Sirf Tere Liye Kabeer & Ananya**completed**Last part on page 49 - Page 15

Created

Last reply

Replies

304

Views

48.6k

Users

25

Likes

398

Frequent Posters

rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: drshabnam3

such a awsm part song was too good...kya likhti ho yr...very nice..feeling bad for kabeer...thanks a lott for such a nice update..


Thanku so much
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: gargy4u

Sooo so so emmtnl. Bechara Kabir


Yup it was thanks for comnt
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: ronojoy_ria

hi

the up is really good
so KAbir and Ananya along with their friends reached goa but Malvika who joined the villain gang also went there and as per their plan they created such a misunderstanding btw kabir and his friends that it not only spoiled his friendship with his friends but also his parents throw him out from the business and house
Poor Kabir lost everything whereas Nupur who being a girl can't take this committed suicide
Just to take revenge manav vivana nd amar spoiled their beautiful friendship and also too por nupur life
it was good that Ananya just believe Kabir
Plz cont soon and pm me




Yehhh u commented I knew it to cmnt jarur kregi thankuuu love u my ria
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
a big thanku to all for loving my fic liking and commenting on part 10...here is part 11...keep reading & keep smiling...
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
*** Sirf Tere Liye ***

Part 11

par isse pehle kabeer us tak pahunch pata..amar mar gaya...kabeer door khada use dekh raha tha...ananya pahunchi wo shocked reh gayi...

ananya:- kabeer...yeh...tum amar...

kabeer;- maine use nahi mara ananya...maine use...

ananya:- tum chalo yahan se...(Ananya kabeer ko kheech kar wapas le gayi...kabeer ke kamre me hai dono...) tum uske peeche kyun bhag rahe the...bolo kabeer...bolo...

kabeer(shouting):- kya bolu ha...us waqt vishwaas kiya tumne jo ab karogi...amar ne mujhe aur nupur ko trap kiya...yeh amar ka rumal...smell it...isme cloroform hai...jo usne use kiya tha us din nupur ko behose karne ke liye...usne mujhe aur nupur trap kark...

ananya:- kya amar ne...lekin wo aisa kyun karega...

kabeer:- ab kya fark padta hai ananya...ab kya fark padta hai ki tum meri baat sunn rahi ho...us waqt to...ab kya fark padta hai...nupur mar gayi...amar mar gay...bacha main...are main bhi to mar hi gaya hu na..(dhamake)...

ananya:- kabeer yeh tum...

kabeer:- sahi keh raha hun ananya...tumne suna nahi...mere baap ne kya kaha tha...are abhi tak to unhone mera shraadh bhi kar diya...jao ananya jaao...tum bhi jakar sabke sath jashn manao...nupur ke gunehgaaro ko saza mil gayi...kabeer to kal mar gaya tha...aaj amar bhi mar gaya...jaaaooo...( ananya hugs kabeer...both are crying,...both are in eachother arms...)

ananya:- i m sorry kabeer... i know tum galat nahi ho sakte...mera kabeer galat nahi ho sakta...i m sorry...

kabeer & annaya both are melting in each other arm...first time they are feeling the warmth of their closeness... first time they were so close...ananya holds his face on her hand and kissed him on his fore head...he closed his eyes...it was reliefing him from the pain of his heart...soon there lips met...firstly it was normal...but soon it becomes passionate...very passionate...after about 5 minutes...things strikes on kabeer's mind...he pushed her away...now ananya realised what she done...she placed hands on her mouth and tears flows down from both's cheeks...ananya ran away...

kabeer wahin bed par baith gaya...and starts crying...

kabeer:- oh god...yeh maine kya...main usse pyar karta hu par wo to nahi... yeh maine...maine ananya sath galat... ab main usse nazare kaise milaunga...how could i...how could i...

ananya's room...

ananya darwaaje se lagi hai...aur ro rahi hai...

ananya:- yeh mujhse kaise...kaise maine kabeer ke sath...oh god,...yeh kaise ho gaya mujhse...mujhe khud ko control karna chahiye par...how could i...how...

screen devided in 2 parts...one side there was ananya...she was crying what she done...and another side kabeer who was crying... for what he done...he is feeling guilty of ananya...

amar ke case me kabeer par kisi ko shaq nahi gaya...bcz kabeer ko amar ke peeche bhagte sirf ananya ne dekha tha...rat ki wajah se road me bhi koi nahi tha...vivan aur manav..amar ko mumbai le gaye...

next day...

kabeer ananya ke room me aata hai...ananya darwaja kholti hai...dono hi ek dusre se nazare chura rahe the...

kabeer:- ananya...ananya wo...i m sorry ananya...what i have done...mujhe bahut sharmindagi hai...( dhamake on ananya face...sayad jo pal inki zindagi ka sabse yaad gar aur khubsurat hona chahiye tha...wo pal aaj sharmindagi ka sabab ban gaya tha...)...

ananya:- kabeer galti sirf tumhari nahi thi...meri bhi thi... i m sorry... plzz forgive me...

kabeer:- plzz bhul jaana...aur sab ja chuke hai ananya...tum bhi chali jao...kyun ruki ho...

ananya:- tumhare liye...tumhe is tarah...chalo kabeer wapas mumbai...is jagah ne humse bahut kuchh chheen lia hai...

kabeer:- sahi kaha tumne sab kuchh... mera ghar, mera pariwaar, meri izzat, mere dost mera py...(ananya looks at him...)...par tumhe mujh par vishwas to hai na ananya...un sabne toh...par tum...

ananya:- hai vishwaas tum par...achha ab chalo...

kabeer:- ha...tum mumbai chale jana...aur main...

ananya:- tum...tum bhi toh...

kabeer:- nahi ab main us seher me nahi ja sakta...kabhi nahi...(dhammake)...

ananya:- kabeer tum apna ghar...apna...

kabeer:- kaun sa ghar ananya...kaun sa pariwaar...us din mr vinod sharma ne kya kaha tha tumne suna nahi...ab is janam me toh main wahan nahi jaunga...jahan logon ko mujh par vishwaas nahi...chalo main tumhara neeche wait kar raha hu...(kabeer left...)

ananya:- ek baar bhi tumne mere baare me nahi socha kabeer...ek baar bhi nahi...par aaj bhi wahi hoga jo tum chahte ho...(ananya is crying badly...)...


rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
ahhh...ahhh
rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
wo humein...wo humein...
wo humein aur bhi yaad aane lage...
wo humein aur bhi yaad aane lage...

(ananya apna samaan lekar aati hai...kabeer wait kar raha tha...dono hi ek dusre se nazare chura rahe the...)

bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane waale...jaane waale...
bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...

(kabeer aur ananya dono taxi me hai...dono hi khidkiyon se bahar dekh rahe hai..kyuki dono ki aakhien num thi...)

humne dil se kahi...apni mazburiyaan...
humne dil se kahi...apni mazburiyaan...
humne dil se kahi...apni mazburiyaan...

dil ko lekin yeh saare...bahaane lage...
dil ko lekin yeh saare...bahaane lage...

(ananya looks at kabeer...she wants to cry but she cant...she holds sheet so tightly ki her nail are paining)

bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...

unke kadmo me gir jaaye... mar jaayein hum...
unke kadmo me gir jaaye... mar jaayein hum...
mar jaayein hum... is tarah apni mitti thikaane lage...
is tarah apni mitti thikaane lage...

(dono hi air port ke bahar the ananya kabeer ko dekhti hai...aur kabeer ananya ko...kabeer ki aankhon ke aanshun uske gaalo me aa gaye...ananya bhi ro padi...both hugs each other...)

bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...

unse ek pal mein kaise...bichhad jaaye hum...
unse ek pal mein kaise...bichhad jaaye hum...


unse ek pal mein kaise...bichhad jaaye hum...
unse ek pal mein kaise...bichhad jaaye hum...
jinse milne me...sayad jamaane lage...
jinse milne me...sayad jamaane lage...

(ananya apne aap ko kabeer se alag karti hai...kabeer wipes off her tears...ananya mud kar jaane lagi...kabeer ananya ko dekh raha tha...)

bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...

rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
rooth kar hum unhe...bhool jane lage...
wo humein...wo humein...
wo humein aur bhi yaad aane lage...
wo humein aur bhi yaad aane lage...

(kabeer mud kar wapas aa jata hai...aur yunhi chalne lagta hai...)

bhool jane wale...yaad aane wale...
bhool jane wale...yaad aane wale...

(ananya flight me hai...she is crying...sabhi use dekh rahe the...par us ekoi fark nahi pad raha...wo sirf kabeer ke liye ro rahi thi...)

jo soch rahe hai kabhi dekha hi nahi tha...
jo dekh rahe hai...kabhi socha hi nahi tha...

(kabeer railway station jata hai...wahan ek train khadi hoti hai...jo shimla ja rahi thi...kabeer bina kuchh soche us train me jakar baith jata hai...)

yaad aane waleee... yaad aane waleee...
yaad aane waleee...yaad aane waleee...

(screen devided in 2 parts one ananya on flight crying...another side kabeer on birth of train...his eyes are closed...tears flowing down to his cheeks...)

movie:- gunaah...


kabeer shimla chala gaya to ananya mumbai...(here flash back ends for kabeer side)

mumbai...ananya's house...

anita;- tu wahan kya kar rahi thi...tune aalekh richa aur ronnie ko bhej diya aur khud wahan thi...kabeer ne tere sath kuchh...

ananya:- plzzz maa bas karo...jo dekho aata hai...aur kabeer pe ek naya ilzaam laga kar chala jata hai...uska kasoor kya hai...

anita;- tu puchh rahi hai ki uska kasoor kya hai...tu...tu janti hai na ki usne nupur ke sath kya kiya...

ananya:- kuchh nahi kiya usne nupur ke sath...kuchh bhi nahi...use aur nupur ko amar ne trap kiya tha...taki hum sab ko alag kar sake...aur kar bhi diya...kabeer bekasoor hai...nupur ne aatma hatya kabeer ki wajah se nahi ki...usne aatma hatya hum sab ki wajah se ki...kyuki hum sabne us par wishwaas nahi kiya...aur khabar daar kisi ne bhi ab kabeer ke baare mein ek shabd bhi kaha to...pyar karti hun main kabeer se,...bahut pyar...aur ab main uske liye kuchh bhi bura nahi sunn sakti...(dhamake on all's faces...ananya turns and find aalekh, richa, nandini & ronnie there...ananya wahan se jaane lagi...)

richa:- ruk ananya...(ananya stops...) oh toh brain wash kar diya kabeer ne tera...ek hi rat me ha...

ananya:- richaaa...

richa:- usne meri behen ke sath...

ananya:- chup...ab ek baat tu meri sun le...jahan tak sawaal hai ki agar maan bhi lo ki kabeer aur nupur ke beech kuchh hua...to kasoor waar akela kabeer nahi tha...nupur bhi uske sath thi...galti jitani kabeer ki hai..utani hi nupur ki bhi...aur nupur ne aatma hatya isliye nahi ki...ki kabeer ne uske sath kuchh kiya...balki isliye ki kyuki uski apni behen ne...uske apne dost ne,...uske apne pyar ne us par yakeen nahi kiya...

richa:- dekh tu...

aalekh:- sahi keh rahi hai wo...kabeer aur nupur begunaah hai...(dhamake)...galti humne ki hai...galti maine ki hai...bhagwaan ke liye ab kabeer ko koi kuchh mat kehna... ho sake to mujhe manf kar dena ananya...main bas yeh batane aaya hun ki main ja raha hu...mumbai chhod kar humesha ke liye...

ananya:- yeh tu...aisa mat kar aalekh...nupur chali gayi...kabeer chala gaya hai...

nandini:- kabeer kaha gaya hai ananya...

ananya:- nahi pata...usne ,mujhe air port chhoda aur khud kahi chala gaya...uska mobile bhi mere bag me hai...kuchh nahi lekar gaya apne sath...kuchh bhi nahi...

nandini:- thanku...tum sab ka bahut bahut shukriya...thanku ronnie...alekh, richa...ananya...aaj aap sab ka kabeer pe bharosha na karne ki wajah se...ek ma ne apna beta kho diya...ek bhai ne apna chhota bhai to dusre ne bada bhai kho diya...aur maine...apna dever, apna bhai, apna dost sab kho diya...abhi tune kya kaha aalekh...tu jana chahta hai na...chala ja...kyuki ab yahan kuchh nahi bacha...aur tu ronnie...aalekh ka samajh me aata tha...ki nupur uska pyar thi...par tune kaun si bhadas nikali kabeer pe ha... sab pata hai mujhe...sab...aur tum ananya aaj tum kehti ho ki tum pyar karti ho kabeer se...but u know what...tum use deserve hi nahi karti...(dhamake on ananya's face...) aur tum sab uski dosti deserve nahi karte...kyuki ananya...jab tumhe bolna tha...tab tum chhup thi...kyun...kyuki tumhare pass saboot nahi the... hai na...kabeer ne mujhe phone kiya tha...bataya usne mujhe amar ke baare me...tumhara pyar to sabooto ka mohtaaj bankar reh gaya...agar tum us ek pal me uspar bharosha kar leti to aaj kabeer ko apna ghar nahi chhodna padta... tum sab na kabeer ki dosti ke layak ho na pyar ke...

naman:- bhabhi...chaliye yahan se...

ananya:- naman...

naman:- kya kar rahi hai yahan aap bhabhi...in sab ko kuchh kehne ki zarurat nahi...jitna main jaanta hu apne bhai ko wo nahi aayega...chalo aap...

jaanvi:- naman...plzz ek baar to di ko...

naman:- kuchh nahi jaanvi...(naman nanadini ko lekar chala gaya...jaanvi uske peeche gayi...)

garden...

jaanvi:- naman isme meri kya galti hai... naman i love u...(dhamake on nandini's face)...

naman:- i love u 2 par mere bhai ki bali dekar nahi...i m sorry...(naman left from there...) naman...naman...

inside...

aalekh:- chalta hu ananya...byee richa... bye ronnie...

ronnie:- tu ja kaha raha hai...?

aalekh:- pata nahi...(aalekh left)...

ananya rote hue apne kamre me chali gayi...richa aur ronnie bhi chale gaye...

sudhir;- ek hi pal me sab kuchh khatam ho gaya na anita...

anita:- mujhe bahut chinta ho rahi hai humari ananya...(she hugs sudhir...)

sudhir:- galti bhi to hum sab ki hai...sabse jyada vinod...usne kabeer ki ek baat nahi suni... na jane kya likha hai in bachho ki zindagi me...

ananya's room...

ananya apne bed par leti hai,...aur ro rahi hai... use nandini ki kahi har baat yaad aa rahi hai... uska pura face laal pad gaya hai...ananya ko ghutan ho rahi thi...tabhi jaanvi aati hai...

jaanvi:- di... (ananya hugs her and just crying...)plzz di...dont cry...plzz di...

ananya:- maine kabeer ko humesha ke liye kho diya...kitani badkismat hu main...aaj tak use nahi bata paai ki kitna pyar karti main use...i love him... i love him...

jaanvi:- bas di plzz...mat ro...kabeer bhaiya jahan bhi honge,...theek honge...

ronnie's house...

richa;- humse bahut badi galti ho gayi hai ronnie...humne kabeer ko...

ronnie:- kya proof hai ki jo ananya keh rahi hai sahi hai...

richa:- ronnie...yeh tum...ananya kyun...

ronnie:- kabeer ko bachane ke liye...ha kyuki tumhe to aaj pata chala hai ki ananya kabeer se pyar karti hai...par mujhe to 2 saal se is baat ka ehsaas tha,,,,tab se jab se humara college khatam hua...yad karo ananya kaisi ho gayi thi... jab hum boys college se chale gaye the,...ananya us din valentines day party kyun chhod kar gayi...kabeer ki wajah se kyuki...ananya kabeer se pyar karti hai kabeer nahi...ha kuchh dino se kabeer badal gaya tha...yeh tumne bhi notice kiya tha...par mujhe nahi pata tha ki...

richa:- nahi...tum galat ho...tum galat ho... main ananya ko bachapan se jaanti ho...wo kabhi galat ka sath nahi degi...kabhi nahi...

aise hi kuchh din beet gaye...jahan ananya ka mumbai me rehna mushkil ho raha tha...wahi ab ronnie ne bhi kkn chhod diya...aur ab usne richa se shadi karke india se bahar jaane ka soch lia hai...ronnie aur richa ki shadi me sirf ananya aur jaanvi the...inhone mandir me shadi ki...aur usi din chale gaye...

airport...

richa;- bye ananya...plzz apna khayal rakhna...

ananya:- tu chinta mat kar...i m fine... aur ronnie...tu iska khayal rakhana...sab chale gaye...bas main hi bachi hun...

ronnie:- tu bhi apna khayal rakhna... and i m sorry...mera bhi yahan rehna muskil ho raha hai... isliye...

ananya:- i can understand... tu jaa...( both ronnie & richa left...)

aise hi 1 hafta guzar gaya...nandini ne kai baar vinod ko kabeer ke bare me bataya...par vinod kisi ki nahi sunta...use bas apni reputation ki chinta thi...to dusri taraf ananya ne bhi mumbai chhodne ka faysla kar lia...

kashyap's house...

sudhir:- phir se soch le ananya...beta,,,ek baar...

ananya:- papa plzz...plzzz papa...main yahan nahi reh paungi...yahan har jagah wo loge hai...kabeer hai... main...plzz papa aap mujhe khush dekhna chahte ho to mujhe jaane do..waise bhi dekho na...main delhi hi to jaa rahi hun...plzz...

jaanvi:- papa aap di ko jane do...aur unhe wahan job bhi mil gayi hai...wo yahan nahi reh payeingi...maine dekha hai...

ananya:- ma...tum kuchh nahi kahogi...

anita:- ja...khush reh...

aur is tarah ananaya bhi delhi aa gayi... din mahine saal guzar gaye...aur ab 4 saal ho gaye hai...kabeer aur ananya ko apna ghar chhode...

FLASH BACK ENDS...


present... october...2015...

shimla...

kabeer, tarini aur anuraag 3no ki hi aankh me aanshu the...

kabeer:- bas main shimla aa gaya...aur fir yahan chhota mota kaam kiya...phir badi mushkil se yeh ghar mila...dheere- dheere teri aur meri dosti ho gayi...anurag se dosti ho gayi...aur fir shimla samachar me kaam bhi karne laga...bas...yahi hai mera sach... ab tu bata tarini main kaha galat hun...

tarini;- tune galti ki ha kabeer...ananya ko apne pyar ka izehaar na karke...tune galti ki...ki tune apne dad ko safai nahi di...

kabeer:- safai wo dete hai jinhone galti ki hoti hai...maine koi galti nahi ki thi...aur jahan tak sawaal hai...ananya ka toh...ab tak to uski aur sameer ki shadi bhi ho gayi hogi...bachho ki maa ban gayi hogi...bhool gayi hogi ki...kabeer nam ka koi tha uski zindagi me...

tarini;- sameer...khair...chhod...pata nahi kyun kabeer...mujhe aisa lagta hai ki...tune apne pyar ka izehaar na kark galti ki hai...

kabeer:- chal mana ki galti ki...ab wo galti sudhaar bhi nahi sakta...waqt hanth se nikal gaya hai...

anurag:- kabeer bhaiya...aap itane achhe ho...dekhna ek din aapke sath bhi sab achha hoga...

kabeer:- thanks anurag... par tarini itane din tak chup tha...aaj tujhe bataya to sukoon to mila...lekin saare jakhm taja ho gaye yaar...(kabeer hugs tarini...and crying... annaya's smiling face appears before his eyes...)

delhi...

ananya's house...

yahan bhi ananya, suhana, aur lakshya... teeno ki aankhon me aanshun the...

ananya:- bas fir kya... apne pyar ko apni aakhon me basa kar yahan chali aai...taki apni zindagi kaat saku...nahi pata mujhe ki kabeer kaha hai...kaisa hai...bas yahi dua hai ki wo khush ho...

suhana:- mam...apne kabhi kosis kyun nahi ki yeh jaanne ki kya kabeer bhi aapse pyar karte hai ya nahi...

lakshya:- ha mam...ho sakta tha na ki sayad wo bhi...

ananya:- sayad...ha bas isi saayad sabd se dar tha...ki kahi pyar ki rah me dost bhi na kho du...par dekho na kya hua...pyar to pyar...ab dost bhi nahi rahi...kuchh nahi bacha mere pass...

suhana:- mam,,,,,aap aaj bhi unka intezaar kar rahi hai na...(ananya hugs her and crying...)

ananya:- ha suhana... i love him...i love him alot...kash wo mujhe thoda sa pyar...bahut dard hota hai...bahut dard hota hai suhana...jab aapka pyar aapki zindagi aapke saamne ho aur aap use...

lakshya:- mam..plzz stop crying...hum aapko aise nahi dekh sakte...plzz mam...(ananya wipes her tears)...

ananya:- tum dono nahi jante...aaj jaise pichhle 4 saal ka dard maine ek sath nikaal diya...bahut sukoon mila bata kar tumhe...par saari yaadien aakhon ke saamne se hokar guzar gayi...( to lighten the mood...)

suhana:- waise mam sorry to say...jitna aapse suna kabeer ke bare me...par agar main hoti na...to ab tak to mujhe usne pyar ho gaya hota... maine usne shadi bhi kar li hoti...

ananya:- kya...

suhana:- ofcrz...ab kahani me mujhe wo itane achhe lage...real me toh...

ananya:- shut up ha...agar mere kabeer ki taraf dekha bhi to...(ananya smiles...but soon that smile vanished)...

lakshya;- khair tera to pata nahi...i want to meet him kyuki...kya banda tha yar...sabse flirt...(ananya again smiles)

ananya:- ha...yahan tak meri maa ko bhi nahi chhoda...

lakshya:- aakhir he was the stud ha... the kabeer sharma... best tabhi to mam ko unse pyar hua...

suhana:- achha mam...ab hum chalte hai...plzz take care of ur self ha...

ananya:- ok suhana...i m fine now...par ab kam se kam tum mujhse bar bar ek hi sawaal nhi puchhogi...

suhana:- nahi ab nahi puchhungi...byee...

lakshya:- byee mam...

ananya:- bye...(ananya closed the door...)

ananya apne room ki taraf jati hai...aur apni aur kabeer ki wahi fresher party wali pic nikal kar apne seene se laga leti hai...aur aakar khidki me khadi ho jati hai aur chand ko dekh rahi hai...uski aankhon se aanshun beh rahe hai...

rooh se rooh ke darmiyaan...
ishaq ke hai...hazaaro jahaan...
ya khuda-- ya khuda...
mujhko dede agar ek jahaan...
to maang lun...tere liye...tere liye...
tere liye...tere liye...
tere liye...ha tere liye...
tereee liye...ha tere liyeee...


dusri taraf shimla me kabeer bhi apne ghar ki window me khada hai...aur chand ko dekh raha hai...uski aankhein num thi...

Tere sajde me, sir hai jhuka...
tu ibaadat hai... tu hi duaaa...
maut ke baad bhii...
jo mile bandagi ka silaa...
to maang lun...tere liye...tere liye...
tere liye...haa...tere liye...
teereee liyee...haa...tereee liyeee...


A new bright day...

end of part 11
press like if u really liked it
do comment
love chandni

**********************************************************
**********************************************************
precap:-

suhana:- mam... main kabeer sir ko dhundhna chahti hun aapke liye...

ananya:- tum pagal ho gayi ho...yeh tum...

suhana:- mam ab aap mat kahiyega ki aap nahi chahti ki aap sab ek ho jaao...i know aap dil se chahti ho...mam main itna keh rahi hun ki...god bhi unhi ki help karta hai...jo apni help khud karte hai...

Edited by rkchandni - 9 years ago
jasminerahul thumbnail
Posted: 9 years ago
Ananya consoled Kabir n in that emotional moment they kissed each other.but they both felt guilty thinking that d other person doesnt luv them.what a mu!Bcz of that mu Kabir left the city heartbroken.Vinod isnt listening 2 anyone.Glad that as i feared Ananya's parents r not misunderstanding.Alekh believes kabir now.But Ronnie is still doubting Kabir.Sad.Ronnie Richa married n left d place bcz of d bad experience it gave.Loved Nandini's dialogue.Naman is also supporting her.But bcz of tht he is rude 2 jhanvi.so sad.hope they unite too.thx 4 naman jhanvi scene tho it was short.sad that kaya still do not know each other's luv tho suhana,lakshya,tarini feel that the other person also loves.waiting 4 kaya's meeting n confession.want kabir's innocence 2 b proved n vinod accept him back
kajalkalwani thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 9 years ago
Emotional n superb update. Loved it
ambersaleem thumbnail
Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Ohho yar phr se ruladya ...wese had hoti hai dono hi nhi bol rahe k pyar hai...baqi sbki yaqin aagaya magar ye ronnie aakhir ise problm kya hai kabir se samjg hi nhi aata...finally flashback khatam...sahi kaha ananya ne bohat dard hota hai kb apka pya apke samne ho or ap use apna na kehsako let seee ab aage kya hota hai cont soon
0913155 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Superb long emotional update plz continue writing thanks for pm😛😃😛
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: 0913155

Superb long emotional update plz continue writing thanks for pm😛😃😛


Thanku dear will ud toninght

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: jasminerahul

7 months ago

Tere Ho Gaye Hain Hum(I have become Yours)Sameer Nandini ZaBir SS

Parth,Adnan and Ketaki version I dedicate this to my friend Sydell who wants the Parth,Adnan,Ketaki version of the movie Hum dil de chuke sanam...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

26 days ago

The Unending Dream OS [Completed]

In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

27 days ago

Moh-Maya ~ MayRa OS [Completed]

Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

2 months ago

Pyaar Ya Rebound? ~ Rumya SS [Completed]

Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

4 months ago

ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed} ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed}

[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".