PHIR MILEINGE - Saath Saat Janmo ka.... Sujal Kashish ** Completed**.. - Page 5

Created

Last reply

Replies

253

Views

46.6k

Users

17

Likes

359

Frequent Posters

rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#41
thanku every one for liking & commenting on part 6 here is the part 7...keep raeding & keep smiling...😊😊😊😊😊😊😊😊
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#42


*** PHIR MILEINGE - sath saat janmo ka***

Part 7

sujal;- jab dard ek ho to aayesha... to paraye bhi apne lagne lagte hai...khair chhod...chal chalte hai...

aise hi kuchh aur din beet gaye...is beech sujal ne apne admiyon ke jariye us mandir ka pata lagane ko kaha aur ab use yakeen hai ki yeh mandir mumbai me to nahi hai...wahi usne apne pantar logon ko yeh mandir kaha par hai yeh pata karne ko kaha... dusri taraf kashish ne finally apne india aane ke maksad ke bare me maahi ko bata diya aur ab maahi uske sath hai... wahi dusri taraf maahi aur rohan ek dusre ke kareeb aa rahe hai/...to yahan sagar aur ruhi lagbhag daily milte hai... par kashish ki sabse badi problem koi aur banta ja raha hai...tushar kashish ke close aane ki kosis karta hai...kashish ko tushar ki company bilkul nahi pasand hai par she cant do anything bcz... tushar rewa aur swayam se related hai...jinke bharoshe viraj use mumbai chhod kar gaya hai...

R&G house...tushar's room...

rewa:- oh common tushr itane din ho gaye use yahan aaye hue...aur abhi tak tum uske dil me jagah nahi bana paye... bade ho jao...

piyush:- right... look beta... agar tum kashish se saadi kar lete ho...to viraj ki sari daulat jo kashish ke naam hai...wo bhi hume milegi...phir socho..we would be the most powerfull...

tushar:- dad i m trying na...ab jabardasti bhi to nahi kar sakta na...warna hum sab ka plan flop ho jayega...pata nahi yar kya problem hai use... jab dekho ya maahi se baat karti hai... ya fir kuchh sochti rehti hai...khair is baar ki holi main usi ke sath manaunga... and dad i promise u kashish meri hogi...aur us kashish ki daulat humari...
(all laughs)...

R&G hotels...

kashish aur maahi apas me bat kar rahe the...bcz abhi thodi der pehle in dono sujal aaysha aur chhotu se baat ki hai...ab aayesha aur chhotu bhi inke achhe dost ban gaye the...ki tushar aata hai...

tushar;- hey kashish... maahi...

kashish:- tushar yeh ek ladki ka kamra hai... tumhe knock karke ana chahiye tha...

tushar:- oh sorry yar wo...waise u know...2 din baad holi hai...aur ab is baar tum logon ki holi india me hai...then is baar i promise u ki tumhari holi yaad gaar ban jayegi...

maahi;- ha kashish holi yar...waise baat to sahi hai... apne tyoharo ka maza apne hi desh me aata hai... pardesh me nahi...

tushar:- oh common aisa mat kaho...aap log london ke citizen ho...

kashish:- par hai to pardesh hi...kyuki humara desh to hindustaan hai... yahan se humari jad judi hui hai... kisi desh me jakar bas jane ka yeh matalab nahi ki hum apne desh ke sanskaaro ko bhool jaye...khair kaha to tumne sach hi ki is baar ki holi yaad gaar to hogi...(she is smiling...thinking about some thing...)...

tushar;- kya hua...itna kyun muskura rahi ho...

kashish;-nahi kuchh nahi holi ka soch rahi hun...

tushar:- actually meri ek meeting hai...abhi mujhe jana hoga...

kashish( wishper):- tumhe bulaya kisne tha...

tushar;- kya..kya kaha...

kashish:- nothing tushar...see u tomorrow...

tushar:- tomorrow...

kashish:- oh common dont tell me ki tumhe nahi pata... kal holika dehen hai... mehek aunty ne humein already invite kiya hai...hum kal aa rahe hai...

tushar:- oh ha...byee... byee mahi...

maahi:- bye maahi...(tushar left)... oh god such a headache yar...holi aur iske sath iewww...(kashish laughs...) jab dekho tujhpe chance marta hai...tapori sujal hai...par harkate iski tapori wali hai...( kashish thinking about sujal...) kya hua...sujal ke bare me soch rahi hai na...he is such a nice guy yar... teri help bhi kar raha hai... aur dekhne me toh...

kashish;- what...

maahi:- nothing... chal so jate hai...kal holika dehen hai...burai pe achhai ki jeet ho sakta hai ki teri problem ka ant bhi kareeb ho...

kashish:- ha yar... waise maine dad ko keh diya hai ki humara visa extend kara de...kyuki ab main mumbai k alawa pura india ghumna chahti hu... kyuki wo mandir to mumbai me nahi hai...

maahi:- hmm... chal... ab so ja...( both slept)...

now its a day of holika dehen...

sujal sagar aayesha aur chhotu sabhi ke sath milkar chawl me holika dehen ki taiyaari me lage hai... ki tabhi kashish aur maahi aate hai...sujal upar chad kar lakdiya sahi kar raha tha...kashish aur mahi ko dekh kar neeche ata hai...

maahi;- sujal sambhal ke... nice yar...

sujal:- ha na mast... pure borivali ilaake ke sabse unchi holika dehen...kyun kashsih kya kehti hai...kabhi tere london me aisa kuchh dekha hai...

kashish;- nahi yar...but...

sagar;- kya hua kashish...

kashish:- yar wo humein jana hoga... mehek aunty yani ruhi aur rohan ki mumma ne humein bulaya hai...wo wahan bhi aaj holika dehen dehen hai fir kal rang...to hum log tumhare yahan ka nahi dekh payeinge...

sujal;- itani si baat...ek minute...( sujal rohan ko phone lagata hai...) ha apun sujal bol raha hai...

rohan:- ha bol na yar...

sujal;-wo dekh ab tu aur ruhi apun sab ke dost hai to tere ko ruhi ke sath kal holi khelne yahan apun ki chawl me ana hoga...aur ha kashish aur maahi pehle tere ghar aayeinge uske baad unhe bhi yahan le kar ana...

rohan:- par hum mom dad ko kya kaeinge...

sujal;- abe ghochu...apun bhi tere bade bhai ki tarah hai...kuchh bhi bahana bana aur sabke sath ana kal...warna soch lena...

rohan;- theek hai sujal bhai...hum aayeinge...

sujal;- yeh hui na baat chal ab rakh...( to kashish).. lo ho gayi na problm solve...

kashish:- thanks... chalo main tumhari aai aur ayesha se mil kar aati hu...

aise hi sab ne achhe se holika ka dehen kiya,,...aur kashish aur maahi ne R&G house me...par it was a good for kashish ki tushar ko urgent kam se delhi nikalna pada aur tushar ka plan kashish ke sath joli khelne ka flop ho gaya...aur yahan R&G house me waise bhi sujal kashish ki maut ke baad holi jyada nahi kheli nahi gayi...to sabhi ne ghar pe wish karke rohan ruhi kashish aur maahi chawl aa gaye...aur sabhi ko wish kiya...

its a blast here sabhi ek dusre ko rang laga rahe hai...

sujal;- kashish maahi...aaj tum dono ko kaun bachayega... (mahi bhagi...)abe oh rohan pakad maahi ko...

yahan sagar aur ruhi ek dusre ko rang lagane me busy hai...to aai kashish ayesha aur parvati kaki ( aayehsa ki maa) in sabko dekh rahe hai...aur has rahe hai... tabhi kashish ko kuchh sujha...aur usne aayesha ke kaan me kuch kaha...aur aayesha kashish ka hath pakad kar waha se le gayi...sabhi apne apne shikar ko rang laga rahe hai... bahut dhoom machi hai ki sabhi ko kuchh awaaz sunaai di...

aayehsa:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to bole re jamana, kharabi ho gayi...

kashish;-
mere ang raja... jo tera rang laga...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...
(aayesha and kashish are dancing...unko dekh kar sab bhi masti ke mood me aa gaye...)

-----------------------------------------------

ruhi:-
itna maza... kyun aa raha hai...
tune hawa me... bhang milaaya...
(apni baahien faila kar is pal ko ji rahi hai..)
----------------------------------------------
kashish:-
itna maza... kyun aa raha hai...
tune hawa me... bhang milaaya...
dugna nasha... kyun ho raha hai...
aankhon se meetha...tune khilaya...
(ek hanth sujal ke kandhe par to dusra sagar ke aur ga rahi hai)

sujal:-
oh teri mal- mal ki kurti gulaabi ho gayi...
chali chaal kaise nawaabi ho gayi...
( sujal kashish ka dupatta pakad kar ga raha hai)

sujal kashish aayehsa:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...
(all are dancing with full...)

sagar, maahi, ruhi & rohan:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...

(they actually want to forget every thing...)

-----------------------------------------------------
sagar:-
teri kalaai hai... hanthon me aai hai...
maine maroda to... lagti malaai hai...
(he tries to flirt with ruhi)

ruhi:-
mehnga padega...yeh rasta malaai ka...
upwaas karne me... teri bhalaai hai...
( she is enjoying with sagar)

sujal:-
ho...bindiyaan teri, maahtaabi ho gayi...
ke armaano me... behishaabi ho gayi...
( sujal is dancing with both aayesha and kashish)

rohan, maahi, sagar & ruhi:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...

sujal:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...

aayesha & kashish:-
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...

-----------------------------------------------------

rohan:-
kyun no vacancy ke... honthon pe gaali hai...

sujal:-
jabke tere dil ka... kamra to khali hai...

maahi:-
mujhko pata hai re... kya chahta hai tu...


kashish:-
boli bhajan teri...niyat mavaali hai...


sujal:-
julmi yeh... hazir jawaabi ho gayi...
tu to har taale ki... aaj chabhi ho gayi...


rohan & sagar:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...


ruhi & maahi:-
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...


sujal:-
balam pichkaari... jo tune mujhe maari...
to seedhi shadhi chori... sharabii ho gayi...


kashish & aayesha:-
haan...jeans pehen ke... jo tune mara thumka...
to lattu.. padosi ki bhabhi ho gayi...


alll:-
ha bole re jamana kharabi ho gayi...
ha bole re jamana kharabi ho gayi...
ha bole re jamana kharabi ho gayi...
-----------------------------------------------------

movie:- yah jawaani hai diwaani...


all are dancing like crazy...achanak se kashish stops... wo bas sabko dekh rahi hai... itani khush wo kabhi nahi thi apni zindagi mein...ha sirf paisa tha uske pass par khusiyaan...khusiyaan to sirf... sirf tabhi se aai hai.. jab se in sab se mili hai... jab se wo is chawl me aane lagi hai...sujal se mili hai...aur sayad aaj pehli baar rohan aur ruhi bhi itane khush hai...kyuki ab unhe bhi kisi ke sath ka ehsaas jo hai...sahi kaha hai khusiyaan paiso se agar kharidi jati to... aaj inhe pehli baar itani khusi ka ehsaas nahi hota...paisa hi to tha par pyar nahi tha... jo wo khushi nahi thi...is chhote se chawl me rehne wale logon ke dil me hai...thak kar sabhi wahi chawl ke ground par baith jate hai...

maahi:- woww... it was awsmm...(tabhi chhotu kuchh glasses lata hai)...

sagar;- abe yeh kya hai...

chhotu:- sagar bhai... holi bhang ke bina kabhi khatam hui hai kya...

sujal:- yeh hui na baat... la mere sher...

ruhi;- bhang... no way...sujal nahi...

sujal;- lekin kyun...

ruhi:- dekho faltu me humgama ho ga...

sujal;- are nahi hoga...

ruhi:- par kisi ko chad gayi to...?

kashish:- are par yeh bhang hota kya hai...

rohan:- hota nahi hoti kashish...

kashish:- ha ha wahi...

ruhi:- its a kind of indian drug...

maahi & kashish:- what...drug...

sujal:- oh ruhi kya bol rahi hai...ore kashish maahi..matao yeh drug nahi hai... ha isse nasha hota hai par...

kashish:- no way...chhotu...sab le kar ja...koi nahi piyega...'

sagar;- par...

ruhi:- no means no...

sujal rohan & sagar:- ok...

aise hi masti karte khelte hue...inka holi ka din guzar gaya... aur fir wapas sabhi apne kam me lag gaye... kashish yunhi apne bed par leti hai...aur apne india me guzare hue palo ko yaad karke muskura rahi thi... har pal me use khusi ka ehsaas aur chehra jo ab use har pal achha sa lagne laga tha...use uska sath pasand tha...ha sujal ka chehra...kashish ko sujal achha lagta hai...wo kuchh alag sa mehsoos karti hai jab sujal uske sath ya uske pass hota hai...ab askar hi yeh sab milte hai...haste hai mazak karte hai...par kashish apni is feeling ko koi naam nahi de pa rahi thi... kashish sujal ke bare me soch hi rahi thi ki sujal ka phone aaya...

kashish;- ha sujal bolo...

sujal;- sorry yar...apun bahut try kar raha hai... pure maharastra me pata laga lia...google bhi kiya par tere us mandir ka kuchh pata nahi chal raha hai...ab apun ka india hai hi itna bada...aur yahan to karodo madir hai...tu apun ko thoda aur time de ok...

kashish;- wait sujal...tum kyun sorry bol rahe ho... aur ha...main intezaar karungi...u take ur time...

sujal:-thanku yar... chal abhi apun rakhta hai...wo apun ko aayesha ke sath kuchh samaan lene jana hai...

kashish:- aayesha ke sath.. itani rat ko...kya lene jana hai...

sujal:- are apun ko nahi pata... usne kaha chal... to maine bhi kaha chal... achha ab bye ha...

kashish:- ok bye...( sujal phone rakh deta hai...)...aayesha aur sujal...( unintentionally a tear flows down to her cheek... she touched it... and thinks y she is crying...)...

aise hi kuchh aur din beet gaye... sujal ne kashish ko bulaya milne ko kashish aur mahi gaye...

kashish;- hey kya baat hai...tumne aise kyun bulaya...

sujal;- kyuki tere liye khush khabri hai meri jaan...

maahi;- aisi kya baat hai...

sujal;- maine pata laga liya hai ki wo mandir kaha hai...

kashsih:- kya sach me...( kashish hugs him... sujal has a strange feeling...) tumhe nahi pata kal raat bhi mujhe...waise kaha hai...

sujal:- yeh mandir himachal me hai...

maahi:- par wo to kitna bada hai...ab kya karoge...

sujal:- bas problem yeh hai ki kashish ko wahan ja kar us madir klo dhundhna hoga...kyuki ab muskil hai...

kashish:- main jaungi...

maahi:- tu pagal ho gayi hai... main aur tu akele kaise... kashish uncle aur baki sab ko...

kashish:- sujal kya tum chaloge humare sath...

sujal:- kya apun kaise...

kashish:- plzz sujal... tumhare siwa meri koi help nahi karega...agar tum jaaoge to main dad ko kaise bhi convice kar lungi...plzz sujal... na mat kehna...( kashish ki aankhon se aanshun beh rahe hai...)

sujal;- aye... to ro kyun rahi hai...apun chalega tere sath...

kashish:- thanku...

sujal;- tu apne dad ko bata main aai se baat karta hu...

phir maahi aur kashish ne viraj ko convince kar lia ki woh guide lekar ja rahe hai himachal ghumne...aur R&G house me bhi sab maan gaye... tushar is not happy...but wo kuchh nahi kar paya... aur yahan sujal ne apne aai aur aayesha ko sach bata diya kashish ka...

sujal:- aai ab tu hi soch main kya karta.. wo bahut pareshan thi aur...

aayesha:- tune bilkul sahi kiya...kaaki aap sujal ko jaane do...

sujal( aai ka solder pakad kar):- aai mujhe bhi kuchh aise hi sapne jeene nahi dete na... sayad kisi ki madad karke mere dard kam ho jaaye...

gayatri:- ja apne khayal rakhna...aur unn dono ka bhi...(sujal hugs her)...

kashish apne bed par leti kuchh soch rahi thi... ki maahi aati hai...

maahi:-kya baat hai... kya soch rahi hai...( kashish is not responding... tabhi mahi ki nazar kashish ke hanth pe padi uske phone pe sujal aur kashish ke holi ki picture thi...)kashish...

kashish;- haa... kya hua...

maahi:- wo na main tujhse kuchh kehna chahti hun... nahi puchhna chahti hu...

kashish;- ha to bol na...

maahi:- tujhe sujal kaisa lagta hai...

kashish:- kaisa lagta hai matalab...he is nice guy...

maahi:- wo to mujhe bhi pata hai... par kashish... he is different na... kabhi tune socha tha ki humari dosti kisi tapori type ke insaan se ho jayegi... khud ko dekh kashish tu kitani badal gayi hai... tujhe ab sujal ke sath rehna achha lagta hai na...

kashish;- haa...

maahi;- jab dekho uski hi baat karti.. ya usse baat karti hai... ya sirf usi ko sochti hai... kya baat hai...kahin tujhe...

kashish;- mujhe kya...

maahi:- i m sorry if i m wrong... but i think u love him...

kashish:- kya pagal ho gayi hai kya...kya bakwaas kar rahi hai...

maahi:- achha to tune apni problem sirf sujal ko hi kyun batai...

kashish;- are wo to bas...( par kashish ke paas bhi koi jawab nahi tha...)

maahi:- tune use hi kyun kaha apne sath chalne ko...khair its up to u... mujhe jo feel hua maine keh diya... chal byee goodnight...

kashish;- good night...( mahi left )

maahi to chali gayi chain se sone par kashish ko na jane kitane sawalo ke sath chhod gayi...jis karan kashish rat bhar na so paai...

kashish to her self;- kyaa sach me main sujal se... nahi nahi... maahi bhi na... wo mera sirf dost hai... waise b hum dono me jameen aasmaan ka fark hai...

phir agle hi din kashish ki car se sujal kashish aur maahi nikal gaye...

car...
maahi:- sujal...utranchal to itna bada hai... kaha se suru kare...

sujal:- dekh himachal ki borders se suru karte hai... oye driver...sunn...jaise hi himachal me enter ho bata dena...puchhna start karna padega... yeh pakdo tum dono..us madir ke xerox hai...

aise hi wo loge himachal me ghuste hi puchhna suru kiya...par bad luck to them ki inki gadi kharab ho gayi...

kashsih:- sujal...oh mr machanic kuchh karo na...

sujal:- kya kare apun ha...is thakeli car ka...aur waise bhi apun ke pass koi auzaar nahi hai...aur is ilaake me koi milega bhi nahi...

maahi :- to hum yahin rahenge kya...oh god...

kashish:- oh god maahi tu theek to hai na...

maahi:- kashish.. mera sir bahut dard kar raha hai... aur tujhe to pata hai mujhe road journey suit nahi hoti...

sujal;- kya to tu aai hi kyun...

maahi:- kya karti kashish ko akele aane deti...

kashish:- galti meri hai... sorry mahi...

sujal:- sunn kashish...apen hotel phone kar aur unko bol ek achhi si gadi bheje...aur mahi tu is driver ke sath chali ja...wapas... teri haalat abhi se kharab hai aage kya karegi...

maahi:- are kashish ko akele...

sujal:- oh tere ko apun pe bharosha nahi hai na...

maahi:- are nahi sujal... theek hai main to chali jaungi wapas.. par tum dono kaise jaoge...

sujal:- are to uski fikar mat kar... apun hai na... teri frnd ko 1 peice me tere pas pahuncha dnga...

kareeb 5 ghante wait karne ke baad...gadi aai aur mahi aur driver chale gaye...aur yahan kashish aur sujal chal rahe the...

kashish:- sujal main thak gayi hu... mujhse nahi chala jayega...

sujal;- oh madam to tujhe kisne kaha tha... ki yeh ek meter unchi heel pehenane ko ha... aur apun koi 3rd class film ka hero nahi hai... jo tujhe bahon me utha kar chalega...

kashish:- u... tumhe mujhse problem kya hai haa... jab kabhi mere kapde kabhi mere juto par comment karte ho... ya yeh kaho tum jalte ho...( sujal ko gussa aa gaya)...

sujal:- sunn tujhse apun ki juti bhi na jale...aur sun ha... apun ko tere yeh kapde ratti bhar nahi suhate... hindustaani hai to...unhi ki tarah raha kar... jaruri nahi hai ki agar aap khubsurat ho to uski numaaish karo... abhi tak to nahi kaha...aaj kehta hun... mujhe wo ladkiyaan bilkul bhi nahi pasand jo tere jaise kapde pehenti hai... tujhe kabhi nahi kaha kyuki tu london se aai thi... apr ab to tujhe itane din ho gaye... khair main bhi kisse bol raha hu... chal ab...( sujal aage chalne laga... kashish wahin khadi hai... na chahte hue bhi wo rone lagi... sujal ne peeche mud kar dega... wo uske pass aaya)...oye rone kyun lagi...( kashish ne sujal ko dhakka diya)...

kashish:- agar main tumhe itani hi na pasand hu to kyun aaye mere sath yahan ha... itani hi problem hai mujhse to chale jaao yahan se mujhe tumhari kou jarurat nahi hai... u bloody...

sujal;- chup... apun tere pass nahi aaya tha... tu apun ke pass aai thi... aur ha ab main itana begairat to hu nahi ki tujhe yahan chhod kar chala jau... apni aai ko wada karke aaya hun warna...

kashish:- warna kya... mujhe chhod kar chale jaate na...( sujal kuchh nahi bola... )

sujal:- ab chal tere ko teri manzil tak pahuncha du bas... aur phir tu apne raste main apne...

sujal aur kashish chal rahe hai... koi baat nahi kar raha tha... ki tabhi unhe ek bas mili... jisme sayad koi family thi... jo picnic manane aaye thi... sujal ne unse lift mangi...

sujal:- dekhiye mam.. wo humari gadi kharab ho gayi hai... plzz lift de dijiye...

a lady- par yeh ladki tumhari kya lagti hai... bhaga kar laaye ho ise...

kashish;- are nahi nahi...

a man:- to...?

sujal;- are yeh to apun ki wife hai...( kashish is shocked)...

a girl:- wow... what a sweet couple... dadu... plzz inhe lift de dijiye...

man:- ok...

sujal kashish ko lift mil jati hai... aur wo unhi ke sath aage ka safar tai karte hai...

a boy;- aap dono ko jana kahan hai...?

sujal:- woh... waise aap sab kaha ja rahe ho...

a girl:- wo hum sab to picnic pe nikle hai... pehle manali, ooti aur shimla jayege,..wo actually humare dadu aur dai ki 50th anniversay hai to hum sab isi khusi me ja rahe hai...aur aap...

sujal:-humein bhi manali hi jana hai...by the way... congratulation to both u...

dadu & dadi:- thanku beta...

kashish:-congratulation dadi & dadu...

sujal kashish ko dekta hai wo muh fula kar chup chap si baithi hai...

sujal wishper:- aise kyun baithi hai... sabko saq ho jayega...

kashish:- tumne jhoot kyun bola ki m ur wife...

sujal:- chup... baad me batata hun...

dadi:- waise tum dono ki saadi ko kitna time hua...

sujal:- 6 mahine...

a girl;- oh toh aap dono honeymoon pe aaye ho... par aapka naam kya hai...

sujal:- wo... apun... i mean mera nam sujal deshmukh.. aur yeh kashish deshmukh...

kashish in her mind;- kashish deshmukh...

a girl;- oh aap loge marathi ho... kahan se ho...

sujal:- mumbai...

a girl:- wow... tabhi i must say... aapki wife ko dekh kar lagta hi nahi ki yeh saadi suda hai...

sujal:- kyun kya hua...? (ghabra kar)...

a girl;- no just... inke kapde..

kashish;- a wo... i m from london na... to abhi aadat nahi hai...saree & all u know...

a girl:- oh wow... i must say...aapke husband hai bahut handsome... aur aap bahut khubsurat...love marriage hai na...?

kashish:- haan... thanku...

girl;- sujal... agar aapki saadi nahi hui hoti na... to main aapse saadi kar leti...

sujal:- kya...

dadi:- oh common sharma rahe ho...meri poti to mazak kar rahi hai...waise agar tum 40-45saal bade hote to main bhi tumse saadi kar leti...

sujal:- kya dadi... aapko main hi mila... main to sirf 24 saal ka hunn... 70 saal ka nahi hun...

a boy;- ha sia... ab dekh na... kashish ko kaisa muh utar gaya unka... tu unke pati pe line maar rahi hai...

kashish;- are nahi nahi...

boy;- wow... kya pyar hai...

sujal aur kashish both are embarased...

end of part 7
press like if u really liked it
do comment
love chandni

***********************************************************
***********************************************************

Edited by rkchandni - 9 years ago
.FlyingClouds. thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#43
Lovely update
Finally they are alone
Let the love blossom
Yeh Tushar bojot irritating hain, bilkul apne baap ki tarah
Anyways, thanks for the pm
golu_1677 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#44
Thanks for a wonderful part
0913155 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#45
Awesome amazing loved it plz continue soon thanks for pm😆😃😳
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#46

Originally posted by: Acad10

Lovely update

Finally they are alone
Let the love blossom
Yeh Tushar bojot irritating hain, bilkul apne baap ki tarah
Anyways, thanks for the pm



thanku so much dear...yes yeh bahut irritating baap pe gaya hai...😆😆😆😆
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#47

Originally posted by: 0913155

Awesome amazing loved it plz continue soon thanks for pm😆😃😳



my pleasure...thanks...
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#48


thankuuu...
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#49

Originally posted by: golu_1677

Thanks for a wonderful part



my pleasure dear...thanks for ur comments..i love writing...
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
#50
hello...my next update will be on friday...till then keep smiling...

lots love to all...

Related Topics

Fan Fictions thumbnail

Posted by: goodkashish · 6 years ago

Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 3 months ago

This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 1 months ago

In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 1 months ago

Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 3 months ago

Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".