
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 29 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 Aug 2025 EDT
BHAROSA THODNA 28.8
MAIRAs SCHOOL 29.8
Anupamaa 28 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Abhira : The self-respect queen
10 years of Phantom
Anupamaa 29 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Aneet and Ahaan on the cover of THR!!
Ijja-jjat hai
Originally posted by: Splash-ASYA
i read this ff in one go.. its soo good... n the way u have written the dialouges n explaination of two or three romantic scenes is just too good... i loved the dance part at the sangeet.. the girls n boys one n then specially the couple one...
i hate tannu n bashir.. bashir is a drama king.. đ jk..
plz continue soon.. n plz pm me... i would love to read updates for this ff... :)
Originally posted by: princeegoyal
aww..asya in love...well good both under one roof...good..they will get sm time to romance..but billi...yeh yaha bhi..i hate her
thnks 4 d pm dearpari
Hi frnds'.. thanks to you all for reading Meri Duniya by taking out your valuable time'' and also commenting'. "A BIG THANK YOU' to all my regular readers and I welcome new readers... If any silent readers... please comment or atleast PM me...
Your comments motivates me'' please do comment... because they bring wide smile on my face... even criticism will do... coz it assures me that... my story is good if not good i will try to improve and make it better...
Part 18:
Next Day Morning:
Asim â Zoya jaldi chalo tumhe office mein drop karke mujhe Phupi ke pass jana haiâŚ.. Aisha bhi taiyaar hoke aagayi haiâŚ..
Zoya â haa aarahi hoonâŚâŚ
Asim â Aisha tum ghadi mein jaakar baetjaaâŚ..
Aisha went outsideâŚ.. Zoya didn't come out even after 5minutes so Asim went insideâŚâŚ..
Asim â Kya kar rahi ho motiâŚ. Itna der kyu laga rahe hoâŚ.
Zoya â Dikh nahi raha hai...??!! packing kar rahi hoonâŚ..
Asim â kitni karogi⌠2din mein waapas aajaogiâŚ.. tum puri zindagi ke liye apni sasural nahi jaa rahi hoâŚ.
Zoya â chupkarâŚ!! Aur meri madat karâŚ. Kya pack karuâŚ. Jeans ya salwaarsâŚâŚ.
Asim â SalwaarsâŚ!!! Tum salwaar pehnogiâŚ..???
Zoya â Kyu kabhi pehni nahi hoon kyaâŚ.??
Asim â Jab bhi pehanthi ho⌠salwaar ko kosthi rehthi hoâŚ..
Zoya (Giving a look) â madat karogi ya nahiâŚ.
Asim â karunga⌠tum jiss mein comfortable ho wahi pehno⌠JEANS..!!!
Zoya (making face) â JEANS..!!! kitna easy se bol diyaâŚ. Phupi ke ghar mein jeans kaise pehnuâŚ.
Asim â Jaisa humesha pehnthi ho waisa hiâŚ..
Zoya â Par abbâŚ.
She stopped there thinkingâŚ
Zoya:
Mind - Par abb kya hogayaâŚ.??!!!
Heart â Waha Mr. Khan honge naâŚ!!!
Mind â ThoâŚ??!!
Heart â Unhe pasand nahi hai naâŚ.
Mind â Zoya humesha doosroki pasand ki nahi khud ki pasand ki karti haiâŚ
Zoya came out this shaking her headâŚâŚ.
Zoya (To herself) â Mein Mr. Khan ki baare mein soch rahi hoonâŚ. unki pasand ke baaremein mein kyu sochuâŚ.Zoya humesha Zoya hi rahegiâŚ. Mein jeans hi pehene wali hoonâŚâŚ
Asim snaped his fingers before her to bring her out of her thoughtsâŚâŚ he know something is going in herâŚ. So for knowing that he used his trickâŚâŚ
Asim â Accha tum unkeliye salwaar pehna chathi hoonâŚ..!!!
Zoya â Kis ke liyeâŚ??!!!
Asim â Arre usi ke liyeâŚ!!!
Zoya â Mein Mr. Khan ke liye salwaar kyu pehnungiâŚâŚ.
Zoya realizing what she said and understood that Asim is playing trick on herâŚâŚ.
Asim â Mein ne unka naam kab liya⌠mein toh phupi ke baare mein baat kar raha thaâŚâŚâŚ.
Zoya (Close-set eyes) â Tum apna tricks apna pass rakh aur chalo yahi rehna hai kya⌠mujhe aaj kaam hai aur tumhe bhiâŚâŚ
Asim â Tho chalo naâŚ..
Asim came out and after sometime Zoya came out with her suit-caseâŚ..
******************************************
Khan Mansion:
Bashir brought coffee to Rashid who is in his roomâŚ.. He kept coffee on his tableâŚ.
Bashir â Rashid saabâŚ. CoffeeâŚ!!!
Rashid â waha rakh dijiyeâŚ..
Bashir â Mein aapse kuch poochne ki ijazat chahtha hoonâŚ.???
Rashid â Aapko ijazat mangne ki zaroorat nahi haiâŚ. aap beshak pooch sakte haiâŚ..
Bashir â humne suna hai ki Dilshad saahiba ki sehat karaab haiâŚ.. aapne unki sehat ke baare mein unse baat kiyaâŚ.??
Rashid â woh abhi teekh haiâŚ. Asad ne phone karke kabar diya thaâŚ.
Bashir â Aapka dil kitna bada haiâŚ. woh aapko sach jaan kar chodjane ke baad bhi aap usse Mohabbat karte hai aur uske baare mein sochte haiâŚ.. woh tho ek baar bhi aapse milne ki khoshish nahi kiâŚ..
Rashid stood there thinking and Bashir went from thereâŚâŚ. Bashir stood outside the roomâŚâŚ
Bashir (To himself) â Aap logh jitna pass ane ki khoshi karange mein aap dono ko utna he dur karungaâŚâŚ Khuda ki shukar hai ki mein ne kal Rashid aur Asad ke baate sunliyaâŚ..
When Bashir was leaving from there Tanveer came thereâŚ... Bashir without saying anything left from there and Tanveer also didn't care much to speak to himâŚ.. Tanveer knocked and entered Rashid's roomâŚ..
Rashid â Aao TanveerâŚ. Tum yahaâŚ???
Tanveer â Ha uncle woh mein soch rahi thi Asad kal se dikhayi nahi de raha tha thoâŚ.??
Rashid â woh Dilshad ke pass gaya haiâŚâŚ.
Tanveer â mein soch rahi thi mein bhi jaakar milke aati hoonâŚ.??!!
Rashid â jao beti⌠poochne ki zaroorat nahi haiâŚ..
Tanveer smiled and left from thereâŚ.. Rashid was back to his own workâŚâŚ
********************************************
Asim dropped Zoya at her office and both went to Dilshad's houseâŚâŚ
Asim â PhupiâŚ!!!
Aisha â PhupiâŚ!!! NajmaâŚ!!!
Dilshad and Asad were at the dinning table having there breakfastâŚ. Dilshad got up and invited Asim and Aisha for breakfastâŚ..
Asim â Asalam walekumâŚ..
Asad â walekum asalamâŚâŚ
Aisha â Phupi Najma kaha haiâŚ..??
Dilshad â woh taiyaar ho rahi haiâŚ.
Asiha â mein jaakar dekhthi hoonâŚ..
Aisha left from thereâŚ.. Asim, Dilshad were back to there breakfastâŚâŚ But Asad was looking at the door and waitingâŚ. Dilshad noticed thisâŚâŚ
Dilshad â Kya hua AsadâŚ..???
Asad looked at his plate and then DilshadâŚ.
Asad â Kuch nahi ammiâŚâŚ
Asad (To himself) â mein Miss. Farooqi ka intazaar kabse karne lagaâŚ.. Asad tum dheere dheere pagal ho rahe hoâŚâŚ
Asim (To himself) â Mera shak sach tho nahi ho raha haiâŚ..??!!!
After sometime Asad asked AsimâŚâŚ.
Asad â Miss. Musibat kahi dikhayi nahi de rahi haiâŚâŚ.
Asim (Smiled) â Usse office mein kuch kaam thaâŚ.. usse waha drop kardiyaâŚ. I brought her luggageâŚâŚ
Asad â AcchaâŚ..
After there conversation Aisha and Najma came outâŚ. After some time they left from thereâŚ..
*************************************
Zoya's office: Conference room:
Zoya, Suraj, Farida and Jia are in conference room waiting for clientsâŚâŚ Clients reached on time and client with his secretary entered very confidently as if they did nothing wrong but he was shocked to to see Nishita Upadyay aka Farida thereâŚâŚ Zoya sensed there confidence but she smiled herselfâŚ. Because only she knows what is going to happen nextâŚ.. Client got seatedâŚâŚ
Client (Shouting) â Do you know what all you did yesterday..??? It was such a disgusting day u created for meâŚ.. Do you know how can it affect my companyâŚ??
Zoya didn't replyâŚ..
Client (Shouting) â I demand explination for your behaviorâŚâŚ!!!
She picked file which is lying infornt of her and she threw infront himâŚ..
Zoya â Yeh rahi meri explination aapke samneâŚâŚ..
Client opened file and shocked to see thatâŚâŚ he couldn't even speak after thatâŚ..
Zoya â I think you got your explinationâŚ. So according to clause there in no need for us to pay the rest halfâŚ.. because it is Suraj⌠my employee's fault it is borne by us so next half amount is no need to be paidâŚ. I think now you can leaveâŚâŚ.
They couldn't say anything elseâŚ.. There was no other option left for them other then to leave from there silentlyâŚâŚ. When Farida, Jia and Suraj were going to leave Zoya stopped themâŚâŚ
Zoya â Suraj you are firedâŚ. And I don't think I have to give any explinationâŚ. You are wise enough to understand thatâŚ.
Suraj (Pleasing tone) â MamâŚ
Zoya (Boss Tone) â LEAVEâŚ.!!!
Suraj left from there with fallen headâŚâŚ. Farida, Jia stood there with mouth openedâŚâŚ Zoya looking at them with raised shouldersâŚ
Zoya â what..??!!!
Jia â Will you please explainâŚ??!!
Zoya â OkâŚ. Mujhe kaise pata chala Suraj ne ye sab kuch kiyaâŚ. Yah hai na aap dono ki sawaalâŚ???
Jia and Farida noddedâŚâŚ
Zoya â yaad hai mein ne Jia ko kaha tha jab woh client ki cabin se aane se pehle mein ne ek camera pen ko chodne ke liye kaha thaâŚ.
Jia â haaâŚ.
Zoya â jab mein ne thamasha katam karke waapas aaya tho mujhe pata tha ye uss shaks ko call karega jisse isne pehle bhi maddat liya thaâŚ.. File churane ke liyeâŚ.. jab mein sham ko office aayi thi mein ne apni laptop mein recorded video dekhi thiâŚ.. Client ne Suraj ko call karke file churane ke liye kaha thaâŚ. Mein ne asli file ke jagah nakli file rakh diyaâŚ. Suraj ne galat file churake khush hogaya aur mein asli file apne pass rakh li thiâŚ.. so khel katam aur case bandhâŚ.
All three shared a winning laughâŚâŚâŚ..
Zoya (excitedly) â Jia.. kall mein office nahi aapaungiâŚ.. parso Humeira aarahi hai na mujhe uske liye ghar pe kamra teekh karwana hai aur shopping bhi haiâŚ..bahot sara kaam haiâŚâŚ soâŚ.
Jia â samajh gayi har baar ki tarah mein aur Farida sambal lengeâŚ.
Farida â of course mamâŚ..
Farida is working as legal advisor and also she takes part in the activities of office when Zoya is not available to help JiaâŚâŚ.
*********************************
Asim's car:
Asim was driving, Aisha was sitting in the front seat and Najma at back⌠Asim was driving so fastâŚâŚ..
Aisha â bhai jaan aap ghaadi itna tezzz kyu chale rahe haiâŚâŚ.???
Najma and Aisha were scared and closed there eyesâŚ. but he continued driving fast over taken a bus and atlast he stopped his car with a jerk infornt of a busâŚ..
Asim â yeh rahi aapki college busâŚ. Aap chahe tho ismein jaa sakte haiâŚ.???
Aisha â thank you bhaijaanâŚ. Par phupi aur ammi ko pata chal thoâŚ.??
Asim â Batayenge tho pata chaleganaâŚ..??!!!
Najma â yippeeâŚ.!!! Hum friends ke saath jayenge AishaâŚ..
Najma and Aisha got down with there bags and stepped inside busâŚ. Bus started moving and Asim was following that busâŚ..
Najma's Message to Asim:
Thank youâŚâŚ
Asim Message:
Kis liye�??
Najma Message:
Because of you I am going in a bus to picinic with friendsâŚ. BJ kabhi allow nahi karteâŚ.
Asim Message:
TamatarâŚ. BJ kya mein bhi nahi allow karta phir bhi tumhe pasand hai issi liye allow kiya tha aur mujhe bhi waha kaam hai issi liye mein bhi aapke peeche hoon issi liyeâŚ
Najma Message:
AcchaâŚ. Joot matt bol aur strict hone ki nautanki matt kar kyun ki Aisha ne mujhe bataya kitni baar tum strict hone ki natak karke Phupi aur phuppa se bachaya thaâŚ.
Asim Message:
Uss Aisha ki bacchi tumhe sabb kuch batati hai naâŚ..
Najma Message:
Best friend jo tehri haiâŚ.
**************************************
Dilshad's house:
Tanveer entered Dilshad's villa gateâŚâŚ She knocked the doorâŚ.. Asad came and opened doorâŚ.. When tanveer entered inside she is shocked to see that houseâŚ.
Asad â TanveerâŚ!!! Aap yahaâŚ.??!!! Andar aaoâŚ.
Tanveer entered houseâŚâŚ
Tanveer â woh mein Khala ko dekhne aayi thiâŚ. Unki tabiyat karab hai naâŚ..
Asad â ammi ko abhi abhi room mein beja thaâŚ. Kitchen mein abb tak kaam kar rahe theâŚ. Issi liye araam karne ke liye beja thaâŚâŚ.
Asad and Tanveer sat in the hallâŚâŚ
Tanveer â Asad mein aapse kuch pooch sakti hoonâŚ???
Asad â PoochiyeâŚ..
Tanveer â ye ghar tho bilkul Khan mansion ki tarah haiâŚ. same colour, same architecture, same furnitureâŚ. KyuâŚ??
Asad â Yeh dono ghar mein ne design kiya haiâŚ.. ek saath.. ek baar⌠dono mere liye bahot important hai kyun ki yeh mere ammi abbu ke liye hai⌠issi liye ek jaisa ghar design kar diya mein neâŚ. woh ek doosre se alag hai par mere liye woh saath haiâŚâŚ
Zoya was standing at the entrance doorâŚ. She heard there conversationâŚ. The way Asad want to keep his ammi happy atleast through some non-sensible thingsâŚ..
Zoya â Sahi kaha aapne Mr. KhanâŚ. Who alag hokar bhi saath hai⌠yahi pyaar haiâŚ
Asad and Tanveer turned towards main doorâŚ.. Tanveer is surprised and shocked to see Zoya thereâŚâŚ
Tanveer â Aap yahaâŚ.???
Asad â Ha ye 2din yahi rehnewali haiâŚ. ammi ki dost ki taaluq hai yeâŚ. Kuch din ki mehmaan haiâŚâŚ.
Tanveer â ohâŚ..
Zoya (To herself) â Mein mehmaan hoonâŚ.??!!! ha mein mehmaan hi tho hoonâŚ
Zoya â Mr. Khan Phupi ne dawaai liâŚ.???
Asad â abhi dena haiâŚ. mein jaane waâŚ
Before Asad could complete his sentence she straight away went to Dilshad's roomâŚ.. Asad couldn't do anything other then to get irritated and touch his templesâŚ.. When Zoya went inside Dilshad was sleeping so she went back to her roomâŚâŚ.
Tanveer â Mein ek baar Khala ko milna chahthi hoonâŚ. abbu ki tabiyat bhi karaab hai naâŚ. issi liye mujhe ghar jaldi jaana haiâŚ..
Asad â Teekhe⌠chal kar dekhte hai shayad ammi utgayo hogiâŚâŚ.
Tanveer and Asad went to Dilshad's roomâŚ.. when they entered Dilshad was trying to get waterâŚ. She is looking weak and distraughtâŚ.. she is sweating and she got unconsciousâŚ. Asad ran to her and held her and placed straight on bedâŚâŚ
Asad â Ammi.. ammi ankhe kholiye ammiâŚ..
Tanveer â Kya hua AsadâŚ???
Asad got up and called doctorâŚ. But doctor is unavailablrâŚ.. Zoya came running hearing Asad's shoutingsâŚ.
Tanveer â Asad lagta hai medicine ka over dose hogaya hai⌠humein kuch karna chahiyeâŚ..
Asad got stunned and got shocked to hear thisâŚ. He didn't understand what to doâŚ.. he continuously trying to call Doctor but she is not availableâŚ.. Zoya ran to kitchen and came back with glass of salt waterâŚ. She slightly pushed Asad asideâŚâŚ
Asad (Worried) â yeh aap kya kar rahe haiâŚ??
Zoya â Mr. Khan my friend is doctor I called him and explained the situation he suggested thisâŚâŚ.. medicine ka over dose ya reaction honese salt water dena chahiyeâŚ..
Zoya made Dilshad drink salt waterâŚ. She kept her hands on Dilshad's stomach and pressed hard⌠she brought her full strength to her hands and pressed it so hardâŚ. She did it four times and Dilshad started movingâŚ.. Zoya called her friendâŚ..
Zoya â She is conscious nowâŚ..
Friend â check her pulse it should be 72âŚ. Atleast it should be 60 nowâŚ.
Zoya checked pulse holding her wrist and keeping her thumb on the nerve after a minuteâŚ.
Zoya â It is 62âŚ.
Friend â Good⌠she is fine and let her take restâŚâŚ.
She started coughing and atlast she came to consciousâŚ.. Asad and Zoya took relaxed breath... Asad gave some water to her⌠Dilshad lyed back on bed and took restâŚ.. Asad, Zoya and Tanveer came outâŚ..
Tanveer (To herself) â Mujhe ye mauka nahi chodna chahiyeâŚ.
Tanveer â Medicine ka over dose kaise ho sakt haiâŚ. medicines tho Zoya ne diya thaâŚ.
Asad looked at Zoya with his rheumy eyesâŚâŚ Asad is burning with angerâŚ.. Zoya is trying to give explination but he raised his hand to stop herâŚâŚ
Asad (Shouting) â Miss. Farooqi aapne diya tha ammi ko dawaiiâŚ. Jab aapko kisi baat ki samajh nahi hai tho karte kyu hai appâŚ.. kyun diya aapne ammi ko extra doseâŚ..???!!! doctor ne prescription diya hai aapne woh follow kyu nahi kiyaâŚ???!! Ammi ko kuch hojata thoâŚ. Aap itna irresponsible kaise hosakte haiâŚâŚ you are miss fit for taking responsibility Miss. Farooqi
Zoya was crying and she is trying to come out of her sobs and explainâŚ.
Zoya (Sobbing) â Mr. Khan⌠meinâŚ
Asad held Zoya by her shoulders⌠he looked straight into her eyes⌠Zoya could see concern for Phupi and anger on her in those black eyesâŚ..
Asad â Aapko pata hai zindagi mein ammi ki ehmiyat kya hoti haiâŚ??? Issi liye shayad khuda ne aap jaisi ladki ko ammi ki chaya hi nahi diya haiâŚâŚ.. ammi ki parchayi ke liye tarasne ke liye chod diya hai aapko..??
Zoya â Mr. KhanâŚ!! Aapko pata hai aap kya bol rahe haiâŚ??? You are hurting me Mr. KhanâŚ..
Asad left her with a force and she stopped with a sudden jerkâŚâŚ Zoya couldn't stand anymore there and she left to her room⌠Asad went to Dilshad to take care of herâŚâŚ Tanveer stood there with an evil smile with her hand on her neckâŚ..
Tanveer (To herself) â mein ne kuch kiya hi nahiâŚ. Sirf mauke pe chauka maar diyaâŚ. Jo meri kaam agayiâŚ.. mujhe tho lagta hai iske baad Asad Zoya ko dekhne ke liye bhi pasand nahi karegaâŚâŚâŚ
Tanveer went to Dilshad roomâŚâŚ..
Tanveer â Asad abhi Khala kaisi haiâŚâŚ.???
Asad â Woh teekh haiâŚ. abhi so rahi haiâŚ..
Tanveer â Abbu ka call aya thaâŚ.. mujhe jana chahiyeâŚ.
Asad â TeekheâŚ. Mein aapko bahar tak chodne ata hoonâŚâŚ.
************************************
Zoya's office:
Farida â Jia mujhe client se phone aya thaâŚ. Unke ghar mein nikha postpone hogaya haiâŚ.. humein jaakar unhe milna chahiyeâŚ..
Jia â Client ka naam tho bataâŚ.
Farida â Mr. Abbas NasirâŚ.
Jia â ye project tho Zoya handle kar rahi thi naâŚâŚ
Farida â ek baar mam ko call karte haiâŚ.
Jia â nahi hum handle karlengeâŚ. Kyun ki woh abhi saathve aasmaan mein hogi saari preparation karte hueâŚ.. Humeira jo aarahi haiâŚ. chal project ke baare mein discuss karte haiâŚâŚ
********************************
Dilshad's House:
Zoya's room:
Zoya was crying in her roomâŚ.. Her eyes look bloodshotâŚ.
Zoya (Sobbing with falling tears) â Allah MiyyaâŚ!!! Iss mein meri kya galti haiâŚ. meri ammi meri saath nahi hai tho iss mein meri kya galti haiâŚ.. Khuda ne do baar mujhe meri ammi se door kiya hai tho meri kya galti haiâŚ.. Ek bhaar meri badd qiamati se meri ammi door hogayi hai aur Aap mujhe chod ke kyu chale gayi ammiâŚ.. kya mein itni buri hoonâŚâŚ khuda ne aapki jagah mujhe kyu lekar nahi chale gayeâŚâŚ Aapki mot ki wajah mein hoon na..??!! Agar mein ne zid nahi kiya hota tho aap aur Farheen zinda rehteâŚâŚ Meri wajah se aap sabse dur hoagye haiâŚ.. abbu kehte hai mein ghar mein khushiya lekar aayi thi par sach toh ye hai ki mein badd qismati leke ayi thiâŚâŚ meri jaisi kismat kisi ko na mileâŚ. Mujhe bhi aapke pass bula lijiye ammiâŚâŚ.. mein abbu aur inn sabki pyaar ki layak nahi hoonâŚ. mein hoon aap aur Farheen ki khooniâŚ.!!!!
She fell on her bed as tears poured down her dry pale cheeks thinking about her pastâŚâŚ. Asad heard her talks to Allah Miyya and her ammiâŚ.. He started to go there but he stopped when he heard his phone ringâŚ.. he answered callâŚ.
Asad â Hello doctorâŚ.
Doctor â Hello Mr. KhanâŚ. Aapne jab call kiya tha tab mein Operation Theater mein thiâŚ. Kya hua.??? Kuch urgetn kaam thaâŚ??
Asad â Ammi ki tabiyat achank karaab ho gayi thiâŚ.. issi liye call kiya thaâŚ.
Doctor â What is her condition nowâŚ??
Asad â She is fineâŚ. Taking restâŚ.
Doctor â Mein sham ko unhe check karne aaungiâŚâŚ
Asad â Thank you doctorâŚ..
He disconnected the callâŚ.. and stood there thinkingâŚ.
Asad (To himself) â Mujhe Miss. Farooqi se ye sab nahi kehna chahiye thaâŚ.. Par uski wajah se ammi ko kuch hoja tha tohâŚ..
Asad went to Dilshad's room and sat thereâŚ.. He took a nap sitting on the chair by keeping his head on the bedâŚ.. Dilshad woke up and saw Asad there⌠she run her fingers through his silky hairâŚ. With that he woke up with a jerkâŚ.
Asad â Ammi..!!! aap teekh toh haiâŚ.
Dilshad with a calm smile on her faceâŚâŚ
Dilshad â Mein teekh hoon AsadâŚ.
Asad â mein toh dar gayi thi ammiâŚ..
Dilshad smiled and caressed his hairâŚâŚ Dilshad got surprised not to find Zoya thereâŚ.
Dilshad â Asad, Zoya kaha haiâŚ??? Kahi dikhai nahi de rahi haiâŚ..???
Asad â Apni kamre mein haiâŚ. woh wahi teekh hai aapse durâŚ.
Dilshad â Phir se kya hua AsadâŚ..?? Tum uss bechari par itna gussa kyu kar rahi hoâŚ.??
Asad â Ammi who bechari nahi haiâŚ. Kya hua ka matlab kya hai ammiâŚ??? Aapko pata nahi kya hua unke wajah se aapki halat karaab hogayi thiâŚ.
Dilshad â Usne meri jaan bachayi AsadâŚ..
Asad heard door bellâŚ. So he left from there getting irritated thinking how can his ammi support Zoya after all what she didâŚ. When he opened Doctor was standing thereâŚ.. Asad welcomed her and took her to DilshadâŚâŚ. Doctor did check upâŚ.
Doctor â ye tablets ki reaction se hui haiâŚâŚ. abb app teekh haiâŚ. mein dusri dawaii likh ke deti hoonâŚâŚ.
He prescribed some medicines and gave that to AsadâŚ..
Doctor â Abb mein chalthi hoonâŚ.. if any other problem call meâŚâŚ
Doctor left from thereâŚ.. Asad stood there in confusionâŚâŚ..
Asad â Ammi mujhe laga Zoya ne aapko dawaii ki over dose dene se ye sabb huaâŚâŚ par..??
Dilshad â Over dose..??? Zoya ne..??!!! Asad mujhe Zoya ne dawaii nahi di thi⌠mein khud dawaii li thi⌠shayad jab woh yaha aai thi mein so rahi thi⌠issi liye woh chali gayiâŚâŚ Bechari Zoya ne kuch nahi kiya AsadâŚ.??
Asad touching his temples with his fingersâŚ.. Guilt formed in Asad's eyesâŚ.
Asad (To himself) â yeh mein ne kya kar diya⌠unki koi galti nahi thi⌠ussne ammi ki jaan bachayi thiâŚ..
Asad â Ammi mein apke dawaii leke aata hoonâŚâŚ
Asad went from there to Zoya's roomâŚâŚ Zoya was sitting near window and her puffy red eyea are looking at the starsâŚ.. silent tears are rolling down her cheeksâŚ.. Zoya didn't even care to wipe those tearsâŚ.. Asad knocked her door but he didn't get any reply from herâŚ.. he slightly opened door and saw her sitting near windowâŚ. He entered inside and went near to herâŚâŚ
Asad â Miss. FarooqiâŚ.!!!!
Zoya closed her eyes because of which flood of tears gushed down her cheeksâŚ.. she turned towards him wiping themâŚâŚ
Asad â Miss. Farooqi⌠woh meinâŚ.
Zoya â Mr. Khan pleaseâŚ.. mein aapse kuch nahi sunna chahthi hoonâŚ. aap mujhe jitna chot pohcha sakte hai utna pahocha chuke haiâŚ. mein aapke mooh se abb ek lafz bhi sunna nahi chahthi hoonâŚ.. please mujhe akhela chod dijiyeâŚâŚ
Zoya turned and sat there devastedâŚ.. Asad couldn't do anything but to leave from thereâŚâŚ..
**********************************
Khan Mansion:
Abbas â Aaj bahot kush lag rahi ho tumâŚâŚ kya baat haiâŚ.???!!!
Tanveer â Baat hi kuch aisa hai abbuâŚ..!!!
Abbas â Kya hua hai...???!!
Tanveer â Humari har plan mitti mein milane wali Zoya ki Qismat aaj usse dokha dediya haiâŚâŚ mujhe kuch karne ki zaroorat hi nahi padiâŚ.. par sab kuch hum jaisa chahte the waisa hogayaâŚâŚ
Abbas â Zoya ki Qismat Zoya ko dhoka diyaâŚ??!!!
Tanveer narrated whatever happened in Dilshad's house with a wicked and evil smile playing on her faceâŚ.. Abbas face also enlightened with happy evil smile after hearing hearing what all happenedâŚâŚ.
*********************************
Dilshad's House:
Asad was back with medicins and straight away went to Dilshad's roomâŚ.. When he was stepping in he saw Zoya and Dilshad sitting thereâŚâŚ There is soup bowl in Dilshad's handâŚ..
Dilshad â Mein aur nahi pee sakti hoonâŚ..!!!! mujhse nahi hogaâŚ!!!!
Zoya â Phupi ise kaiseâŚ. Aapko jaldi recover hona hai na toh aapko yeh peena padegaâŚâŚ
Dilshad completed her soup and Zoya was happy seeing empty soup bowlâŚ.
Zoya â Abb hai na aap meri PhupiâŚ.. kitni acchi se peeliya aapneâŚâŚ.
Asad was happy seeing so much care for his ammi from ZoyaâŚ.. it is really great for him to witness that love between Zoya and DilshadâŚ.. Asad entered and handed medicins to DilshadâŚ.. Dilshad took medicinsâŚ. She lay back on her bedâŚ.. Zoya reached blanket to cover her, Asad also reached at the same timeâŚ. Zoya looked at him with angry and heavy eyesâŚ. Asad couldn't ook straight into her eyesâŚ. His eyes are filled with guiltâŚâŚ.
Asad â Mein aapsâŚ..
Before Asad could complete her sentence Zoya pulled blanket over to Dilshad's stomach and left from thereâŚâŚ Asad stood there helplessly with regretful expression on his faceâŚ.
*********************************
Dilshad's Garden:
Zoya sat down with shawl round her shoulders in the garden with antic box on the bench in which she has all her precious thingsâŚ.. Zoya opened the box gently and carefullyâŚ. That box is filled with her memories which she never want to looseâŚ..
Zoya took her musical golden globe from that box and opened itâŚ. Music started playingâŚ.. that soothing music ironically brought tears in her bright beautiful eyesâŚ.. she kept that aside on the bench and took those memorable photos out and placed them near to her heart digging them deep inside herâŚ. Tears flowed down her eyes just like a water from water-fall which are desperate to flowâŚâŚ
Asad came there with a coffee cup in his handâŚ.. Asad clearing his throatâŚ..
Asad â Miss. FarooqiâŚ!!!
Zoya wiped her tears⌠she got up and placed photos and musical golden globe in the box and started to leaveâŚ... Asad tried to speak but before that Zoya raised her hand to stop him and started to leaveâŚâŚ Asad held her hand by wristâŚ.. Zoya turnedâŚ.. She looked into his deep eyes⌠she could see guilt and regret in his eyesâŚ. But reminicenses of that incident flashed infront of her⌠she again turned to leave but Asad's that single word stopped herâŚâŚ.
Asad â Sorry..!!!
Zoya turned againâŚ.
Asad â I am SorryâŚ.!!!
Asad still held her handâŚ.. Zoya stepped back and came infront of himâŚ. She could really see what he expressed in his eyesâŚ.. She stood there still like a statue surprised to hear this from himâŚâŚ. Asad left her hand after gaining confidence that she will not leaveâŚ..
Asad â CoffeeâŚ???!!!
Zoya kept that box on the bench and took coffee from himâŚ. Asad got releaved from that guilty feelingâŚ.. Zoya sat there and Asad also accompanied herâŚâŚ
Zoya â Mein ne kuch nahi kiya Mr. KhanâŚ.. pata nahi phupi koâŚ.!! Manti hoon mujhe ammi nahi haiâŚ. par mein ammi ki ehmiyat jaanti hoonâŚ.. sabse zyaada jaanti hoon Mr. KhanâŚ. Mujhe abbi yaad hai meri maa ki pyaarâŚ. Mein unhi yaadon se khush hoonâŚ..
Asad intrupted her by sayingâŚ..
Asad â pata hai Miss. FarooqiâŚ. Mein woh sabb jaan pooch kar nahi thaâŚ.. ammi ko isa dekh kar dar gaya thaâŚ.
Zoya looked at him with concern in her eyesâŚâŚ
Zoya â Mein samajh sakti hoon Mr. KhanâŚ.. kyun ki khuda ne mujhse 2 baar maa ki pyaar se dhoor kiya thaâŚ.
Asad â 2 baarâŚ..???!!!
Zoya â Ha 2 baarâŚ.. ek baar jab mein choti thi, jab mein kisi bhi ehsaas ko mehsoos karke bhi matlab nahi samajhti thiâŚ. aur doosri baar jab mein har ehsaas ko mehsoos karke samjti thiâŚâŚ.
Asad was looking at herâŚ.. Zoya stood up and took two stepsâŚ..
Zoya â Mein jab choti thi meri ammi guzar gayi thiâŚ.. Mujhe kuch teekh se yaad nahi hai Mr. KhanâŚ. mein apni ammi ko teekh tarah se jaanti bhi nahi thiâŚ. Kisi ne mujhe madrassi mein chodke chale gayeâŚ. Meri ammi ki kisi dost ne mujhe waha se godh liya thaâŚ. Mein ek saal Zeenat Aapi ke saath thiâŚ. Waha ek baar Aapi ke rishte daar aye theâŚ. Uss jode apne bacchi ko kho chuke theâŚ. Janam hote hi who bacchimar gayi thiâŚ.. Jab uss aurat ne mujhe dekha⌠mujh mein usse uski beti ki parchayi nazar ayi thiâŚ. Uss jode ne mujhe Aapi ki ammi se godh liya thaâŚ. Woh Jodi koi aur nahi Gaffur Farooqi meri abbu aur Heena Farooqi meri ammiâŚ.
Zoya looked at him with tears pouring down her cheeksâŚâŚ Asad eyes are also filled with tearsâŚâŚ. Zoya continuedâŚ.
Zoya â Abbu kehte the mein ghar mein kismat leke aayi thiâŚ. Meri baad jab ammi ko Humeira aur Farheen paida hue the tab bhi woh mujhse utna hi pyaar karte the jaise woh pehle karte theâŚ. Mujhe kabhi lagne hi nahi diya ki un logo ne mujhe godh liya thaâŚ. Mujhe ek saal mujhe chuttiya jaldi milgaye the⌠meri zid ki wajah se ammi aur abbu ne mujhe India beja tha Dadi ke passâŚ.. 2 hafte baad meri janam din thi⌠mein zid pe add gayi thi ammi aur abbu ko India anise he mein janam din manaungiâŚ.. abbu kaam mein mashroof the aur Humeira ko bhi kuch kaam tha issi liye ammi aur Farheen ne India aane ki tair kiya thaâŚ. Ammi aur Farheen jiss flight mein India aa rahe the uss flight crash hogaya thaâŚ.
Tears trickled down Asad's cheeks hearing her past, Asad wiped those tearsâŚ. Zoya turnedâŚ.. she came and sat on the benchâŚ.. she opened that royal antic box âŚ. Zoya took out her musical globe and showed that to AsadâŚ..
Zoya â Jab mein choti thi thab ammi ne mujhe taufa ke taur pe diya thaâŚ. Jo mein humesha mehfooz rakh thi hoonâŚ.
Asad could see happiness in her eyes seeing that musical globeâŚ.. she kept that inside the box and took two photosâŚâŚ Showing photo to Asad by pointing her ammiâŚ..
Zoya â yeh meri ammi hai aur ye meri abbuâŚ. Meri baghal mein Humeira hai aur yeh sabse choti aur pyaari si bacchi FarheenâŚ.
Tears rolled down her cheeksâŚ. She kept that inside and showed other photo which is half burntâŚ..
Zoya â yeh meri ammi hai ZubinaâŚ.. jis ne mujhe paida kiya tha aur mujhe bahot saara pyaar kiya thaâŚ. Par mein unki pyaar ko mehsoos karne se pehle hi mein door hogayi thiâŚâŚ
Asad â Aapke abbuâŚ??!!!
Zoya â mujhe unke baare mein kuch nahi pata haiâŚ. unke naam bhi nahiâŚ.. Aapi ne kaha tha jab ammi mar gayi thi tab abbu waha nahi theâŚ. Baad mein bhi mujhe lene nahi aaye theâŚ. Tabhi mujhe madrassi se Aapi ke ammi ne godh liya thaâŚ..
Asad â Aapne unke baare mein jaane ki khoshish nahi kiâŚ.??!!!
Zoya â nahiâŚ. Koshish karne ke liye pehle ye jaana zaroori hota hai ki who Zinda hai ya nahiâŚ.. mujhe kuch saalo tak yeh bhi nahi pata thaâŚ. Kuch 2 saal pehle ye pata chala ki woh yahi hai Bhopal meinâŚ. Mein jana bhi nahi chahthi hoonâŚ. mein apni parivaar mein bahot kush hoonâŚ. jiss ne mujhe chodke chalagaya aur ek baar bhi meri baare mein nahi socha mein unke baare mein kyu sochuâŚ. Meri abbu Gaffur Farooqi hai aur humesha Gaffur Farooqi ki hi rahengeâŚâŚ aur mein unki beti Zoya FarooqiâŚ..
Asad place his hand on her hand which is on the benchâŚ. Zoya looked at Asad who is trying to comfort herâŚâŚ
Zoya â aapko pata hai Mr. Khan mein ne aaj tak ye kisi se share nahi kiyaâŚ. Asim aur Humeira se bhi nahiâŚ.. unhe pata hi nahi ki abbu aur ammi ne mujhe godh liya thaâŚ. Abbu ne iss baat ko ghar mein uttanese hi mana kiya tha... Mein ne aaj tak ye baat kisi se bhi share nahi kiya Mr. KhanâŚ. Mujhe aapko dekh kar laga ki aap mujhe samjhenge issi liye mein ne app se ye sab kahaâŚâŚ
Asad smiled at herâŚâŚ
Asad (To himself) â Aap ne apni andar itna bada toofan ko samaya hai⌠mein wada karta hoon ki humesha jeevan ki har mode pe aapke saath rahungiâŚ..
Zoya sipped her coffee and made faceâŚâŚ
Zoya â Mr. Khan ye bahot khadvi haiâŚ..
Asad â Yeh black coffee hai Miss. FarooqiâŚ..
Zoya â Mein black coffee nahi peeti hoon Mr. KhanâŚâŚ.
Asad â Mein yahi peeta hoonâŚ.. mujhe yahi bana aata hai Miss. FarooqiâŚ..
Zoya (Smiling) â issi liye aap mein itna khadva hatt haiâŚ.
Asad â Miss. FarooqiâŚ.!!!
Asad was irritated with her because of her comment but happy that she is smilingâŚâŚ
Zoya â Thank you Mr. Khan..!!!
Asad looked at her with a question mark on his faceâŚ..
Zoya â Thank you iss liye kyun ki aapse share karne se dil halka hogaya haiâŚâŚ Thank you for thatâŚ..
Asad gave a smileâŚâŚâŚ
Asad â Humesha aap mujhse aapki gehre baate share kar sakte haiâŚâŚ..
Zoya looked at AsadâŚâŚ. They were lost in each other's eyesâŚâŚ
**********************************
Thanks for reading...
NOTE: Guys don't kill me after reading this update... because Zoya cried alot... When I wrote Zoya's part I could feel and imagine her... Tears formed in my eyes... Seriously she had such a painful past...
Meri Aashiqui Ho Tum( You are my love)Part 1 Thank you my dearest friend Sydell for the beautiful cover page. I dedicate this SS to mili_ai who...
Introduction Although the family background of this fiction is the same as of the original series, there are slight changes in the plotline....
Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
55