Love and hatred season 2 part11a,b pg22 - Page 5

Created

Last reply

Replies

101

Views

14.7k

Users

17

Likes

381

Frequent Posters

-Anila- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#41
Nice update
loved it
Thanks for the pm
continue soon..😳
....vula_kv.... thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#42
nice part😊
thanks shaffy for pm🤗
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#43
Sorry guys mayu nupsi ko like karne ka part completely nahin likhi here is partb
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#44
nupur was least bothered about mayank she was always involved in her projects first time she looked at him properly was when sumitra called through mayu she always thought mayank was sincere hardworking becoz she used to daily watch him with shilpa she never knew she was his maasi she thought like shoba guides her similarly shilpa guides him shilpa shoba share same cabin so shilpa came to know lot about nupur from shoba though nupsi was having lunch with gals group she never talked to them they used to pass comments she used to give a sweet smile she used to respect managers a lot she never talked to them harshly she treated them with respect but unexpectingly becoz of small misunderstanding asst manager sumitra burst on her she told sorry and didnt argue she didnt conplain seeing nupsi calmness her anger vanished and she started liking her rv was chatting with her a lot as he was sitting beside her he was always suprised with her answers one day morning morning she entered her place with irritating mood
r-kya hua mam bahut gusse main ho
n-busdriver ke uppar gussa hun
r-kyun usne kya kia
n-woh gaadi ko bail gaadi ki tarah chala raha tha uski wajah se mujhe late hua idiot jab gusse se chid rahi thi toh keh raha tha gaadi kharab hain ise ruk ruk ke chalaane ke liye kisne kahaan tha
rv was listening silently to her cute complaints
r-par mam thodi late hogayi toh kya hua
n-mera half day leave cut hoga isliye
r-aap bhi na aapne kabhi notice kiya managers aur aditya sir aapse late aate hain jab unhein leave cut nahin hoga toh aapko kaise hoga
n-sach main main toh bewajah apna mood kharab kar rahi thi
he smiles sweetly
r-waise bhi office bus hain na aap usmain aasakti hain na
n-haan par mujhe time maintain karna nahin hota already do bus change horahi hun ek aur upar se uske liye wait karna agar woh miss hua toh yeh bus ke liye wait karna road cross karna mujhse nahin hoga mere liye wahaan se direct bus hain aaraam se bait ke aajaongi
r-aap bhi na
he used to share his every conversation with his friends
n-tumhein pata hain aaj mera dost aane waala hain interview ke liye
r-kya yeh company waste hain kyun uski zindagi barbaad kar rahi hain
n-hamesha ke liye thodi do teen mahino ke liye currently uski puraani job chali gayi company shift hogayi isliye kuch din yehaan rahega toh mera help karega
shoba-nupur mere saath andar aao toh
she goes inside aditya room who is head of them and discusses with them for two hours while director asked her friend to wait till meeting was over
r-lagta hain dono ne aapka bheja fry kardiya
n-chalega par meri wajah se chiru do ganto se wait kar raha hain
r-aapka dost
n-haan woh dekho woh hain mera dost
rv was sitting exact to aditya cabin nupsi wantedly sat with rv and aha to look at her friend
n-hope mera dost select ho
r-not to worry select hojayega
at tea when mayu comes to know this from rv he had mixed feelings
m-yeh office hain ya uska playground aake do mahine nahin hue abhi se recomendation
r-kaam bad gaya isiliye use lekar aayi
m-mujhe bhi kaam bahut bad gaya hain main bhi apne help ke liye meri girlfriend ko lekar aaonga rv usse dur reh yeh ladki sahi nahin lagti usdin apni gamand se sumitra ji ka insult kiya usdin khate waqt unhone normally kahaan khana banana sikho acha hain toh isne kitne attitude se answer diya ki main apne marzi se khana banati hun kisike liye nahin aur aaj boyfriend
r-mayu jyada hogaya woh waisi type ki nahin hain bahut achi hain hum sabne dosaak se shoba mam ka dil nahin jeet paaye usne do mahine main kar dikhaya woh unki favourite hain sumitra mam ko bhi shayad koi misunderstanding hui hogi woh ab unse pyar se baatein karti hain aur woh ladkiyan woh log apne best friends ka hi mazak udaati hain un logon ke saath ache se pesh aana bekaar hain aur yeh ladka use koi job nahin hain isiliye madam ne uski maddat ki woh buri nahin hain bas thoda gussa jyada hain woh sabse alag aur pyari hain
m-phir bhi dost ko koi aur company dikha sakti thi na yehi kyun
r-is company main kya problem hain
m-salary problem
r-ab tak toh uske liye gussa tha ab achanak se parvah kis baat ki
m-woh meri tarah ek ladka hain isiliye ek ladka hi dusre ladke ka dil samaj sakta hain
r-main samja nahin
d-main samaj gaya sir ko darr hain ki yeh naya entry chidiyaa ko udaa na le
adhi smiles
r+chidiya kaun hain
m-aisa kuch nahin hain
a-phir yeh tere chehre par blush kaise
r-tum log samjaoge ho kya raha hain
d-tumne prem aur nupur ki love story toh dekhi hogi ab se tu mayank aur nupur ki lovestory dekhega
r-woh waisi ladki nahin hain she is reserved type aaj bhi choti bachi ki tarah mom se darti hain
d-tu bhi toh apni mom se darta hain yeh sab chod bas tu daily mam ki status updates dete rehna aur unhein unke dost se dur rakhna baaki hum sambhal lenge
m-tum logoko nahin lagta jyada hogaya aisa kuch nahin hain main abhi tak paagal nahin hua hun usse pyar karne ke liye
d-really lets see
at home
M-maasi aap kab admit horahi hain
shilpa-yeh kaisa sawaal hain tu hi toh kal inke saath jaakar doctor se baat ki ab achanak se yeh kya sawaal hain
he doesnt respond she shooks him
Shilpa-mayu kya soch raha hain
coming out of his senses
M-kuch bhi toh nahin
Shilpa-acha office main sab kaise hain dekh main teen mahine leave pe hun iska yeh matlab nahin tu jo jee chahe kare tu apne kaam pe dhyan dega aur apne friends ke saath milkar no masti maine adityaji ko aur saare managers ko tujh par nazar rakhne ke liye kahaan hain koi tere details de ya na de aditya ji zaroor denge so no hoshiyaari
m-maasi main koi shaitaani nahin karunga aap mujhe nahin jaanti
shilpa-jaanta hun mera mayu sabse samajdaar hain par phir bhi tere dosto ka koi barosa nahin
m-mere dost sab bahut ache hain
Shilpa-jaanti hun isiliye tujhe unke saath ghumne deti hun yeh sab chod bol office main aaj kya hua
M-naya ladka aaya interview pe aapko pata hain woh kiska recomendation hain nupurji ka aake do mahine bhi nahin hue abhi se recomendation
Shilpa-ismain galat kya hain uske dost ko job ki zaroorat hain isiliye uski maddat ki waise bhi office main kaam jyada hain aise main uska dost rahega use kaam aasaani se hogi
m-aha madam hain na kaam sambhalne ke liye
shilpa-aha ke barose kaam chodna bekaar hain prem ke jaane ke baad shoba bahut pareshan thi kyunki aha ko sambhalna bahut mushkil hain md ki rishtedaar hain isiliye jo jee main aaye karti thi koi use kuch nahin kehta tha lekin jab se nupur aayi hain uski tension dur hogayi bahut samajdaar ladki hain kitna mushkil kaam kyun na ho aaraam se kar leti hain kabhi complaint nahin karti aur shoba ki har baat maanti hain shoba ko woh bahut pasand hain shoba ko woh khud ki tarah dikhti hain hamesha naye cheezen seekna use pasand hain
m-par aapne toh kahaan sumitra mam ke saath unka jagda hua
shilpa-haan woh actually choti si baat hain par usne maafi maanga ab sab teek hain ab sumitra ko bhi woh pasand hain woh hain hi itni pyari kabhi kisise nahin ladti uske saath ladkiyan kitna kuch bolti hain chup chap hasti hain ulta kuch nahin kehti
m-toh aapko woh pasand hain
Shilpa-haan mayu kyu pasand nahin aayegi jab bhi use dekhti hun aisa lagta hain main khud hun kuch karke dikhane ki uski koshish achi lagti hain yeh ladki life main bahut aage badegi
m-aap toh uski taareefo ki phool barsa rahi hain kya woh mujhse achi hain
shilpa-tujhe jalan kyun horahi hain aur yeh comparision kis baat ki har kisiki apni soch hain apna tareeka hain jeene ka do log kabhi same nahin hote
mayu started liking nupur her way of taking things he started observing her more
next day
r-seminar hain apply karke zaroor jaonga
n-kyun aisa bhi kya seminar hain jo aap itne interested hain
r-mam baat seminar ki nahin uske advantages ki hain aapko pata hain seminar pe jaayenge toh do din office ke kaam se aaraam five star hotel main lunch aur ned of the day gifts milenge aapko pata hain pichli baar unhone 8gb pendrive diya tha toh dusre baar electric torch kabhi laptop bags ab aap hi boliye koi miss karega aise offers ko
n-office
R-shobha mam ne bheja hain toh leave cut nahin hoga
n-kaash main bhi aapati
r-aapko aise offers nahin milenge

rv and adhi applied for seminar but mayu and dhruv didnt go
precap
chirus entry
m-rv koi tujhe bada miss kar raha tha
nupur was fuming with anger
Edited by --unknown-- - 12 years ago
arzzo thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 12 years ago
#45
wao nice part great work dono kah office mai pehla din gunjie is really cute ussaha koi isliya pasand ahya kyu kah woa glasses pahanta hai wao cool and poor nups usaha tu kuch samjh he nai ahrah lets see how the story moves on ek request karni try to give a small recap taka yaad ah jayi story kaha roki thii kyu kah jb new update huti hai story tu dehaan nai rahata kah chori thii per go through huna parta hai so if u can than plllzzz ek chota sa recap dah diya karu so it would be easy to read and reconize where is story going
arzzo thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 12 years ago
#46
all the updates were great enjoying them alot both office scene are going superb and both are different frm each other

gopi06 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#47
nice updt
cont soon
thanks for the pm
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#48
Though i completed more than 7 parts I felt like giving brief intro about gunur becoz these lovestories are common in todays life but they are uncommon for some first about gunji
she is bit sensitive in her childhood she was normal gal afraid of mom she used to love to be with friends and had great fun teasing her younger sister she loves her sister but she always gave importance to other people more than her sister she used to stay away from boys means she talked to boys but always maintained a gap with them her relationship with nupsi is both fight like cats but nupur wanted her sis to be her close friend but gunji never did that in her childhood her friends and nupsi birday was on same day she bought gift for her friend but nothing to nupsi thinking nupsi she can give anytime but her friend will leave her in a year when she loved sam her cousins know but nupsi she didnt even inform thinking she shall inform to her mom but when her mom doubted her nupsi was only one who fought with mom saying her sis cant do such things but still she never told nupur during marriage also in the fear of loosing sam she told something to nupsi which broke nupsi completely she is talkative but not that intelligent she is bit selfish becoz of which she always hurts her sis she was brought up with luxuries but becoz of business loss in her dads business she has gone through lots of ups and downs she is busy worried about others problems but never saw her sister is not fine she only makes fun of nupsis problems its not that she doesnt love nupsi she want to command nupur to show right direction she never understands what exactly nupur wants
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#49
To
my life
i always hated love stories i always felt only useless people will waste there time for love thats why i never realised i am madly in love with you until i left me waiting for the day you come back only yours always yours love you my sweetu uncle
yours nupur
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#50
Mayu was feeling attracted towards nupur in whole office only his tiffin was matching hers and though they had 1 Year gap in joining her card was next to him whenever he used to take his card he would surely checked wheter her card is present if it was not he smiled thinking madam has already come he himself dont know why he was going so early but he likes to be early as this is the time she comes to office and noone will be present it was hardly two times she talked to him first when sumitra called her and second when she asked a small doubt
rv used to ask her unexpected questions for which he got suprising answers
n-woh mera dost aaraha hain na use apne group main add karoge bechara akela pad jayega
rv-nahin mam aap nahin jaanti hamaari group tedi hain
n-mujhe bhi wohi laga jo dikhta hain woh hota nahin hain
he smiled
r-ab main aapko kaise samjao hamaara group aapke baare main hi discuss karti hain aapko pata chala toh maroonga aapke hato main
atlast chiru enters first day nupsi was unable to talk to him next day morning she calls him to her place
n-itni jaldi kaise
c-mera ghar paas main hi toh hain waise ghar pe sab kaise hain
n-sab teek hain sir kya kar rahe hain
they chat for a while
c-ok fine main jaa raha hun
n-rukho na todhi der
c-kyun ab kya baat karni hain
n-baat nahin baba agar tum chale gaye toh main ladko ke conversation main dhyan dungi aur has ke book hojaongi
c-toh mujhe unse bachne ke liye bulaya main soch raha tha meri behan kitni achi hain mujh par kitna pyar hain
n-agar main aapse pyar nahin karoongi toh raksha bandan ke din mujhe celebrations kaun dega
c-tujhe sudaarna namumkin hain
though mayu was chatting with his friends he was continuously staring at nupur and chiru
he was feeling jealous of chiru he was not liking chiru
he didnt knew she treats chiru as her brother and she has already tied rakhi to him last year
next day was sunday on monday morning morning nupur mayu and chiru were present nupur calls chiru to her place she was explaining him project chatting about their previous office both were enjoying mayu was feeling jealous
m-ise itni jaldi aane ki kya zaroorat hain aur madam ko koi kaam nahin hain kya mere saamne ek anjaan ladke se chat kar rahi hain achi ghar ki ladkiyon ko yeh shoba nahin deta
he dont even know what he is thinking
n-tumhein office pasand aaya
c-yaar yeh log tede hain
n-haan woh toh hain mujhe bura lag raha hain tum akele lunch kar rahe ho
c-tum bhi toh 2 mahine pehle aake akele kaati ho
n-yaar mujhe woh ladkiyon bilkul bhi nahin pasand nahin hain isiliye akele lunch karti hun
c-tujhe koi pasand nahin aata aasaani se
n-woh toh hain
she suddenly looks at adityas cabin
n-aditya sir itne jaldi kya baat hain
just then mayu interrupts them
m-excuse me mujhe aapki system chahiye lan kaam nahin kar raha
n-tumhein nahin pata lan kal se kaam nahin kar raha
m-oh nahin pata
to himself
m-plan failed God please kuch karo
n-meri tabiyet kharaab lag rahi hain tab se bade mushkil se kaam kar rahi thi par ab jyada kharab hain main aditya sir ko pooch ke chali jaongi tum shoba mam ko bata dena
c-sambhal ke jaana
mayu was confused seeing nupur leaving
she reaches home with difficulty she even had vomitings
pata nahin mayu ne kitni gaaliya di jo bechari ki tabiyet itni buri tarah se kharaab hui actually usne chiru ko di par asar nupur pe hua
next day at tea
m-teri madam kal achanak se bhag kyun gayi
r-mujhe kya pata main kal nahin aaya tha
m-par aaj aaya na pata laga
A-ismain pata karne waali kya baat hain tabiyet kharaab hui hogi shayad
d-tujhe itni fikar kyun hain
m-bas aise hi
next day rv was not present he went to seminar with adhi at lunch
sumitra-kaam kaise chal raha hain
n-pehle kuch problem ho raha tha par Rv ne solve kiya kuch doubts hain par woh do din nahin aayega na aane ke baad poochoongi
mayu smiles naughtily
d-has kyun raha hain
m-just wait and watch
d-bata na kya baat hain
m-madam ko teek karne ka idea mil gaya
d-mayu tu usmain itna intrest kyun dikha raha hain maine usdin mazak kiya tha but kya tu seriously use pasand karne laga kya
m-pata nahin par jab bhi use dekhta hun bahut acha lagta hain uski hasi bolapan sabse alag hain i just like her style
on the day rv returns nupsi comes after rv
she enters her place and was keeping her purse
m-adhi ko toh kisine itna miss nahin kiya par tujhe log bada miss kar rahe the
she gives funny smile
he feels she likes rv
but after sometime she goes to rv and at same time rv calls chiru to discuss about a job
nupsi was listening but suddenly
n-mujhe aapke dosto ko tappad maarne ka mann kar raha hain sharam nahin aati ladki ka mazak udate hue kitne too much hain mere aate hi mujh per comment maine hi sumitra mam se kaam ke silsile main aapka naam liya iska yeh matlab nahin woh jo chahe soche agar yeh repeat hua toh toh mujhse bura koi nahin hoga
rv was shocked seeing her anger for first chiru was confused leaves from there
rv manofys her
rv-mam chodiye woh log aise hi hain
precap-nupsi playing with mayu
Edited by --unknown-- - 12 years ago

Related Topics

Fan Fictions thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42 · 8 years ago

Ritik Mehra : Business Tycoon and Elder brother of Raghav Shivanya Kapoor : Doctor and Elder Sister of Naina and love interest of Ritik

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42 · 8 years ago

Here are Characters of the Story Ritik : elder brother of Shivaay , Ranveer , Sanskar and love interest of Shivanya Shivanya : elder sister of

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42 · 8 years ago

Let's me introduced the Characters Ritik Raheja (Arjun Bijlani) : A very rich business tycoon and elder brother of Ranveer and Ragini Ranveer

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: MidnightLibrary · 5 months ago

Hey there, readers , Just a quick note: I wanted to let you know that since the old module is now locked, I've created a new one for you. You...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: jasminerahul · 7 months ago

Meri Aashiqui Ho Tum( You are my love)Part 1 Thank you my dearest friend Sydell for the beautiful cover page. I dedicate this SS to mili_ai who...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".