ye stranger bada kamal ka h!!
pehle baat bai ki..
jb finally baat ki to rum aur beer maang raha h!! *sigh*
elleh..payal..aram se beta..chai spill ho jaygi..
n himmat baa h karan me...behra bol dia payal ko? lgta h uska asli roop k bare idea nai h!!
lol..payal ko behri bola to usne karan k pure khandan ko behra bol dia..hahaa
7