PART 9 A
Anika closed her eyes calmly as if his touch & his kiss had soothed her pain & emotional trauma which she was feeling. Yog smiled seeing her relaxed he covered her with comforter & lay back on the bed thinking that at least now Anika has started sharing her pain her fears & her insecurities with him.
It was important for their relationship & he was contended that at least things are working out properly & surely after some time Anika will settle down properly.
Next Morning Anika woke up & she was feeling light & normal, Yog too got out his nap & wished her saying "Good Morning"
Anika responded with a smile & wished him back "Good Morning ... aap ready ho jaaiye main breakfast lagati hoon"
Yog nodded & said "Papa ki call aayi thi Anika wo chahte hai ki kuch din ke liye hum waha chale ...Shadi ke turant baad Papa aur kaka ko ek zaroori summit ke liye bahar jaana pada kal hi laute hai ... isliye chahte hai thoda samay hum unke saath rahe"
Anika smiled & said "Theek hai ab to Papa bhi ghar aa gaye hai main chutti ke liye keh deti hoon aap bhi keh deejiye ho sake to isi weekend hum jaayenge" Yog nodded & went to have a shower after a while both dispersed to their workplaces.
Little later in her office Anika received a call from DGP Police for meeting. She reaches the office & meets him & seeing his irritated face asked "Sir kya baat hai?"
DGP said "mujhe abhi call aaya tha MLA saab ka khete hai ki us Moti ko chood do"
Anika said irritated "us gunde chood doon! taaki kal ko pagal kutto ki tarah jisko chahe usko nuksaan pauchaaye abhi to college ki ladkiyo pe haath daala hai kal khule aam kisi se saath kuch bhi karega ... hum aise kaise chood de use"
DGP said irritated "problem to yahi hai ... yaha tumne use arrest kiya waha saare politicians khade ho jaate hai baat na maano to band karne aur danga karaane pe uttaru ho jaate hai ... media officials sab inke payroll pe hai we can't do anything kaha kaha jawaab deenge hum"
Anika sighed & said "Sir is baar inhe jo karna hai karne deejiye maine kal hi magistrate se orders release karwaa liye hai ab se next peeshi tak Moti humari hirasat main hi rahega aur ek police officer hone ke naate jo zaroori hai main wohi karungi"
DGP said "Good! tumne sahi kiya ki uske orders leke lekin unke loog band ya danga karaane ki koshish kar sakte hai be alert"
Anika nodded & said "I will sir ... main chalti hoon mujhe patrolling ke liye jaana hai"
She took leave from DGP & started her work. Anika started taking rounds of the city to avoid any kind of nonsense. After an hour she spotted few goons on the road torturing the vegetable & fruit sellers in the market to close the shops as it was band declared by the party.
Anika said stopping them "Ye kya ho raha yaha pe?"
An old fruit seller said complaining "Madam ye gunde humari dukaane zabardasti band kara rahe hai"
Anika turning to them said in a stern voice "Ye loog kya keh rahe hai?"
One of the goons said "aaj band hai isliye band kara rahe the"
Anika in a stern voice said "Band! Kis liye hai tumhara ye band? Aur kaun kehta hai ki in gareeb jo mushkil se fal aur sabzi bech ke paise kamate hai unhe pareshaan karo is band ki vajah se"
Goon replied "hamare neta ji ke karyakarta ko giraftaar kiya gaya hai aur police ki vajah se hi ye band kiya gaya hai"
Anika said "accha! to aapko main batati hoon us karyakarta ne ILA Women's college ki saari padne waali ladkiyoo ko pareshaan kar ke rakha hai ...
use maine giraftaar kiya hai waha ki ladkiyoo ki complain pe aur saath hi usne Police ke kaam me dakhal dene ki koshish ki hai us Police pe haath uthane ki galti bhi ki hai ab aap loog yadi ye sab turant rook ke shanty se wapis nahi gaye to majburan mujhe aap logo ko bhi giraftaar karna padega"
Goons hearing this got out of control & within few seconds they all cumulated & started throwing stones on the Police vans & normal people coming to market. Anika in no time informed control room & started to give them her piece of mind with her cane.
She started to drive them out of the market & handled them with all her might. After few minutes situation was controlled by the police force of control room. She came back & saw the few shops were ruined by those goons.
She went to them & said "Ab jo tumhari vajah se in gareebo ka nuksaan hua hai uske paise do"
Goons were already terrified by Anika so they in no time gave them the money. There were few casualties too with the stones but the old fruit seller & 2 kids were injured badly. Anika in hurry put them in her jeep & took them to Yog's hospital as it was nearest.
Anika enters the hospital asking for Yog & as soon as Nurse informs Yog he comes there next minute. Anika sighs in relief seeing him & said pointing to injured people in her jeep "aap please inko dekhiye wo patharbaazi main inko chot lag gayi hai"
Yog nods & checks ... those children are fine but old man was a bit critical. He asked Jannat to look after the kids & along with Jaanawaaz started to treat old man. After looking at Yog Anika too got tense & after an hour when old man was out of danger both sighed in relief.
They came out & said to Anika "Nothing to worry ... sab theek hai jaldi theek ho jaayenge"
Anika smiled at him & he noticed her arm was bleeding. He voiced "tumhe bhi dressing ki zaroorat hai aao main kar deta hoon" suddenly an emergency case arrived & Yog asked Jannat to do the dressing.
Jannat made her sit & started dressing her wound & asked "ye chot kaise lagi bhabhi jaan?"
Anika said with a smile "kuch nahi patharbaazi rookne main thodi si lag gayi aur ye to mere kaam ka hissa hai"
Jannat smiled & asked "hum aapse ek baat pooche ... aap bura to nahi maanegi?"
Anika nodded in negative & Jannat asked with a hitched voice "aap Yog Bhai jaan se ab bhi khafa hai?"
Anika first was bit stunned then replied "kyu Yog ne aapse meri shikayat ki hai?"
Jannat with a smile said "Nahi! bas unki behen hone ke haqq se aapse pooch rahi hoon"
Anika said "haan main naraaz hoon! par khud se Jannat ... aur isliye ki Papa ne aur Yog ne meri bewkoofi ki vajah se bahut saha hai pata nahi maine kya kya keh diya Yog ko gusse main ... par unhone kabhi uska bura nahi maana ... mujhe sambhala support kiya Papa ka khayal rakha ...
ab to Yog ki aankho main dekhne se bhi darr sa lagta hai mujhe ... yadi kisi mod pe unhone ne apne pyar ka hisaab maanga to main chukka nahi paaungi" her eyes became moist saying this.
Jannat said consoling"Bhabhi jaan! wo aapse pyar karte hai koi tijariti sauda nahi hai ye jo aapko hisaab chukana pade ... aur yadi aapko aisa lagta hai to unke pyar ka jawaab apne pyar se deejiye unke liye kaafi hoga aur aap kyu purani baato ko leke baithi hai sab bhool kar Yog bhai jaan ke saath nayi zindigi khushi se shuru keejiye"
Anika smiled & said "Main koshish kar rahi hoon Jannat"
Suddenly they heard an old looking for someone Anika & Jannat came out she was wife of that old fruit seller & was searching for her husband. Anika informed the old lady that her husband is fine and is in general ward resting as he was hurt.
By the time Yog too came out of emergency as patient was stable. Anika & Yog took that lady to her husband.
She got relived & said joining hands to both "beta tum dono ne mera ghar bikharne se bacha liya ...bhagwaan tum dono ko hamesha khush rakhe"
Anika said stopping her "Are kya kar rahi aap Mausi! Humne jo kiya wo humara kaam tha"
Yog said "aur ab wo theek hai aap unhe thodi deer main leja sakti hai ...waise ye unhe sahi waqt pe yaha laayi warna pareshani zayada ho sakti thi"
Old lady said to Anika giving her an iron bracelet "Mujh gareeb ke paas dua ke siva kuch nahi ye main shiv shakti mandir se laayi hoon" she makes her wear the bracelet & says blessing her seeing fade tint of heena on hands"jeeti raho aur sada suhagan raho"
Yog with a smile voiced "Anika dekho! Tumhare kaam ki vajah se mujhe bhi dua mil gayi"
Old lady realized that they are husband & wife & says "bhagwaan tumhari Jodi banaye rakhe aur saari khushiya de" with that she went out of the room towards her husband.
Anika smiled lightly & says taking leave "Yog main nikalti hoon kuch zroori kaam hai"
Yog asked "tumhari dressing ho gayi na?"
Anika said "Haan ho gayi ... & thanks a lot aapki koshish se wo bach gaye" & walks out of the hospital.

SCROLL DOWN PART 9 B 😊
Edited by --GOLD-- - 8 years ago
14