zindagi barbaad ker di tab usne sorry kaha? Jab usne tumhara wo gharoor toda jo tumhe apne pyaar pe hota tha kya tab usne tumse sorry kaha tha? Nahe kaha tha to tum tum q usse sorry kahoge?
Sujal agrees to it & said..
S- ek tarha se to achha he hai jo kashish nahe hai yahan ab mujhe us k bina jeene ki adat dalni chahiye…
Saying this he went to study…
Next day
Sujal looks @ the time & was sure that kashish wouldn't be in the room so he went to his room & as usual his clothes were lying on the bed he gets ready 4 office & leave in hurry as he doesn't want to confront kashish.
The day @ office was busy as always there akshat informs him that there 3rd consignment is going tonight & he is sure that yuv will mix his drugs consignment wid there's so it's a golden chance to collect proofs against him sujal agrees & says handle this matter & do whatever u think is right.
He came home & was very tired & desperately wanted to see kashish's glimpse no matter what happened btwn them but he has to agree on one thing that no matter how much he is tired getting kashish's one glimpse all his tiredness vanishes but 2day also he didn't find kashish in the hall & disappointedly he went to study.
Next day again he went to his room when he thinks kashish wouldn't be there & he didn't find his clothes on the bed 2day he was confused k kashish ne uske kapre q nahe nikale aaj? He was still thinking on the thing when his gaze went to there wedding pic jo bed k side table pe padi hue thi he sees something there he goes there & find that was a paper he opened it & immediately recognize kashish's handwriting..
Lets see whats written on that….
Sujal…
Samajh nahe aaraha k kya likhu? Lekin mujhe bohat khushi hue k aaj tumne mujhe jo kuch bhi kaha wo sab keh k apna dil halka ker liya…. mujhe nahe pata tha k meri mojodgi tumhe itna pareshan kerti hai agar pata hota to bohat pehle he main ye kadam utha chuki hoti ….main kabhi sapne main bhi tumhe takleef dene ka nahe soch sakti meri ye zindagi tumhari amanat hai qki zindagi jeena kya hota hai ye maine tumse seekha aur aaj jab meri wajah se tumhari zindagi ka sukon chin gaya hai to mujhe koi haq nahe banta k main tumhare saath reh k tumhari mushkilo ko aur barhau main ja rahe hu sujal tumhari zindagi se door taki mujhe zindagi dene wala khud apni zindagi sukon se jiye. Aur haan kal k liye tumhare kapre nikal k rakh diye hain maine aur baki k kapro k sari matchngs ker k wardrobe main hang ker diye hain taki tumhe pareshani na ho coz I know k tumhe ye matching waghera kerne ki ab adat nahe rahe isilye maine sab ker diya hai tum bas apna khayal rakhna & plz itna zyada kaam mat kiya karna aur ghar jaldi ajaya karo qki ab to wo wajah jis k liye tum roz late ghar aate thay yani main ab ja rahe hu aur mere bare main pareshan hone ki zaroorat nahe k main kahan chali gayi main bhai aur bhabhi k pass Mumbai ja rahe hu socha tumhe bata du kahin tum meri wajah se aur pareshan na hojao tumhe pehle he bohat pareshan kiya hai aur nahe kerna chahti thi…
Kashish…
Sujal didn't knew what to do how to react after reading the latter he was still standing there..
tu mujhse rootha rahe, mujhe sanam shikayat nahe
na mujhse ikrar ker, ye maan lu mohabbat nahe
tujh bin jee saku lekin, ye mujh main himmat nahe (now he realize that he cant live without her)
mere falak ka tuhe sitara, awara maujo ka tu kinara (picks their wedding pic & was looking @ kashish)
ab muskurade kerde sahara, maan kehna mera....
he then went to the wardrobe & finds all his clothes arranged neatly then he looks @ the empty side of the wardrobe jahan pe kashish k kapre hua kerte thay & something happened in his heart & he wasn't sure was that pain or something else. Then he controlled himself take out his clothes & goes to get ready..
sujal apni tie bandh raha tha when uski nazar kashish ki pic pe padti hia..
main ek pukar tha jan-e-jana mujhko awaz banaya tune
main khud se hogaya tha juda sa mujh ko mujhse milaya tune (remembers the way she use to cheer him up whenever he was upset)
ehsaan hai tera raasta hai tu mera tu mera aashiyan
mere falak ka tuhe sitara awara maujo ka tu kinara
ab muskurade kerde sahara maan kehna mera....
he was now in his car but still was thinking abt kashish..
tu mere khuwabo main khayal main tuhe tu,tu mere tarano main
tujh ko jo paaun main pa jau baharein tanha veerano main (he sees that kashish is standing on a side of road & immediately stops the car)
koi bhi ho rehguzar tu mile jahan jidhar hai manzil bas wahan (he gets out of the car but sees no 1 was there)
mere falak ka tuhe sitara awara maujo ka tu kinara
ab muskurade kerde sahara maan kehna mera....
(aap sab confuse honge k aakhir ye sujal chahta kya hai? Kabhi khud he usse nikal jane ko kehta hai aur jab wo ja chuki hai to ye haal hai actually wo kya chahta hai ye usse bhi pata nahe he still loves her but jab bhi kashish us ke samne aati to he remembers that kashish ne us k saath dhoka kiya & all the yuv ki kahe hue batein yaad ati hain thats Y he use to ignore her.hope aap samajha gaye hoge agar nahe to feel free to ask I'll try to explain to u.)
he reached office but was not able to concentrate on his work akshat informs him that he had talked wid the commissioner of police & had told him everything & he is agree to help them & usne ek inspector ko unki help k liye kaha hai & that inspector & akshat had seen yuv wid his fellow mans when they were loading their drugs consignment.
Yuv ne apna consignment load to kerwa diya tha & that went out of India safely coz of sujal but as soon as his mans in London took their consignment & were going police arrest them all…jab yuv ko ye pata chala to he was shocked as k police ko kese pata chala….
Now I know k kashish ko sujal se zyada aap log miss ker rahe ho so lets see k wo kya ker rahe hai..
Mumbai Goinka House
Its night time & kashish is sitting on the bed & had something in her hands chehre per aansuon k nishan hain & the thing which she is holding its sujal's pic jo wo apne saath layi thi.
Actually us din jab sujal ne kashish wo sab sunaya tha tab she decided that wo sujal ki zindagi se door chali jayegi but kahan jayegi abhi usne ye socha nahe tha so she decides k abhi k liye she'll go to Mumbai & then will decide further so she packed her bags with teary eyes & wrote that note 4 sujal & asked ramu kaka to take care of sujal & leave the house cryingly when she reached goinka house manasvi & suraj were very happy to see her she told them k wo kuch dino k liye unse milne ayi hai when suraj asked k sujal nahe aaya to @ 1st she didn't know what to say but then she lied to him that "he wanted to but he had an imp meeting to I told him I'll go alone" manasvi & suraj were so happy to see her that they didn't notice the change in her behavior prerna came to know abt kashish's arrival by manasvi as they have became good friends now prerna too visited them to meet kashish she too didn't notice the change in kashish but when she took manasvi & her 4 shopping there she sensed something fishy she asked kashish abt sujal & asked in a jovial mood that does her pagal dever calls her daily or not? & the color change in kashish's face confirmed that there is some thing wrong btwn them though she didn't show that on her face then kashish replied hesitantly that sujal called her daily @ night & tried to cover up 4 sujal but of no use as prerna ko shak ho chukka tha..
So now she is in her room thinking abt sujal & is crying…
Is situation per song hojaye & I just loved this song😊
tere ishq main sudh budh khoyi
haal na jane koyi (she was looking normal 4 other but only she knows what going on in her heart )
tere prem ki sej pe soyi (remembers all those times when sujal showers his love on her)
meri birhan rooh bhi royi (& comes back to reality & was crying)
main to hogayi ray deewani saiyan
hogayi re deewani
kese main katugi tanhayi ki ye ratein (hugged the pic & cries even more)
deewane dil ki kuch deewani see batein
phir yaad piya ki aayi
meri aur badi tanhayi (as she was remembering him she was feeling more lonely)
mere maan ki lagan tu jane
mere tan ki agan tu jane (thinks that only he can understand her)
main to hogayi ray deewani saiyan
hogayi re deewani
jal gayi meri duniya (remembers k kese uski hasnti hue zindagi main yuv ne aag laga di)
jal gayi sab barsatein (remembers the way sujal shouted @ her & asked to leave)
deewane dil ki kuch deewani see batein
phir hijr k mausam aaye
ek piyasi jalti jaye (she lays back on the bed)
ek pal na soyi aankhen (her eyes were shown jin mian kahin bhi neend ka nishan na tha )
meri tujh bin roye aankhen (tears roll down her eyes)
main to hogayi ray deewani saiyan
hogayi re deewani
mil gayi khak main sajan
more sapno ki baratein (thinks that all us k sare sapne khak main mill gaye)
deewane dil ki kuch deewani see batein
deewane dil ki kuch deewani see batein..
290